nothing more

844 55 7
                                    

A- nahi karti hoon tumse pyaar
Neil- shocked
N- aarohi... tum... ye...
A- tumhe jawab mil gaya ab chale
N- nahi mein nahi manta tum mujse pyaar karti ho
Aaru- ok ur wish tumhe jo manna hein Mano par meine kehdiya I don't n now pls let's move n yeah stay away from me
Neil held her hand n pulled her close by her waist
Aaru- chodo Neil warna pachtaoge
Neil- idhar dekho kya tum sachme mujse pyaar nahi karti haa maanta hoon ki meine galti ki hein ab mein maafi bhi maang raha hoon aur itne time se tumse dur hokar saza bhi tho kaat raha hoon na mujhe aaj hi batao ki mein kya karoon tumhara bharosa jitne keliye

Aaru- just leave me she went to car n sat inside saw Neil standing still over there
She called him phone
Aaru- roohi so rahi hein isiliye dheere bol rahi hein Bina drame ke ghar chalte hein chalo
Neil- nahi aaj mein Bina jawab ke nahi chalunga chahe muje yaha poori raat hi guzaarni kyu na pade
Aaru- oh hello zayada overacting  mat kiya Karo aur chalo she waited for almost 30 min but he didn't
She came out of the car
Neil- smiled aarohi he stepped forward
Aaru- held his hand n dragged him towards car while he jerked
N- nahi aaj tum mujhe batao ki mein kya karoon
Aaru - bas bohot hogaya mein kya karoon mein kya karoon karte aur ye kya laga rakha hein pori raat yahi pe guzaroonga apne bhai-bhabhi se Sikh rahe ho kya ye saari nautanki apne aap ko torture karte hue zyada khana hawa mein ladna Bina gaane ke naachna ye saare stunts mujpe try mat Karo coz it won't effect me
Neil- thike tho fir tum hi batao mein kya karoon mein thak gaya hoon aarohi us ek galti ki saza  keliye meine kai baar maafi maangi hein aur ye ummed mein jeeta raha ki ek din hum phirse normal ban jayenge par...
Aaru- hum normal ban jayenge?? Ye kaise ho sakta hein tumhe nahi lagta ki tum kuch zyada hi ummeed kar rahe ho hum normal kaise ho sakte hein jab hum pehele jaise nahi rahe mein pehle jaisi nahi rahi aur tum...
Neil- mein abhi bhi pehla jaisa hi hoon tumhara chamgadar
Aaru- yehi tho darr hein ki tum pehle jaise ho us insaan jaise jiskeliye ek insaan hona bhi bhai bhabhi ke baad hi ...
Neil- aarohi!!!!
Aaru- chilla kyu rahe ho kyu bura laga kya galat bola hein meine tumne apne bhai bhabhi keliye apne ek chota family ko thod diya wo Bina kuch baat kiye aur kya maafi doobara ek chance ye sab kya natak hein

Neil- kya koi 2nd chances nahi hota
Aaru- nahi hote 2nd chance bus hum kuch aur decide karlete hein aur tumhe itne time itni si baat keliye bura laga tho phir mujhe kese laga ho jo mein itne time se seh rahi hoon jab mein clearly bol diya ki mein ab akshu ki life mein interfere nahi karungi it doesn't bother me anymore log mujhe kabhi nahi maane kabhi bharosa nahi kiya aur tum tum bhi tho ha aur na ke beechmein Kitna waqt liyatha bhool gaye aur waise bhi kya guarantee hein agar hum normal ho jaye pehle jaise aur koi misunderstanding aayegi tho mujhe doshi nahi kahogi wo bhi meri baat sune bagair ... she wiped her tears.. leave it Neil at this moment everything is neutral usse positive banane ke chakkar aur bigadna nahi chahti so pls just leave this topic here they left in the car  n rested
At n8 aarohi moved to the balcony
Aaru- kyu Neil kyu mere liye hue decision ko aur mushkil karna chaahte ho jab ki tumhe Pata hein ki kuch bhi sahi nahi hoga isse future mein ab atleast koi Hungama tho nahi ho rahi  aaj tumne phir se purane ghao ke ched diya phir se usi situation mein khada kar diya par kushi ki baat ye hein ki tum thik ho par hum dono.... hum dono utni hi door ki chaah kar ek saath nahi ho sakte us lake ke paas mein gayi thi rohi ke paida hona ke baad usse lekar use pehle mujhmein himmt nahi hui aur aaj wo saare  buri yaade phirse jaag gaye kyu itna mushkil Bana diya mere liye meine bohot mushkil se khudko sambhala hein par ab phirse mauka dekar phirse... nahi nahi hoga kuch bhi mein kuch karungi hi nahi   yes yahi thik rahega agar hum again normal ho jayenge phir koi syapaa phir misunderstanding phirse... noooo noo no ... ab kuch gadbad nahi hoga jesa hein wesa hi hoga

Neil-  was tossing over bed I  know aarohi meine tumhara dil dukhaya hein par mein ye bhi jaanta hoon ki  tum mujse aaj bhi pyaar karti ho par accept nahi kar pa rahi ho kyunki meine tumhe wo bharosa nahi diya psR is baar nahi is baar mein tumhara tumhara dil bhi jeetunga aur bharosa bhi ab tumhara chamgadar bohot zor chipkega  he smiled n slept

neirohi osWhere stories live. Discover now