farz jimmedari 2

940 49 12
                                    

Days passed mayank n aarohi became quite good friends
One fine day while having lunch together
Aarohi- tum bohot hi funny ho tum jisse bhi shaadi karoge usse hasa kar pagal doge she said laughing holding her stomach
Mayank- wo ladki tum kyu nahi ho sakti
aru- stopped n got serious
She was abt to leave but he held her hand
Mayank- aarohi tum kyu nahi ban sakti
Aarohi- scene create mat Karo
N she left to her cabin
He followed her
N entered
Aaru- tum yaha
He closed the door
Aaru- mayank behave sane kya kar rahe ho
Mayank- mein bas ye pooch raha tha ... Wait ok fine
He got down on his knees
N closed his eyes aarohi mein tumse pyaar karta aaj nahi humare school time se tab shayad sirf crush tha par ab mujhe tumse pyaar ho gaya hein I really love u
Aaru- pyaar? She whispered
Mayank he opened his eyes n stood n seeing into her eyes
Mayank - I know mein tumhe deserve nahi karta par mein par mein ek achche partner banne ka koshish jaroor karunga I promise I'll be ur life time partner
She slapped him
Aaru- tum kya jaante ho mere baarme kya samajte ho jaante nahinho tum ki kuch bhi life long nahi hota kuch bhi nahi
Mayank- kya tumhara koi pyaar fail hua hein tum aage kyu nahi
Aaru- shut up stop saying I....
Mayank- kyu nahi mein single hoon tumse pyaar karta hoon aur tum bhi sin..
Aaru- I'm a widow
He stopped the loud silence in the room
Aarohi sat on the chair crying
She stopped wiped her tears
Aaru- I'm sorry mayank agar meine kabhi hi tumse ese baat ki ho ya kabhi bhi tumhe ese sapne dekhne ka mauka diya ho mein jaanti hoon rejection kaisa feel ho ta hein par mein ye sab nahi kar sakti u deserve the world I'm sure the one for u is still waiting for u
Mayank he sat on knees held her hands
Mayank- aarohi kya yahi ek wajah hein mujhe na kehne ka mujhe tumse pyaar hein tumhari past  I don't judge anything
Aaru- mayank tum samaj nahi rahe ho meri ek beti bhi hein aur mein ye sab nahi kar sakti
Mayank- aarohi mein samaj sakta hoon par kya tum apne aap ko ek mauka nahi Dena chaahti kya tum ese apni poori jindagi bitaogi
Aaru- mayank tum bohot emotional aur Mahan thoughts mein ho par ye sab nahi hoga
Mayank- aaru ek baat bolo kya tumhare life mein tumhara pati aur tumhare beti ke alawa aur koi maksad nahi hein kya tum sirf isiliye jee rahi ho
Aaru - nahi meri family bohot support kar rahi hein meri beti ko samabhal rahe hein infact meri beti mujse jyada unse hi jyada attached hein wo sab itna kuch kar rahe hein taaki mein apna kaam kar Saku ab mein aur kuch nahi 
Mayank he held her hands aarohi plss ek baar sochlo tum mein tumse sahme pyaar karta hoon aur mekn tumhe support....
Somebody barged in
Abhimanyu n manjari- shocked to see
Manjari- aarohi .....
Manjari came to her held her hand n took her away
Mayank- are aarohi
Abhi turned back glared at him n left




At birla house
Manjari- aarohi kya hein ye sab tum itni badi baat kese...
Tumhe andaaja bhi hein kya tum kya kar rahi ho
Tumhari ek beti hein uska kya
Abhi- aap bhi kisse ye sab pooch rahe isne kab apne beti ko zambhala hein jo lagav hoga
Aaru- Maa abhimanyu tum log galat samaj rahe ho esa kuch bhi nahi hein meine mayank se bol diya hein ki meri ek beti hein aur meine usse na kar diya hein
Manjari- beta tum s
Abhi- aap request kyu kar rahi ho Maa Neil ko chahe tumne bhula diga lar humne nahi wo kya heina tumse jyada purani rishta heina humara tho isiliye apni manmaani chodo aur alne rishte sambhalo aur...
Poppy
Roohi came crawling
Abhimanyu took her in his arms poppy
She giggled later granny took her to room
Abhi- dekha bachcbe jisse attach hote uska hi naam lete hein isiliye agar tumhare liye roohi imp ho tho usse time spend Karo baaki cheeson pe nahi
Aur ha  Kal se birla hospital it's final
Aarohi left to her room crying n saw roohi playing with her toys  sitting on bed
Aarohi came n sat beside her took her in lap I'm sorry bachcha I'm sorry shayad mein ek achchi ma nahi ban paayi she wiped her tears par koi baat nahi aaj se roohi meri priority hein she took her in her arms n took her to garden playing with her n later came to her room balcony n sat on  reclining chair roohi slept over her chest she hugged her thinking abt the future how it is gng to be
Aarohi- nahi meri childhood spoil ho gayi thi par mein apni beti ke saath esa nahi karungi usse poora parivaar ka pyaar mil raha hein aur esa hi hoga I promise u Mera bachcha mein tumhe is parivaar se kabhi dooor nahi karungi kabhi nahi apne Matlab ke liye tho bilkul bhi nahi
She kissed her head love u my bachcha


Just short story

What kairav said was so true did they ask aarohi if she is happy with her life in few days akshu n abhi will be together but what abt aarohi on the name of promise given to Neil she is kind off arrested in that house stuck among  relations just living a mechanical life so I thought to write a story even if aarohi  like someone in future I don't think they will let it happen

neirohi osWhere stories live. Discover now