nothing more

1.1K 65 8
                                    

What if Neil was in coma after the incident
Akshara left birla house after knowing abt her son birlas bought her home it's 5 yrs since the tragic incident happened
Aarohi- roohi utho school bhi jaana hein tumhe
Roohi- nahi mein sirf poppy ke saath hi jaungi
Aaru- roohi jidd matkaro chalo
Roohi- nahi mein poppy ke saath hi jaungi aajkal poppy mere baat nahi sunte
Aaru- shouted roohi mein tumhari baatein sunne keliye ready hoon par tumhe sirf poppy hi chahiye
Roohi started crying
Roohi -poppy .....she ran
Aarohi ran behind her roohi
Akshara came in between
Aaru!!
Akshu- aaru tu bhi na kese bachchi pe chilla rahi hein
Aaru- ha bachchi hein meri bachchi tumhe kya
Akshu- aaru har cheez mein me vs u jaroori nahi hein
Aaru- ye gyaan apne paas rakh aur roohi ko samajna hoga ki ab uske poppy humesha uska aage peeche nahi ghumenge pehle ki Tarah unki life hein aur uska khud ka bhi ek bachcha hein
Akshu- aaru pls for God sake teri jealousy kabhi khatam hi nahi hoti na bachchi ko lekar bhi roohi abhi se jyada attached hein isiliye tu ye sab kar rahi hein tujhe aur efforts daalne honge uske saath judne keliye aur tujhe...
Aaaru- bas mujhe Pata hein kya karna hein kya nahi tu apne life pe focus kar aur ha is baar jaane ka natak mat karna agar wapas aana hi hein tho
N she left
Akshu- ye aaru bhi isse tho baat karna bhi bekaar hein mujhe abhi ko batana hoga nahi tho aarohi roohi ko patanahi kya sikha degi
In abhiras room
Abhi was helping abhir get ready
Akshu- abhi..abhi..!!
Abhimanyu- yaha dekho hum dono kese same to same  match kar rahe hein
Akshu- hahaha ye kya kiya hein tumne match karne keliye uniform ke similar kapde design karwaliya tumne hahah ek sec mujhe ek pic click karni hein wait they clicked pics
Akshu- abhi shaam ko jaldi aana mujhe tumhe kuch batana hein
Abhi- ok he gave her a flying kiss
Roohi watched all of  this n ran to her room n sat sad n started packing her bags
Aarohi came panting
Aaru- roohi tumhari wajah se Mera roz cardio ho raha ... hein.... shhh tum yaha ho mein poori ghar bhaag rahi thi tumhare liye
She observed roohi she was quiet n sad n packed her bags herself
Aaru approached her
Aaru- ru Mera bachcha kya Hua
Roohi- kuch nahi ab mujhe kudh apna kaam karna hoga right matashree kyuki poppy ke paas bohot kaam hein
Aaru- remained quiet he bhagwan wahi hua mein humesha se ye chaahti thi ki mere bachche un sab se na guzre jo Maine face kiya hein
Roohi!!!! Abhimanyu from the door
Abhi- ready ho gayi ho are wah tumne tho pack bhi kar liya
Rrohi- haa ab mein 5 years ki hoon
Abhi- are wah to phir hum ab saath mein school chalte hein ok
Roohi got excited n started jumping yeahhhhh
Aaru smiled seeing her happy
Aaru- achcha bachvhu ab tak muh latka ke bethi thi aur ab dekho lagta hein roohi ko matashree se zyada poppy se pyaar hein
Rrohi- yo matashree I love poppy so much sabse zyada yes she jumped he catches n they left aarohi stood their smiling with tears in her eyes
Manjari- aarohi roohi ki wajah se abhi apne aap sambh paaya hein aur roohi ko bhi itna pyaar karne wala Mila hein jo papa ki jagah pe ho
Aaru, par papa tho nahi hein na ma
Manjari- aarohi kya tumhe lagta hein Abhimanyu ne Neil diya wada poora karte waqt tumhe roohi se door kar diya ya uski zindagi mein tumhara importance Kam ho gaya hein
Aaru- nahi Maa esa nahi hein mein tho kush hoon ki roohi sabse zyada apne poppy se pyaar karti par jab usse ye Pata chalega ki uske poppy usse sabse zyada pyar nahi karte tho wo toot jayegi  aur mein nahi chaahti ki esa kuch ho isiliye mein uske aur kareeb aana chahti hoo
Manjari kept her hand on shoulder esa nahi hein aarohi roohi tumse bohot pyaar karti hein
Aaru- Maa jab meine hospital wapas join karneka decision liya tab aapne aur abhimanyu ne support kiya mujhe par mujhe ye Pata nahi tha Mera kaam karneki keemat mujhe meri bachvhi ka pyaar .....
Chod dijiye Maa mein ab hospital jaa rahi Neil ko mil lungi wese wo kuch bolta nahi hein par mein har roz uske saath baatein karti hoon to mujhe bohot achcha lagte hein Neil aur roohi ye donon hi tjo mere jeeneki wajah hein she left
Later manjari n akshu were chit chatting while manjari told akshu abt what aarohi is thinking
Akshu in her mind ye aarohi ke insecurities mode fir se on ho gaya isiliye mujhe jaldi kuch karna hoga she spoke to abhi n told him to spent some time with roohi after cmng home
Aaarohi went to Neil's room He was in coma from the last 5 years n she come here everyday n speak to him abt her roohi n other family members
She was telling him about roohi she saw him gasping she immediately called doctors later they stabilized him n was told that if he wakes up it would be wonderful but there are chances of him losing memory she was waiting for the news that he woke up aal day while doing her duty Suddenly  nurse came n told that he opened his eyes she ran to his room n saw abhi n manjari n Harsh n akshu standing there wwihappytears
Aaru stood at the door in a shock surprise
Neil opened his eyes saw abhi
Neil- bha..I  ... Maa..... bha..bhi....
Abhi- Neil aaram kar koi stress mat le tu theek ho jayega aaram kar
Neil- bha...I Mera bac...cha thik tho... heina
Abhi- smiled haa bilkul thik hein beti hui hein tujhe aur school jaa rahi hejn shaam ko jab aayegi tab leke aaunga kush he smiled Neil tried to happy but he had happy tears
He saw akshara bha..abhi aapke bachche bhi ..thik ...heina .... twins.... .....
Akshu- woo abhir school gaya hein roohi ke saath hi tum aaram Karo hum vapas milts hein ok take rest abhira left
Manjari- beta mein bohot kush hu ki tu thik ho gaya aaj mein mandir mein bhog chadaungi
She left

Aarohi stood at the door n saw all this She came towards Neil who dozed off
Aaru- chamgadar tum bhi kese kar lete ho ye sab mujhe koi bhi dil khol ke kush honeka mauka bhi nahi dete aur tum bhi aaj coma mein chale gaye ho par usse pehle ki naarazgi nahi bhule tumne mujhe aur humare rishte ko mauka sirf bachche ki waja se diya tha mein ye baat bhool gayi thi par .... sobbing .... par aaj tumne proove kar diya while crying She held his hand... tumhe kya mein ek pal keliye bhi yaad nahi aayi sab ki halchal pooch liya par Mera khayal bhi nahi aaya tumhe mein har roz aake tumse baate karti thi par shayad meri dil ki aawaz tumhare dil tak nahi pahunchi shayad isiliye kyuki mere paas dil hi nahi hein isiliye mein humesha se akeli thi apne ke saath hokar bhi meri bachchi ko bhi mein pyaar nahi kar payi par usse har wo kushi mili hein jo tum usse Dena chahthe the ab to tum bhi aagaye ho usse meri jaroorat bhi nahi hogi shayad aadat tho wese bhi nahi hein  she cried n wiped tears n left
Neil was taken home n her regular life started again with no more feelings
She always felt incomplete for the restof her life bcz Neil accepted her as his daughters mother his family's daughter in law n ntg more

neirohi osWhere stories live. Discover now