talk

198 15 11
                                    

Author's pov

Both Samrat and Pakhijust stood there looking at each other..

They both didnt know whether they should talk or not..
Yes, Pakhi had come here today just so thats she can talk to him but looking at Samratit felt that if they start talking she will loose control and do something..

While Samrat was just looking at Pakhi, he wasn't prepared for this encounter yet, or maybe he would never have been prepared..

Just yesterday he was planning to go back to shimla..
And today he had Pakhi standing right infront of him..
Will he be selfish if he says that he wants to be back with her , if he says that he wants her to hold him in her arms and smoothing all his pain..

They don't know for how long they just stood there not at all talking, it was only after Pakhi heard the lighting voice she came out of her trace...

Samrat too looked away when he heard the lighting..

He once again looked at her and said
S- kaisi ha

Pakhi just looked at him 8 months , they have been away from 8 months and this is what he asks her..
(Pakhi completely ignored the fact that how her body shivered listening to his voice after so long)

P- theek hu..

( Samrat felt goosebumps all over his body , was it because of the weather or because he was listening to her voice after such a long time )

S- lag nhi rhi ha tu theek
( Samrat said without even thinking and that was true , she didn't looked fine )

Pakhi looked directly into his eyes and said
P- tujhe kya fark padta ha Samrat

Samrat didnt know why but the hurt in her voice did something to him and he steeped towards her..
But Pakhi stopped him showing her palm

P- nhi Samrat , kuch mat bolna..
Tune mujhe ye yakeen dila diya ha ki tu bas bolta tha ki tujhe mujhse pyaar tha , asal main tune kabhi mujhse pyaar kiya hi nhi ha..
Agar kiya hota toh us din itni asani se tu hamra rishta nhi todta..
2 second bhi nhi lage the tujhe meri mang suni karne main, mujhse rishta todne main, mujhe akela chodne main..
8 mahine 8 mahine intezar kiya ha maine samrat, har din intezar kiya tha , har subha main is umeed ke saath uthti thi ki shayad aaj samrat aaiyega aur mujhe apne sath le jaiyega, aur har raat main apni umeed ko tutte dekhti thi..

Mujhe laga tha ki chaiye main tujhe apne pyaar ka izhar karu ya naa karu pr tu samjhega , aur tu ye bhi samjhega ki maine kyu Bhai ki side li thi us din
Pr tune kisi aur ki baato ko sach maan ke mujhse rishta hi tod diya..

Samrat looked at her shocked , he didnt knew that she knows all that..
He was gonna ask her about it when Pakhi again spoke...

P- Aacha hua Sai ne us din un sbki baat sun li thi , warna main toh yahi samajhti ki mujh main kuch kami thi is liye tujhe meri dil ki wo awaz bhi sunai nhi di jo cheekh cheekh ke ye khethi thi ki samrat I love you...

Samrat just stood there not knowing what to say..
He knew he was wrong , he was wrong all these while , he was wrong that day , and he knew he will be wrong if he doesn't speak today..

P- mujhe sach janana ha Samrat , wo jo wakai main sach ha , wo jo tera sach ha...
Mujhe janana ha ki aisi kaun si wajha thi jiske karan tune ye rishta hi khatam kar diya...

Samrat looked at her and the fire in her eyes did told him not to play with her..
Samrat nodded his head not knowing what else to do...

He took a deep breath and said..

S - Kabhi kabhi aisi cheezein hoti ha jo aapka barso ka banaya hua self-confidence hota ha naa wo tod deti ha..

Yah baat to bhi jant h main logo ko unke muh pe jo hota tha bol deta tha kyu ki main waisa hi hu..
Tara ghar chodna ka baad sab log bota h to ek pathar dil insaan ha , usse kisi ki.fikar nhi ha , usse kabhi chot nhi pahuchati usse dard nhi hota ha , par aisa nhi ha Pakhi main bhi insaan hi hu mujhe bhi takhleef hoti ha maine bhi roya hu jb maine apni maa , apne pariwar ke saath galat hote dekha tha toh, main bhi roya hu jb Tera barako koi kuch khethe tha , bht bura lgta tha , ki pura pariwaar mere baare main aisa sochte ha par phir main sochta tha ki tu bapas ayagi or  mujhse Bapas pyaar karega...
Main kabhi bahari dikhawati pe nhi gaya , mere liye jitna zaroori saas lena ha na utna hi zaroori ek saaf dil bhi ha...
Main hamesha tujhse ladta tha kyu ki kahi naa kahi mujhe lgta tha ki tu mere gusse ko samajh skti ha..
Jis din meri tujhse shaadi hui thi ussi din  main ye janta nhi tha ki main tere layak  hu  par us hi raat Mujha pata chala ma tera layan]k nhi  , tere kabil nhi hu..
Kaha tu Virat se Pyaar karti thi aur kaha main ,
Main is baat se bht wakif tha ki hum dono ek dusre se bht alag ha , pr jb bhi ye baatein kisi aur se muh se sunta tha toh khanjar hi tarha dil maim chubhti thi, main jb jb khud ko aine main dekhta tha toh sochta tha ki aisa kya ha mujh main jisse tere jaisa ya koi bhi ladki mujhse shaadi ke liye taiyaar ho..
Bht se logo ne taana mara Pakhi  ki mujhse mere ghar wale bhi bas is liye pyaar krte ha kyu ki main unke family ka sadasya hu, aur unke alawa koi bhi mujhse kabhi pyaar nhi kar paiyega aur agar karega toh apni zindagi se haar ke karega,
(Samrat started crying while saying this )
Jb maine apne pyaar ka confession kiya aur jb tere aankho main bhi apne liye pyaar dekha toh bht try kiya ki inki baato pe dhayan naa du , aur apne pyaar pe bharosha rakhu tere ankon pe bharosha rakho , par nhi ho paya yaar baakio ki tarha main bhi insaan hi hu naa mujhe bhi wo baate yaad aane lgti thi..
Bht takhleef hoti ha jb tuna khethe ha ki Main teralayak nhi ha , teri zindagi barbad ho gai tujhse shaadi kr ke, toh mujhe sach main lagne laga ki ye jb bol rhe ho wo sach ha main tere layak nhi hu

Tum Mere Ho(Completed)Where stories live. Discover now