kismat II

752 59 11
                                    

From Cafe aarohi went back to hospital to resume her work to keep herself distracted  at late night she went back home
Contrary to usual days goenka house was lit up n music being played at high sound can be heard
Aadohi was surprised what could be the reason every single day goenkas  spent as if they were mourning since akshara left but what happened all of a sudden in dilemma she stepped into house to get a shocker
Saw Bade papa hugging abhira n there was a bash  everyone dancing singing laughing being the most happiest people in the world none noticed aarohi
Aarohi was beyond shocked to speak something  coz akshara is back after an year n that to abhimanyu n akshara are together  everything When how so many questions were running in her mind but what dominated the other thoughts were that none of her family members noticed her presence they didn't even feel imp to share her the news but started celebrating she felt pity for herself n thought to protect herself from being abandoned or being neglected in the crowd she thought to left to her room on her way she saw the happiest person Neil!! She had never seen him so happy in the past 1 year not even when she opened her heart infront of him she knew he loved his bro so much but seeing it through her eyes was different she ran towards her room n closed the door
Aaru- mere gharwalon ka samaj mein aata hein koi nai baat nahi hein par Neil usne bhi kya usne mujhe batana bhi jaroori nahi samjha  am I not worth bring remembered as a human being arghhhh!!!
No esa nahi ho sakta aarohi can never be lost in a crowd I'm gonna held my head high go to hell with ppl n their emotions n their relations
She slept
Nxt day at the breakfast table everyone were having breakfast aarohi came down n sat beside kairav
Kairav- aaru kaha thi tum Kal
Bade ma-  tumhe Pata hein....
Mimi- Kal sabse achcha din tha isiliye mein aaj mandir bhi jaa rahi hoon
Kairav- par tum
Aarohi- she stood from her chair
Bade ma- aaru kya Hua
Aarohi - she moved aside n brought a stool n stood on it
Mimi- ye kya
Aaru- ok the great goenkas kya mein aap sab ko dikh rahi hoon kya aap sab mujhe sun sakte hein phir baat mein mat kehna ki dikhai nahi diya sunai nahi diya ok..?
Kairav -ye sab kya keh rahee hein
Aaru- ok very good now Everyone tell me who am I mein Kaun hoon
Kairav- aaru tu ye kya keh rahi hein tu meri behen hein
Bade ma - aarohi tu humari bachchi hein ye kya hogaya hein tujhe niche utar she dragged her
Aaru- oh! Tho aap logon ko mein yaad bhi not bad quite a good memory mujhe laga Kal akshara aayi aur uska patch up hogaya tho double kushi ki vajase memory loss ho gaya hoga
Bade ma- kya bole jaa rahi hein
Aaru- Sach aur ye Sach humesha se hi same raha hein jab akshu hoti hein aap logon keliye mein exist bhi nahi karti kisine bhi mujhe nahi bataya ki akshu aayi hein aur abhimanyu aur akshara mil gaye hein
Mimi- wo itni jaldi mein hogayi..
Aaru- jaldi itni jaldi mein bhi party ke arrangements karneka time tha par mujhe ek call ya msg karneka time nahi tha kisiko bhi meri yaad nahi aayi is ghar mein ek aur hein usse bhi Janne ka haq hein par kise farq padta hein jab mein aap logon ke saamne thi tab bhi aap logon ko dikhayi nahi di tho yo ye sab bolne ka kya hi fayda
Kairav- par aaru
Aaru- mujhe kuch nahi sunna ..
Bade papa- basss tumhari bakwas sun rahe hein iska Matlab ye nahi ki hum kuch bol nahi sakte akshu ke baareme sochna bhi mat tum ab jakar wo apne life mein kush hein ab nazar mat lagana  uske life mein tumhari interference jitni Kam hogi utna bhala hoga aur mujhe kuch bhi nahi sunna she left In anger taking her apron or just ran away from that place
In her cabin after nearly 3 hours she got a break n sat in her cabin thinking
Aaru- kyu humesha akshu ki attention at the cost of mine hi hoga kyu kya log akshu aur aaru dono ko equal pyaar aur attention nahi de sakte kyu humesha akshu ko aage rakhte hein kyu
Nahi ab mein kisi aur mujhe hurt karneka mauka nahi dungi mere gharwalon ko tho bilkul bhi nahi She saw Neil pass through the corridor n ran towards him n stopped aaru - Neil ek min rukho
Neil- aarohi!!
Aaru Neil mujhe tumse kuch kehna hein 
Neil- kya
Aaru- wo mein  she closed her eyes n said
Mujhe tumhare saath aaj date pe Jaana hein mein bahut leftout feel kar rahi hoon thodi der keliye hi sahi pls
She opened her n saw empty corridor Neil had left
Aaru - arghhh!!! Neil I... qrghh...
She entered her cabin
On the other side abhimanyu dragged Neil from there they enters his cabin
Abhi- Neil kya bol rahi thi aarohi tumse mein keh raha hoon wo ladki bohot manipulative hein
Neil- bhai esa nahi hein wo bas kuch ese hi
Abhi- uska koi bhi baat casual nahi hota har cheez mein kuch na kuch chupa hua hota hein aur mujhe kairav ne bataya aaj kya Hua tha he narrated isiliye keh raha hoon door reh usse
Neil kept mum
Abhi- Neil ab kuch tho bol yr mat soch ki mein tere life ko control kar raha hoon par I'm worried for u u know it right
Neil- Han bhai  par .. chod dijiye kuch nahi ok mein chalte hoon he leftabhimanyu sat on his chair while a phone buzzed he checked his but not his phone saw Neil's phone over the table n saw contact named A
Abhi- o teri tho kahi date tho nahi kar raha kisiko isiliye naam chupaya hogaya par mujhe bataya bhi nahi he smiled dekh mein bhi tera bhai hoon mein kya karta hoon He answered the call
KAHA THE
A louse scream that made abhimanyu pull his ear away from the phone lagta hein bohot gusse mein hein par Kaun hein
He put the speaker on phone
Aaru on other kaha the tum mein bol rahi thi aur tum ese hi Bina kuch baat sune chale gaye mein chodungi nahi tumhe mein kuch nahi sunungi ab aaj shaam ko date fix kardi hein mein xyz restaurant aa Jaana aur agar late hua tho marungi mein bhoolna Mar ye chipkali chamgadar ko kabhi nahi chodegi n she hanged
Abhi- aarohi!!!! He whispered in shock

neirohi osWhere stories live. Discover now