chapter 8

1.7K 83 4
                                    

Next morning, Goenka villa.

Akshu was running here nd there in her room. Aarohi wake up nd saw her sister running nd picking her stuff nd putting in her bag.

Aarohi : Di kaha jaa rahi ho itni subah subah or pehle bhagna bandh karo lag jaygi.

Akshu : Lagne de. Yrr aaru aaj mera pehla din h Harsh uncle ne jaldi bulaya h. Or me apne pehle hi din late ho rahi hu. Kitna bura impression padega. Nd she went downstair in hurry. Just then she bumped on Kartik.

Kartik : are are sambhal k princess itna bhago mat lag gai to or itni jaldi me kaha jaa rahi ho?

Akshu : papa aaj mera pehla din h hospital me or Harsh uncle ne jaldi bulaya h pr me already late ho gai hu.

Naira :  Accha thik h pr nasta to karte jao. Me apki coffee lati hu betho.

Akshu : Nai mamma me late ho rahi hu me vaha ku6 kha lungi. Just then aaru comes, " Di ki taraf se me kha lungi"(our foodie aaru). nd she hugged Kartik nd took blessing from mimi nd left for hospital.

At Birla Hospital,

Akshu entered nd was breathing heavily. Abhimanyu noticed her nd went to her.

Abhimanyu : Relax, ese bhagte bhagte q aai? Gir jati to, Kahi lag jati to. Chalo meri cabin me betho abhi tak meeting suru nai hui ku6 problems ki vajah se thoda time lagega.

Akshu : Thank u kanha ji bacha liya. Abhi looked at her. Abhi in mind, " Bilkul mummy jesi h 6oti si baat pe itna gabhra jati h". Both went in Abhi's cabin.

Abhimanyu offered her water bcoz she was still breathing heavily.

Abhimanyu : vese yaha thoda late ane pr koi tax nai lagta to ab se aaram se ana. Ese bhage bhage ane ki zarurat nai h.

Akshu : Ha ha pata h vo to aaj mera pehla din h or late ho jati to kitna bura impression padta mera.

Abhimanyu : Subah jaldi utha karo to late na ho. Akshu glared at him nd he chuckled.

Akshu : Ha ha me koi late uthne valo mese nai hu vo to me abhi abhi india ai hu na thik se aaram nai ho paya or kal tumhare ghar se bhi late ay. To thakan ki vajah se jyada so liya aaj.

Abhimanyu feel lil bad. He know that she has come back after long journey. Also he noticed last night how tired she was. Still he didn't say anything to his father that let her join after 3 4 days.

Abhimanyu : I'm sorry mene kal notice kiya tha ki tum bohot tired thi fir bhi mene ku6 nai kaha papa ko ki tumhe 3 4 din bad join karvay. Or agar tum thik nai thi to q ai bata deti na tumhe job se nai nikal dete. Dekho tumhe keh raha hu agar abhi bhi thik nai lag rha to ghar jake aaram karo thik hote hi join kar lena.

Akshu : nai nai esa ku6 nai h me thik hu. Vese meeting shuru hone me kitna time h?

Abhimanyu : Aadha ganta lagega syd. Kya hua tum thik ho na? He said with worried face.

Akshu : Haa me thik hu bs vo me jaldi jaldi me nasta kiye bina aa gai isiliye. Or ab pet me gurgur ho raha h bhukh lagi h. So...

Abhimanyu (glaring her) : ek to yaha ese bhagi bhagi ai uper se ku6 khaya bhi nai h. Pagal ho kya chakkar aa gay hote to. He scolded her nd she listened him like baby. abhi ki abhi canteen me chalo or ku6 khalo.

Akshu : Haa jaa rahi hu ese daat q rahe ho. Batana hi nai chahiye tha nd she made cute pout. (Or hona kya tha hamare dr. Shahab vahi pigal gay🤣🤣).she was about to leave when abhi hold her hand.

Abhimanyu : sorry mujhe daat na nai chahiye tha pr tum 1 to thaki hui ho or uper se ku6 khake bhi nai ai. 1 kam karo yahi betho kahi mat jao me khana yahi mangva leta hu betho yaha. Akshra 1st hesitated bt she felt there is no point in arguing with him so she sits on couch back. Abhimanyu ordered coffee for both nd some snacks from canteen nd gives it to akshra.

Abhira / Neirohi ff : Dil Se Bandhi Ek DorWhere stories live. Discover now