insecure

815 54 20
                                    

I wanted to write abt the current track abhirohi marriage akshara in udaipur n all abhir truth not revealed

In aarohis room  the nxt day after engagement she sat on chair kept her her ring on the table n was thinking staring at the ring 
Manjari came to room n saw her staring at the ring  aarohi took the ring in her hand n was hesitating to put it on

Manjari came came n stood beside 
M- aarohi ring kyu utara tumne aur itna kyu soch rahi ho kya abhimanyu aayega lagane har baar 😆 She smiled
Aarohis mood was not good she kept the  ring on the table   n stood
Manjari- aarohi beta kya Hua
Aaru- kuch nahi Maa esehi Mera mood thik nahi hein
Manjari- beta kahi tumhe ye tho nahi lag raha ki abhimanyu serious nahi hein wo Sach mein aage badna chaahta hein usne khud Haan ki hein is rishte keliye
Aaru- mein jaanti hoon ma par man mein ek dar sa Beth gaya hein
Manjari-tum kabhi bhi apne man mrin ye khayal mat aane Dena samji aur..
Aarohi got a call n left to the hospital

The days were quite exhausting for aarohi bcz she has more work in the hospital as abhimanyu has focused much more on abhir case which would cause the work to pile up n abhimanyus attention towards abhir was bringing on her insecurities everyday abhimanyu was moving far from roohi which was bothering her
At birla house

Manj- abhi mein na Kal pandit ji bulaungi shaadi ki date fix karne keliye
Abhi- Maa  mein samjta hoon par abhi thode time baad karte hein na abhi bohot hectic schedule hein bahut kuch pending hein
Mahima- ohk tho Dr. Abhimanyu tumhe yaad bhi hein tumhare patients hein mujhe tho laga tum abhir ke babysitter ban Gaye ho
Abhi- mein abhi abhir ke case pe focused hoon par baaki patients keliye mere responsibility abhi bhi hein n I didn't back out
Mahima - ok tho tell me the updates regarding nxt surgeries of your patients n postop condition of others
Abhi- taiji aap
Mahima- nahi hein na jawab tum  ek hafte se sirf abhir ke case par focus kiya itna kyu tumhe Pata Pata bhi hein Kitna work pending hein par tumhe tho koi idea hi nahi hein tum ya tho abhir Case pe focus karte ho ya uske saat room mein khelte ho for God sake behave like a doctor in the hospital she shouted n left
Manjari- beta tum.. esa kyu kar rahe ho tumhe kyu itni parwa ho rahi hein uski
Abhi- Maa esa kuch bhi nahi hein aap bekaar mein tension le rahe ho aap aap rest kijiye he took her to room He slept
While gng back to his room He came across aarohi
Abhi- I hope u understand mein bas junior ki case mein thoda involved hoon bar I didn't back down from my responsibilities I still...
Aarohi- abhimanyu it's late I think we need to rest  she passed him
Nxt day
Roohi - nahi mein poppy ke saath hi jaungi aaj Mera sports hein mein poppy aur matashree ke saath hi jaungi
Manjari- beta poppy aa jayega school par abhi late ho jaungi tum abhi chalo thode der mein poppy aa jayenge 
Roohi- nahi nahi mrin poppy ke saath
Bassss!!!!
Aarohi shouted at roohi
Aarohi- roohi ab jid nahi chalo school u are getting late
Roohi- while crying par poppy
Aarohi- poppy tumhara toy nahi hein jo jab chaho wesa ho poppy ke aur bhi kaamhein mein chlungi tumhare sports par let's leave she took her bag n carried her to the car next to school
Roohi was silent all the way n ran inside school when she stopped the car
Aarohi- cried holding the steering for shouting at roohi
Roo beta tum kab samjhoge ki poppy humesha tumhare saath nahi hoga tumhe aadat dalni hogi

Nxt day manjari call pandit home
When abbimanyu returned
Abhi- Maa ye sab kya hein
Manj- wo agar tumjhe bolungi tho tu yahi kahega abhi nahi isiliye meine pandit ji ko bula liya

Abhi- pandit kshama kijiye abhi aap jayiye hum aap se baad mein baat karte hein he left
Manjari- abhi tj ye sab kar kya raha hein samaj raha hein ki nahi
Abhi- Maa meine already bol diya ki jab tak junior ki surgery nahi ho jaati tab tak
Manjari- tab tak kya doctor hein iska Matlab ye nahi ki jeena chod dega
Kya uske liye sabbkuch dega
Abhi- Maa esa nahi hein
Manj- tho kesa hein beta mujhe tujhe ek parivaar basate kue dekhna chaahti hoon par mujhe nahi lagta ki tu.... cried n sat sofa he gave her a glass of water
Abhi- Maa mein bas thoda waqt maang raha hoon uske baad aap jab kahegi tab hogi shaadi par abhi nahi Maa
He saw aarohi standing aside expressionless
He walked towards her
Abhi- I know tumhe bohot uncertain lag raha hoga par mere man mein esa kuch bhi nahi hein tum bhi doctor ho tum bhi samajti ho k iek patient...
Aarohi- Maa abhi shaadi nahi hogi she declared n she left

After few days

Abhimanyu n others got to know abt abhirs truth
Abhimanyu confessed his love for akshara n abhir n now wanted back everything to be normal
Abhi- akshara tum pls wapas aajao mein aaj bhi tumse pyaar karta hoon aur humara beta mein already uske life mein bohot kuch miss kiya but now I don't want to
Akshara- nahi abhimanyu tum apne life move kar rahe ho n I have moved on let's this be like how it is
Abhi- mein bas Maa ke kehne pe ye shaadi kar raha roohi keliye wo bohot hi jyada traumatized ho gayi tbi us din isiliye meine shaadi keliye Haan ki hein warna mein kabhi kisi ko aur ko tumhafa jagah nahi de sakta aarohis heart broke after hearing all of it
She left to walk along the woods

Aarohi- kya meri beti sirf ek sympathy thi abhimanyu keliye aur ye sab itne din se ye sab bas ese hi hope dhikha raha tha kya abhimanyu aur mein soch rahi thi ki ek chotasa family hoga aur meri roohi meri Tarah nahi bohot lucky hogi par ab jab use Pata chalega tho uska dil toot jayega aur mein... mein kuch nahi kar paungi kyunki aaj tak wo sabse zyada pyaar apne poppy se karti hein

She walking n observed some chaos grp of ppl fighting
Person1- humari beti ki zindagi barbaad karti tjmhare bete ne
P2- oh ho agar shaadi ho jati tho humare bete ki zindagi barbaad ho jaati
P3- aur wese bhi aap ne socha bbi kese ki ek bachche ki Maa se koi shaadi karega
P1- usne pyaar mein doka khaya ye is gusss mein shaadi keliye Haan boldi warna aap ki beti kabhi thik se dekha bhi hein kese lagti hein

Aarohi felt everything to indirectly spoken to her n everyone pointing fingers at her n mocking her n making fun of her
She ran n locked herself in a room
Kya mujhmein ek bhi quality nahi hein kya koi bhi mujhe pasand nahi kar sakta  kya isiliye sab akshara se pyaar karte hein ki bohot Sunder hein baatein achvhe se karti hein sabse milti julthi hei  aur mein ....her voice choking and heart aching to put her insecurities into words mujhe tho koi pyaar hi nahi karta ek bhi esa insaan nahi hein jo mujhe mere liye mere saath rehne keliye chaahta ho har kisi keliye mein sirf majboori hoon she cried feeling so low n inferior  she saw Neil's photo hanging over the wall she slowly stood up took it in her hands
Aarohi- I'm sorry Neil shayad mein kabhi tumhare pyaar ko thik se samaj hi nahi paayi I'm sorry I'm very sorry

There is another part
I don't know what will be the reaction of ppl after reading this but i think it's too much for  aarohibeing taken for granted

neirohi osWhere stories live. Discover now