pregnant II

1K 61 19
                                    

Aarohi hum walk pe chalte hein
Neil said
Aaru- par tum abhi thik nahi ho hum baad me chalte hein
Neil- mein thik hoon aur meine tumhe wada kiya tha ki mein tjmhe leke jaunga tho leke jaunga mein neeche car mein wait kar raha hoo he left

Aaru mujhe humare relationship ko simplify karna hoga now I'm pregnant n things can't be messed up like this

( n I've so many problems with the show ofcourse 😆 but first they told aarohi is pregnant then not pregnant n then she failing trying to get pregnant n again pregnant I mean how is this possible rip science  acc to me the test report was an error bcz of which the whole misunderstanding has been created)

They left to the lake on the way aarohi was thinking how to start the topic n how to correct the equation without messing up any further

When reached  they came n was walking while aarohi went n sat on a rock near to the lake Neil went n stood beside the tree
Aarohi mood hot refreshed the serene beauty of the nature n calmness bringing new sense into her she slowly opened her eyes n saw by her side n realized that Neil was not there she turned back n saw him standing leaning on to the tree
Aaru- Neil!! Aao na
Neil- nahi mein yahi thik hoon
A- Kitna fresh hein yaha par aao na plssss
N- nahi aarohi
She walked towards him pulled him near to lake n made him sit she sat next to him after a while
A- Neil udhar chalte hein na
N- nahi
A, pls Maja aayega
N- nahi agar tumhe Jaana bein tho jaao mein yahi hoon
Aaru taken aback by his tone n statement
A- hum saathmein aaye hein tho
N- mein sirf tjmhe yaha better feel karwane keliye lekar aaya hoon apna waada poora karne pregnant women ko kush rakhna hoga warna baby par asar padega isiliye mein tumhare saath yaha aaya warna mein tho... he stopped after looking in to her eyes which were red n teary bcz of his words
A- NEIL tumhe idea bhi hein kya tum kya bol rahe ho
N- haa
A- tum kyu esa behave kar rahe ho
N- tum shayad bhool gayi ki ye accident ke pehle kya Hua tha
A- Neil wo result galat tha ismein meri kya galti
N- galti wo nahi hein galti ye hein ki tumne mujse baat chupai aur bohot saare tarike try bhi kiye tumne Mera trust thoda hein aarohi meine tumhare liye poore parivaar ke khilaf gaya par tumne mujhe galat saabit kar diya
A- meine bhi tumhare liye apne parivaar ko chodke aayi thi na phir
Meine wo sab isiliye kiya ki ... mein darr gagi thi .... tum itne kush the ki ye news deneki himmat nahi thi mujme par jab sab kuch achcha hein tho problem kya hein
N- tumhare liye aasan hein aarohi mere liye nahi kyunki yumne Mera bharosa thoda hein
A- thike mein esa kya karu jisse tumnhe yakeen ho jaye ki mein kuch bhi galat intentions se nahi kiya hein
N- trust is built over period ese hi nahi hota
A- thike mein bhi aarohi hoon mein bhi peeche nahi hatne wali

Neil dropped her home n left to work
She was getting in while she saw abhira in garden
Akshu on swing abhi feeding her with hands n moving the swing gently so that it doesn't made her feel dizzy
Aaru to herself kya kismat hein meri meri Pati sirf bachche se Matlab hein aur yaha abhimanyu akshu keliye agar bachcha na bhi ho tho bhi thike par akshu ko kuch nahi honi chahiye ye soch ke beta tha aur aaj ye log kush hein kuch cheezon koi reason nahi hoti hein shayad

Days passed aarohi was feeling a roller coaster of emotions but couldn't express it to anyone cause bcz she didn't have a single person in life to show authority

One day at night aarohi woke up at around 1 am n saw Neil working on laptop
Aaru- tum soye nahi
Neil- nahi Kal ek presentation hein isiliye
Aaru was having craving she wanted to eat smtng
Aaru- kya tum coffee peeyoge
She asked him in an intention that he would say yes bring smtng for her too but alas aarohis time was bad these days
Neil- nahi mujhe kuch chahiye nahi
Aaru- coffee peelo ull feel better
Neil- no I just want to complete this n rest he declared 
Aarohi felt stupid for expecting too much after seeing what is happening these days
She slowly left to the kitchen
Aaru- usse kya laga agar wo nahi leke aayega tho mein khud kuch kha lungi aarohi doesn't need anybody help she moved towards the kitchen n was shocked to see.....
.
.
.
Abhira in kitchen
Aaru- ye akshu har jagah kese pahunch jaati hein
Akshu- aaru tu yaha is waqt
Aaru- mein bhi ye sawal kar sakti hoon
Akshu- smiled kuch nahi mujhe kuch chat Pata khane ka man kar raha tha par abhi ko dekho wo kuch khane hi nahi deta isiliye sirf ek paratha kha rahi hoon keh raha hein yehi ek better option hein mere choice mein se she smiled
Aaru, smiled n felt sad for herself
Akshu- aaru aaja tu bhi khale
Aaru- nahi mein bas paani lene aayi thi
Akshu- kuch nahi hota khale cravings tho ho rahe honge na tujhe bhi
She looked at abhi
Abhi- aao aarohi khalo
Aarohi took a bite n felt nauseating n she ran to puke
Akshu tu thik heina
Aaru came back nahi mujhe few days se nausea feel ho rahi hein
Akshu- tho tune doctor ke pass gayi kyu nahi medication le leti
Aaru- mein last month gayi thi tab thik tha par aaj Kal hi esa lag raha hein
Akshu- mujhe tho abhi almost hafte mein do baar hosp ke chakkar lagwata hein mujhe bahut irritating feel hoti hein
Abhi- esa nahi hein akshu tumhara case wese bhi complicated hein aur mein koi chance koi risk nahi le sakta tumahre health mere liye sabse jyada imp hein samzi
Akshu- ji doctor ji she smiled n they got lost in their own world

Aafu felt pity on herself that here her sisters husband is always behind her taking care of her while her husband is least bothered abt her what matters to him is the baby that's it that what she felt mein haqse usse kuch pooch bhi nahi sakti na jidd kar sakti hoon na nakhre na pyaar kuch bhi nahi She left to her room n slept
Nct day she told Neil that she is going to goenka house
N- kyu Matlab ese achanak
Aaru- mujhe bas thoda change chahiye  isiliye mein ghar ko bhi bohot miss kar rahi hoon
N- thike  khayal rakhna apna
Aaru- ok
She knew he wouldn't ask her much to stay back but still she felt bad
Manj- kya nahi aarohi kahi nahi jaayegi
Aaru- Maa pls bas kuch hi dinon keliye
Manj- nahi
N- Maa Jane do na agar uska Mann hein tho
Manj- tu beech mein mat bol
Aaru convinced her n left to goenka house
They received her n she felt quite better that she could actually speak up freely n stay as she wants to
After few days
Aaru woke up n saw someone beside her on bed
Tum!!!!!

neirohi osWhere stories live. Discover now