Chapter 35

787 73 21
                                    

So here I start,
Sorry for the delay,
Continuation from the previous part,

One week was complete Haseena resumed back to hospital. Anubhav started working on his new project.
Today Anubhav was too busy in his new project and he didn't had his lunch. And Dev informed this to Haseena.
Dev called Haseena,

On call,
Dev : hello bhabi kaisi ho aap
HS : mai thik hu bhaiya aap boliye

Dev : mai bhi thik hu aur poochne se pehle hi bol deta hu ki Anuradha bhi thik hai
HS : haan woh toh hogi hi aapke sath jo hoti hai (teasingly)

Dev : aisa kuch nahi (blushing). Jo bolne ke liye call kiya tha woh bol le pehle ?
HS : aap kuch bolne ke liye call kiye the ? Mujhe laga haal chal poochne ke liye call kiye the.

Dev : arey kuch bolne se pehle toh waise bhi haal chal poochte hai. Pehle suniye.
HS : toh boliye

Dev : haan. Aapke Anu lunch nahi kiya hai. Pehle ek baar tabiyaat kharab huya tha lunch na karne ki waje se. Isiliye call kiya aapko. Aap hi kuch kijiye bhabi mera nahi sun raha.
HS : kya? Inka mai kya karu. Kabhi bhi khud ka khayal nahi rakhta. Thik hai hum aarahe.

Dev : haan jaldi aaiye.
HS : hmm. Bye

Disconnected the call,

After sometime Haseena reached Anubhav's office. Dev guided her till Anubhav's cabin since she never visited Anubhav's office before.

Dev : bhabi aab aap shambhaliye mai chala.

HS : ji 😊.

Haseena entered his cabin and found Anubhav engrossed in the new project. Haseena moved towards him and kept her palm on his shoulder.

HS : Anu...

AS : jaan aap yeha ?(looking at her)

HS : kyu nahi aasakte ?(smiling)

AS : arey aisa humne kab kaha. Yeha aap poore haq se ayenge.

HS : hmm 😊. Par yeha mai ek khass karan ke waje se aayi hu.

AS : khaas waja ? Aur woh kya hai ?

HS : hume aapke khilaf complain mili hai

AS : complain ? Kisne ki aapse ? (Standing up and stood infront of her)

HS : ji haan ki aap lunch nahi kiya aur Dev bhaiya ne call kiya tha mujhe iss baare mein batane ke liye.

AS : Dev ?? Mai usse chodunga nahi.

HS : aap unhe kuch nahi bolenge. Laparwahi aap kar rahe aapne shehar ke sath. Pehle bhi aapka tabiyat kharab huya tha. Kyu nahi kiya aapne lunch ?(cupping his face)

AS : woh thoda busy hai hum project ko lekar. Aap ne kiya ?

HS : aap nahi kiye toh hum kaise kare ? Chaliye kha lijiye nahi toh hum bhi nahi kha payenge(making a cute pout)

AS : (chuckled and pecked her pout) chaliye

HS : kya Anu aap bhi 🙈.

AS : kya hum bhi ? (Pulling her closer by her waist)

HS : kuch nahi (blushing)

AS : agar itne pe itna sharma rahi aap toh baad mein kya karenge aap (huskily in her ears)

HS : Anu...(hit his chest playfully) chaliye na lunch karte hai.

AS : haan chaliye(Chuckled)

HS : pehle jake haath dhokar aate hai.

AS : hmm.

AS : aap apne hatho se khila dijiye bohot accha lagta hai.

HS : ji 😊. (Forwarded a morsel towards him) kha ke batana kaisa laga

Anuseena : Journey Of LoveWhere stories live. Discover now