farz jimmedari

1.2K 52 1
                                    

Mein bohot bore ho rahi hoon ese ghar par hi bethna
Manjari- aarohi par tumhe mein kai bhi jaane nahi dungi tumhari halat najoook hein isiliye
Aarohi- wo mujhe esa aadat nahi hein na isiliye bas thode der keliye hi sahi
Manjari- nahi bilkul bhi nahi
Aarohi- thike ab mein aapki baat sun rahi hoon par mein  delivery ki baad se hospital join karnlungi
Abhi- from the door achcha tho fir tumhare baby ko tumhari jaroorat hogi uska kya
Aarohi- mmmm thike tho for mein baby ko bbi le chalungi
Abhi- are u out of ur mind baby ko hospital ke germs n diseases ke beech mein nahi mein allow nahi karumga
Aarohi- tum kyu allow karoge Mera bachcha meri marzi
Abhi- meine Neil ko wada kiya hein isiliye baby is my responsibility
Aaru- par..
Manjari chup raho tum dono abhi tu ja mein baad mein baag karti hoon
He left
Manjari- aarohi beta delivery mein abhi kaafi time hein isiliye ye sab mat socho tum aur rest Karo thike She left
In abhis room
Manjari- abhi tu ese kese baat kar raha tha aarohi se
Abhi- Maa aap ne suna nahi usne kya kaha aur phir bhi aap
Manjari- baad mein dekhte hein par abhi usse koi stress nahi hkni chahiye warna bachche par asar hoga isiliye abhi usse koi kuch nahi bolega



Aarohi delivery happened roohi was born everyone was happy
One fine day aarohi at the dining table
Manjari- aarohi tum kyu aayi mein khana leke aajati ese roohi ko akele
Aarohi- nahi Maa wo so gayi isiliye mein aayi hoon aur mujhe sab se kuch kehna bhi hein
Mahima- kya
Aaru- wo mein soch rahi thi ki mein nxt week se hospital karu
Manjari- beta tum ese roohi abhi bohot choti hein usse tumharu jaroorat hogi s
Aaru- ha Maa par mein atleast thode time ke liye hi sahi start tho katungi 1.5 yrs hogaya hein mujhe bahar gaye hue aur mujhe ese bethe rehna khaali achcha nahi lag raha
Manjari- haa tho phir hum kuch sochte hein na ek kaam karte ghar se jo bhi ho sake wo tum sambhal ne Harsh ji ho payegena esa
Harsh- wese document kaam hi hoga jo possible joga ghar se sambhalne keliye don't worry I will look into it
Aaroh- par aap log samaj kyu rahe hein mujhe bahar Jaana hein esa lag raha hein ki mein yaha prisoner hoon mujhe bobot...
Abhi- bass tum kitni selfish kyu ho aarohi hum sab koshish kar rahe hein ki hum tumhe kush rakh sake par phir  bhi tumhe kuch aur hi chahiye esa kyu kya roohi sirf humari hi responsibility hein tumhare kuch nahi kesi Maa ho tum
Aarohi- abhimanyu mein tumhari baat sun rahi hoon iska Matlab ye nahi hein ki tum sahi ho
Abhi- to phir tum sahi ho apne bachche ko ese chod ke jaane ke baareme baat jar rahi ho tum
Aaru, oh god kese samjao tumhe mein mein sirf ek 9 to 4 job karne ke baaremein bol rahi thi aur sab log itna kyu react kar rahe hein agar Neil hota tho kya aap tab bhi usse ye kehte tum kaam par kyu jaa rahe ho
Abhi- baaton ko ghumana koi tumse seekhe tumhe tho Pata hi Neil ka naam lete hi hum sab maan jayegi
Shhh thike tumhe jo karna hein tum Karo
Aur ye mat bhoona ki roohi ko hum sambhal nahi sakta mein aur Maa uska achche se khayal rakhenge hein na Maa
Manjari nodded

Nxt day aarlhi told everyone that she is joining city hospital
Abhi- what are u serious
Mahima- ab kya ho gaya
Aaru- mujhe thoda change chahiye mein wahi log wahi sab kuch ....
Abhi- bore ho gayi ho right ab tumhe entertain karne keliye hum apna chehra plastic surgery tho nahi karwa sakte heina
Manjari- beta Kal tho sab tihk hua tha na phir ye sab
Aaru- Maa pls aur wese bhi mein birla hospital mein kaam karu ya city hospital mein
Aur aap log chinta mat kijiye meine baat  ki hein kuch time keliye hi sahi mujhe jyada work load na Dene ke baaremein baat hui hein wo Mera frnd hein waha pe tho isiliye
Manjari- thike beta jesa tumhe thik lage

She left hospital
She was in cabin checking patients
Aaru- nxt
A guy came inside
Aaru- boliye kya problem hein aap ki
Guy- ji wo kya hein mera ek dost hein usse bhoolne ke bimari ho gayi hein uske liye Dawai chahiye
Aaru- excuse me ok aap apne dost ko hi leke aayi Bina patient ke medicines nahj deti hoon mein
Guy- are yahi heina patient
Aaru- tho phir kis cheez ki wait kar rahe hein aap bulayye na
Guy- ek second he took out his phone opened front cam n put it in front of her

Aaru- ye kesa mazak hein aap
Guy- are yahi to hoga Mera dost mujhe bhool gaya aur
Aarohi- shut up aap ab badtameezi kar rahe hein aap bahar jayye
Guy- are aarohi
Aaru- naam mat Lena
Guy- are bhool gayi kya mujhe mein mayank sharma hum 12th mein ek hi class mein the
Aaru- thought for a  while n she spoke oh yeahhh not I remember
Par hum dost nahi the we were just classmates
Mayank- ok madam abhi bhi nahi badli ho tum sirf thodi moti ho gayi ho
Aarohi- shut up  aur  tum yaha kya Kar rahr hockai doctor tho nahi ban Gaye itna kab pafh liya
Mayank- nahi nahi doctor no way itna padhai humse na hoga management team member aaj tumhe dekhliya tho socha baat karlu wese mein..
Aarohi- aha abhi nahi I have patients waiting so pls she looked at the door
Mayank- ok doctor maam I'll be waiting
He left
He saw aarohi attending patients through the glass window
Mayank- tum aaj bhi nahi badli aarohi aaj bhi wess hi small talk se hinkahatm kar diya itne saal ho gaue tumhe dekhe hue
He took a deep breath   anyways welcome to city hospital kabhi socha nahi tha ki phirr mulaqat hogi he smiled n left
Precap- pyaar?

neirohi osWhere stories live. Discover now