Part 18 - The 7 Days IV

882 39 1
                                    

Day 4
Next morning...
Their usual time table of randhir waking first sanyu making breakfast everything. There was just one thing absent, their fight. Everytime randhir tried to fight or teese, sanyu smiled and kissed on his cheek. Even she took the medicines without any argument. Today they both were in their formal avtaar as he knew that the,day was a decision making day. She was dressed in a yellow sliveless 4 inches above knee length kurti and complementing green leggins. He was in his rgular suit, a pink shirt with chocolate brown pants and jacket with his as usual half folded hand style.

Finally they reached the car. There our naughty mcp again tried to fight.While driving..
R: are kya baat hai, aj tum apni is jhalli dress up me bhi kitni smart lag rahi ho.
S: tum jo ho mere saath mujhe complement karne k liye. My naughty mcp.
R: aj tum bahut bor kar rahi ho yaar. Matlab aj ho kya gaya hai tumne??? Koi jagda nai. Bas smile kare jaa rahi ho. Nervous ho kya???
S: nahi khus hun.
R: kal tak to aansu k saath naak bhi beh rahi thi aur khusi ki nadi.. Kyun bhai??? Mujhe to pata chale. Kya pak raha hai tumhare dimaag me.
S: jab tum saath ho to mujhe khusi ka koi reason nahi chahiye randhir. Main complete feel karti hun jab tum hote ho saath.
R: aj us sugar factory parth se tip leke aayi ho kya???
S: kaun parth???
R(in his mind): chalo kuch to faayda hai memory loss ka.
S: bolo na.
R: haan.. Haan wo parth..
S: haan bolo kaun hai parth.
R: tu..tumhara bhai hai. Haan.. Sach.
S: oh. Sugar factory kyun bol rahe ho.
R: itni sweetly baat karta hai ki saamne waale ko diabetes ho jaaye.
S: haha. Tum jhut bol rahe ho.
R: wat???
S: parth mera bhai nahi hai.
R(tensed, in his mind): isko sab yaad to nahi aa gaya. O god yaad aaya bhi to ye parth.
S: itna jelous ho to atleast mera bhai to nahi hoga. Hahaha.
R(in his mind): thank god. O god ise sab yaad aaye bas is parth kabhi na yaad aaye.
S: hahaha.. Shakal dekho apni puri jala hui ghaas ki tarah lag rahi hai.
R: main kyun jelous hun.
S: achha to fir jhut kyun bol rahe ho. Batao na kaun hai parth.
R: you dont need to think about him.
S: ok agar itni hi problem hai to nai puchhungi. Ye to bataa do ki hum jaa kahan rahe hein.
R: banquet hall. Wahan ek conference hai jahan doctor watson aa rahe hein. Hume unse milna hai.
S: o..
R: tumhe dar to nahi lag raha.
S: nahi.
R: kal tak to itna dar lag raha tha aur aj achanak sab gaayab.
S: tum ho na saath mein.
R: oho sweetmess barsaana band karo. Ye lo hum pahunch gaye.

They reached the banquet hall..
R: nervous???
S: not at all. Tum dare hue lag rhe ho.
R: mujhe kis baat ki tention. Main thodi kuch bhula hun.
S: pataa hai is baat ki tention nahi hai tumhe. Bas tumhe fir bhul jaun to kya hoga, yahi soch rahe ho na.
R: tumne kaise guess kiya???
S: itni alag nahi hun tumse ki itna bhi na jaan sakun. Tumhe main kabhi bhul nahi sakti. Pata hai kyun???
R: kyun???
S: kyunki aankhe band kar k bhi main tumhe dekhti hun. Fir to meri aankhe khuli hi rahengi na. To bhulne ki sawaal kahan uthhta hai.(she said stroking her palm on his cheek)

His eyes stucked on her when she said this.
S: ab andar chalen???
He smiled and nodded in yes. She clutched his palm with hers. They went inside together. There randhir asked a receptionist about the doctor.
R: aa.. Dr. watson??? We had an appointment.
REP: yes, let me check. Patient name.
R: Sanyukta Agarwal.
REP: yes sir. Wait inside meeting will over after few minutes.
R: ok.

They went into cabin.
S: o hello kya kiya ye tumne???
R: maine kya kiya???
S: zyada smart mat bano.
R: lekin kiya kya maine???
S: kya register kiya tumne mera naam. Haan???
R: sanyukta.
S: haan par surname kya likhwaya???
R: agarwal.
S: o hello. Its not agarwal. Its shekhawat. I am Sanyukta Randhir Singh Shekhawat. Samjhe. Dobara mera naam lene me galti ki na.(pointing her fore finger to him)
R: ok.. First time I accept my defeat. I agree nahi hogi ye galti next time.(covered her hand in his both palms). Ye lo kaan pakad liye.(catching his ears)
S: ye kya kar rahe ho???(separating his hands from ears) maaf kiya. Agli baar dhyaan se.

You Are Always With Me - Season 1Where stories live. Discover now