nothing more II

933 56 22
                                    

Neil was discharged he was welcomed manjari did his Aarti
He was in his room which  seems to be changed coz aarohi n roohi are living n most of the interior are related to roohi
Neil smiled looking at the room
Aaru - came inside Neil tum betho she helped him he rested his back against back rest
Neil- humari bachchi kesi hein shararti hi hogi mere jese he smiled ya fir..
Roohiiii!!!
Aaru called her she came inside
Aaru took her in her arms n sat in front of Neil
Aaru- to roohi tumhe humesha se hi apne pitashree se milna tha right ye lo tumhare pitashree thik hogaya ab tum apne pitashree ke saath reh sakti ho
Roohi is a kid all of a sudden to accept him was a difficult task to her she knew Neil was her father but was told that he was made sleep by doctors bcz he isn't well
Roohi- matashree kya ye sachme potashree hein
Aaru- haha haa tumhare pitashree jiske baaremein tumhe mein sone waqt batati hoo wahi hein
Roohi - touched his nose n clapped her hand joyfully yeahhhh aap Sach mein ho ab aap sirf meri pitashree ho aur kisike nahi
Neil smiled ha Mera bachcha mein tumhara pitashree hoo he took her in his arms n they started playing n aarohi smiled seeing them soo happy her world felt complete to her 
Aaru- mein abhi tumhare dawai leke aati hoon ok
She came down took medicines n made milkshake for roohi n went upstairs n saw them asleep roohi sleeping over nei she smiling looking at them took a picture n gently took roohi n laid her beside him n covered with blanket n she also slept later
Days passed neil was the mostest happiest dad so was roohi the happiest child Neil was trying to compensate the 5 yrs love while roohi was cherishing the dad's love n being his princess while the family members were happy for everything being back to normal but the question is is it normal to everyone out there
It's a no for aarohi coz so many days passed but she didn't get a chance to speak to anyone whole heartedly n express her joy her happiness n her being sad for not being able to spend time with Neil n roohi, everyday aarohi helped her get ready n that was it n sometimes she didn't get that time too to interact coz someone or the other used to intrude being so high in happiness that they didn't realize they are making aarohi out of the place
Aarohi wanted to sort out things with her husband Neil n wanted to be an imp of her daughters childhood but was unable to do it bcz she used to go to the hospital when she come back everyone was always high playing with the new Gen n later roohi slept so she had little  time she had to manage so many things with respect to personal life

One day arohi was trying to sleep but was unable to later she woke up n stood at the window n started thinking
Aaru, mujhe ghar par rehke bhi home sickness jesa feel ho raha hein jabse Neil thik hua hein meine thikse usse baat bhi nahi ki aur roohi ke saath betke uske school ki kahani sure Kitna waqt ho gaya hein mujhe.. she saw the 2 most imp ppl in her life sleeping mujhe meri zindagi poori Tarah se jeeni hein kuch karna hoga I'm starving for the love of my ppl
She thought for a while idea!!! yes yehj thik hoga Kal hoga iska pehla step
Gn my lovelies she slept nxt day
Everyone left while aarohi came late down stairs n went to Manjari
Aaru- ma mein ..wo...
Manjari- kya Hua sidha bolo koi Darneki baat nahi hein jo chahe wo boldo
Aaru- Maakyaajaaproohikosmabhalogithodederkeliyemeinajrneildinnerkeloyejaarahehein
Able to read it?
She said in a breath
Manjari smiled itni so baat keliye  thike
Aarohi was leaving smiling n blushing
Aaru to herself wah aaj tera bhagya khul gaya aaj tujhe sab kuch boldena hoga tujhe sab kuch set kardungi mein she passed akshara n left to hospital
Akshara who heard this was thinking
Isse kya hogaha kya set karneki baat kar rahi thi
Maa aarohi kya bol rahi thi
Manjari- are kuch nahi wo Neil aur usse nahar Jana hein aaj shaam isiliye roohi ki dekhbaal karnekeloye bol rahi thi koi nahi unhe bhi time spend karneka mauka milega
Akshu- achcha aru ab samjhi tu apne insecurities ko ese cover up karne wali ho Neil ko manipulate karke apne side rakhna chaahti ho tujhe ek baap beti ka pyaar bhi dekha nahi jaata aarohi kesi insaan hein tu ....nahi ....Agar Neil ko nahi bataya to shayad wo Neil aur roohi beech dooriya badade isse pehle mujhe kuch karna hoga Neil Kitna kush hein apne beti ke saath aur roohi bhi apne pitashree se mujhe kuch karna hoga
She left to hospital n went to Neil's cabin
Neil- are bhabhi aap ayyiena
Akshu- sat on chair Neil mein tumse kuch bolne wali hoo
Neil bataiyye na bhabhi
Akshu- Neil ye mat samajna ki mein tumhare life emin involve ho rahi hoo
Neil- nahi bhabhi par aap bataiyye
Akshu- mein ek wife n husband ke beech mein nahi aana chahti lar
Neil- bhabhi aap boliye tho sahi 
Akshu- Neil mein jaanti hoo ki roohi tumhare liye sab kuch hein  par aarohi ko ye baat thik se samaj mein nahi aarahi hein
Neil- bhabhi mein samjha nahi
Akshu-  Neil aarohi ko roohi se jealousy  hein
Neil- kya bhabhi aap bhi kesi baatein kar rahi ho ek choti si bachchi se
Akshu- haa Neil mein Sach bol rahi hoon usse bilkul achcha nahi lag raha ki tum sirf roohi ka khayal rakte ho aur uske saath time spend karge ho yakeen nahi hota tho thike thodi der baad wo aayegi aur tumhe dinner keliye  bulayegi aur usne Maa se baat bhi ki hein aaj wo roohj ka khayal rakhe jab tak tum log wapas na ajao
Neil- par bhabhi
Akshu- Neil mein samajthi hoon ek wife aur husband time spend karne mein koi galti nahi hein par isme aaru ke intentions sahi nahi hein pls Neil samaj jao nahi tho roohi keliye bohot bhari padega aarohi ka ye jealouse pls she left
Neil sat down thinking while aarohi came
Aaru- Neil mujhetumse kuch kehna hein
Neil- kya
Aaru- wo kya hum aaj raat ko dinner keliye jaa sakte hein  Kitna time hogay humne khulke baatein bhi nahi ki
Neil, Matlab bhabhi sahi keh rahi thi
Kyu nahi aarohi mein bhi yahi soch raha tha
Neil thought mein bhi dekhna chahtha hoo aarohi tum kya kya kar sakti ho

Another part is cmng soon



In today's part Bade papa was telling something peetalsona whatever but that was way too rude n mean inhe har baat mein aarohi se zyada koi aur hi kyu dikhtha hein hein bhagwan inhe beti se zyada damad imp hein aur kya hi kahe hum

neirohi osWhere stories live. Discover now