Chapter 2

1.6K 142 18
                                    

In Mumbai

Shine Orphanage

One girl is playing with kids laughing and giggling doing masti with them. It's Sunday. When her phone rings and after seeing the call she made irraited face making kids laugh.
Girl: Hello sir .
Man: What is this shehnaaz.  Didn't I told you to come office to complete your work.
Our shehnaaz replied by making faces
Sana: I will complete it tomorrow . Today is Sunday and you know na I am sincere for my work
Man: I know  but this is important I can't trust anyone else than you.
Sana: ok boss coming
Sana Self talk
Kya babaji kya life h meri Sunday ko bhi chhutti nhi h mera boss mujh se kutto ki Tarah kaam karata h ahhh kya kismat h meri. Meri koi feeling hi nhi h . Chal Sana beta isse phele tera boss tujhe phone karke phir sunaye usse phele chal kaam khatam kar.
Sana goes to her office.
One of her friend and colleague

Nandini : Aaj Sunday ko madam yaha kaise ?
Sana: Mat puch khadus ne call karke pareshan kar diya. Complete your work mimicking like him.
Nandini laugh : Aacha teri friend siya ki wedding preparation h na Kal se .
Sana: Ha yaar that's why aaj aa gyi ki 2 weeks ki chhutti de de . Chal me boss se mil kar aati hu.
After that she meet and discuss with boss about project.
She is doing her work then she gets a call from siya.
Siya: Kaha h kamini.
Sana: Office me yaar.
Siya: Tujhe Pata h na Kal se kya h.
Sana thought to tease her : Kya h kal se
Siya : Tu na jyada ban mat aur ye bata ki Kab aayegi . Main aur mom tera Orphanage me wait kar rahe h.
Sana: Tu pagal h aunty ko kyu lai vo already itni busy h preparation me aur tu aur unko pareshan kar rahi h.
Rita maa: Aacha main pareshan ho rahi hu huh tu jo din raat kaam karti h aur khudka khayal nhi rakhti main usse pareshan hu.
Sana: Sorry maa but Kal se shaadi ki tayari shuru h toh socha aaj aapna kaam pura kar lu Kal se aapki help aur sara kaam main karungi aap bas aaram karna .
Rita maa:Ha ye thik h tu puri tayari tu karna main main aaram karungi aur ha tu pura time hamare saath mansion me rahegi .main kuch nhi sunne wali .
Sana: Maa par aacha thik h aap ab ghar jao main directly waha aaungi ok. And ha no kaam okay.
Rita maa: Thik h tujhe Pata h sidharth bhi Kal aa raha h .
Listening sidharth name she gets angry but control because she thinks he love only his work not family as he lives away from his family. He only care for his work not his mother
Sana: Ha ab toh aayege na shaadi jo h aise toh kabhi aap logo se milne tak nhi aata huh . Kaisa beta h
Rita maa : Aisa nhi h beta vo busy aur bahot kaam karta h na.
Sana : Aap hamesha uska saath deti h maa. Khair chhodiye . Main mansion aati hu bye.
Rita maa : Pata nhi kya hoga jab dono milege uff dono ko samjhana muskil h
Siya : Ha maa Pata nhi kya tufan aayega jab dono milege.

Tufan toh aayega jab dono milege.  Let's see kya hota h jab ye milege. Kis Tarah do alag insaan milege?.

Are you guys enjoying 😉?
Do Comments to make me know

Addiction Where stories live. Discover now