alvida

1.4K 73 19
                                    

Current track when they came to birla house
Manjari n aarohi ran to the door waiting for Neil
Everyone stood silent n later Neil's body was brought they kept on the floor n stood by the side
Aarohi became numb n cold she froze at her place
Manjari with teary eyes sat n slowly with her shivering hands she took out the white cloth off the face n broke down crying
Aarohi- slowly came there  sat she tapped on his cheeks
Neil utho

Neil......
Kairav- aaru... he kept his hand on her shoulder
Aaru- bhai kya Hua  aap ruko
Neil.. uthk tumhe Pata hein na mujhe mazaak  pasand nahi ab uthoge ya phir tumhe chamgadar bolungi chamgadar utho
Her voice became heavy ne..IL...
Tum...tum.. ne wada kiya tha kk tum mere saath walk pe chaloge ek ghante mein hum chalenge utho
Kairav - aarohi ab Neil nahi uthega dekh idar he made her face him
Everyone were crying Bade papa n Bade ma supporting akshu who seems to be very weak n might fall any moment
Aaru- nahi bhayya Neil apna wada humesha poora karega heina wo mere jaisa nahi hein wo waada poora karenge She cupped his face tum naaraz ho ki meine wo pregnancy ko leke jhoot Bola tho I promise mein aaj ke baad kabhi tumse jhoot nahi bolungi pakka promise par plss apna wada nibhalo
Abhi- held Manjari Maa Neil ne mujhe diye hue waade ko poora karnekeliye itni badi rakm chukaega ye mujhe nahi Pata tha usne wada kiya tha ki wo akshu ka dhyaan rakhega usne rakh liya par woo...... manjari  was crying
Aarohi glared at akshara
She saw Neil
Aaru- Neil ab bohot ho gaya  ab tum uthoge  agar tum ab nahi uthe tho mein sab kuch khatam kardungi she got up started throwing all things broke glasses vase got hurt when she stepped on those  
Kairav held arms n shaked her aaru hosh mein aa kya kar rahi hein
She saw him n broke down in his arms Mujhe hosh mein nahi aana mujhe ye Sach....... she cried
Later Everyone sat there in white clothes when Anand spoke up  Harsh ap Neil ka jaane ka waqt ho gaya hein
Aaru was lost in their memories their 1st meet chipkali- chamgadar, didi ke devar- bhabhi ke behna fights when they fell in love how he pampered  her their marriage their love their pregnancy everything
When akshu came manjari stopped her
Manjari- mere bete ko maar ke ab shradhdhanjali  Dene aayi ho sab tumhari waja se hua hein akshara naahi tum.. concert keliye jaati nahi... she cried
Bade papa hugged a crying akshu
Bade papa- ab bass kijiye manjari ji agar aapne apne bete ko khoya hein tho meri bachchi ne bhi apne dono bachcho khoya hein
Everyone was shocked hearing this
Manjari- meine kaha tha pehle se hi tumhari pregnancy complicated hein zyada khayal rakha Karo par tumne meri ek nahi suni tum humesha apni man mani karti rahi aur aaj dekho kya hogaya tumhari laparwayi ka natizene teen logon ki jaan leli
Tera humesha se hi yahi chalta aa raha hein choti choti baaton ka patangad bana deti ho aur phir sabko tension mein daalti ho khud ka haal kharab kar deti ho
Tumhe Pata hein na pehle se hi tum stress ko jhel nahi sakti thoda stress hota nahi ki tum behosh ho jaati ho she held her hand par tune kabhi bhi apna khayal rakhne ke baareme nahi socha jab kar nahi sakti tho sab kuch apne sar pe leti kyu ho
Bade papa n manjari were arguing while Bade Maa was consoling akshu
Bassssssss
Aarohi- turned towards akshara ho gayi teri ichcha poori karli na tune apni manamani tune mere pati ko maar diya
Bp-  aarohi tum poora Sach nahi jaanti akshu ko pain ho raha tha tho Neil ne leke gaya hosp aur raste mein  ngo ladkyion ka call aaya n he told whatever happened

Aarohi stood n came in front of akshu
Aaru- kya milta hein tujhe ye sab karke she held her arms tight achcha lagta hein kya maahan banna kyu karti hein tu ye sab kyu apni life apni kaam se kaam nahi rakh sakti kyu akshara a
Akshu- aaru meine kuch nahi kiya wo ngo ladkiyon ko kidnap kar rahe the aur Neil ne wada kiya
Aaru- akshara tujhe abhi bhi ehsaas nahi ho raha hein ki tune Mahan banne ke chakkar mein mere pati ki Bali chadadi ek baar phir tune mujse sab kuch cheen liye aur is baar tune mujse hi nahi mere bachche se uska baap chin liya she left her in panic n moved back n ran sat in a corn er near sofa Everyone where shocked why is she behaving like this
She was speaking something to herself

Kairav- aaru kya Hua hein dekh yaha dekh
Aaru- nahi aap sab door raho mujse aur mere baby se mein.... mujse sab kuch cheen lete hein mein...mein.. nahi esa nahi hoga akshara I'm sorry aage se mein tujhe  kuch nahi bolungi par tu pls mere bachche ko mujse mat cheen mein ..mein... nahi agar mein yaha rahungi tho mere bachche ko akshara cheenlegi nahi mein yaha nahi reh sakti she ran from there she was running towards the door when manjari stopped her
Manjari- pagal ho gayi ho tum sambhalo khud ko
Aaru- nahi Maa aap nahi jaanti ho akshara wo mujse sab kuch cheenlegi pehle Maa phir shadi phir Neil ab mera bachcha nahi ab mein kuch nahi cheenne dungi nahi
Manjari- koi kuch nahi karega dekho idhar she made her come to reality
Aaru- nahi Maa esa hi hoga she got out of her grip n saw everyone esa hi hoga she was muttering something to herself while manjari hugged her from behind shshhhh shaant esa kuch nahi she turned her  dekho meri taraf
Aaru jerked her hand away n cupped her face tightly esa hi hoga akshu kuch bhi karlegi aur kisiko ehsaas tak nahi hoga aur phir sab usse hi bichara manenge
She caught her hand bol akshara esa hi hoga na tu mere bachche ko cheen legi na isiliye mein yaha se jaa rahi hoon
Akshu- aaru she was abt to keep her hand on her arms when asru pushed her
Aaru- door reh mujse mujse Mera sab kuch cheenliye tune isse achche to tu hi ma....
Badepapa slapped aarohi bas kar aarohi everyone became silent the resound of the slap in the whole house was the only sound
Aarohi kept her hand on her cheek
Bade papa- tune kabhi akshara ko samjha hi nahi aur aaj bhi usse dosh tehra rahi hein are dekh nahi sakti uska kya haal hein aur aap sab bhi akshu ko blame kar rahe hein are usne apne donon  bachcho ko khoya hein par kisiko meri beti ki padi hi nahi
Aaru was staring at both Bade papa n akshu
Akshu came infront of aarohi mein samaj sakti hoon apka kya haal hein par mein   meine bhi all bhachche khoya hejn meinn..
Aarohu started laughing
Bade ma- lagta hein aarohi ko sadma laga hein
Bm- aaru
Aaru- wah Matlab manna padega aaj bhi aap log isi ke saath hein abhi bhi akshu ki dukh hi sabse jyada hein ye ye dhekiye she held manjaris hand n dragged her in front of them dekhiye kese ek Maa apne bete keliye ro rahi hein aapko jo bachcha paida nahi hua usse itna pyaar aur dukh hein aur is Maa ka kya haal hein jisne itne saalon se usse paal poske bada kiya hein ye sab kya hi matter karte hein na Hume sirf akshu hi dikhti hein she cried are akshu ka time achcha ho tho wo baad mein Maa ban sakti hei  par Mera kya she broke down crying n sat on the floor Mera aur mere bachche ka kya Mera pati aur uska papa kese wapas aayega she cried
Aaj tune Mera kya haal kardi hein dekh akshara aur tune aaj mujse Mera pati aur mere bachche se uska papa cheen liya par tu aaj bhi galat nahi hein isiliye mein ye sab chodke jaa rahi hoon
Manjari- beta tum ye kya bol rahi ho tum kahi nahi ja rahi
Aaru- Maa aapko Neil ki kasam aapmein se koi bhi mujhe nahi rokega she cried n n left after the funeral
Aarohi left the birla the goenkas n everyone behind n left forever
She never returned none had any idea abt her she left for her for her baby to provide a new life to her baby where the baby is not compared ,made insecure or ignored
SHE LEFT N  her new journey started

I don't understand whats the problem with makers they should have atleast shown aaru n Neil's memories n aarohis major breakdown bcz here its her major loss but no even at this moment they are obsessed with akshara

If anyone don't like or feel comfortable with this part u may ignore but no offensive language plss

neirohi osWhere stories live. Discover now