"Episode 13"

514 24 11
                                    

Then after sometime, Farjaad drops Umeed in Pasha house, they both went inside the home..

Farjaad: Umeed, mein chalta hun, apna khayal rakhna...🤍(with cute smile)

Umeed: ap andar ajaye, coffee banado?

Farjaad: nahi aj nahi phir kabhi, aj mein bht thak gaya hun..🙂

Umeed: theek hai, ap jaiya aur aram kijiye aur mujhe ghar phonch kar call kardena..

Farjaad: Ok, byee🤍

Umeed: Bye...

Then Farjaad smiles and leaves for his home, Then Haya and Sameer came there from outside..

Sameer: Farjaad bhai, gaye?

Umeed: tum dono bahar se arahe ho, dekha nahi?

Sameer: aree mera matlab hai itni jaldi chale gaye, tum inhe chai ka pochleti??

Umeed: pocha tha lekin inhe ghar jana tha...

Haya: han bht thak gaye honge, koi baat nahi..🤍

Umeed: Mubarak ho, tum dono ka bhi nikah hojaiga. ye sab meri wajah se horaha hai...😂

Sameer: tumhari wajah se?

Umeed: han ab socho na agar mein Pasha sahab ko mana kardun to tum dono ka kya hoga?

Sameer make a annoying face..

Umeed: itni buri shakal nahi banao, nahi mana karahi..🙄

Haya: han pata hai..😂

Then they trio went inside the home and suddenly Pasha sahab came there, Umeed, Haya and Sameer become scared..

Pasha Sahab: agai tum teeno?

Umeed: han sorry baba, aj thori der hogai wo kya hain na ke..(cuts by Pasha sahab)

Pasha Sahab: mujhe batane ki zarorat nahi hai, mujhe pata hai ke tum teeno Farjaad ke sath the...

Haya: jee wo hamai ghumane lekar gaye the..

Pasha Sahab: han janta hun, aur Umeed tumhe abhi bhi nikah se aitraaz hai?

Umeed was silence..

Pasha Sahab: Umeed, mein tumse baat karaha hun...

Umeed: nahi Pasha sahab, mujhe masla nahi hai par ek cheeze se masla hai..🙃

Pasha Sahab: kya?

Umeed: ye ke ap Haya aur Sameer ke shadi ke functions alag alag karein..🙂

Pasha Sahab: kya matlab? Ke mein ek din tumhara aur Farjaad ka aur dusre din Sameer aur Haya ka nikah karon?

Umeed: nahi nahi, matlab nikah ke baad jo function honge wo i mean, mehndi, barat aur ye sab..

Pasha Sahab: kyu, tum chahti ho ke tumhari rukhsati bhi sath karden?

Umeed: nahi Pasha sahab, abhi nahi kijiye ga, wese bhi 1 mahine baad ki baat hui thi naa..

Pasha Sahab: to tumhari aur Haya ke shaadi ke sare events ek sath honge bhi to tumhe kya masla hai?

Halal Pasha and Zeenat ji came there, Umeed become frightened..

Umeed: wo isliye kyuke Sameer mera ek hi bhai hai aur Haya meri ek hi cousin hai, agar mere sath hi functions honge to mein enjoy kese karongi?

Zeenat Ji: han Pasha sahab, Umeed theek kehrahi hai, Haya aur Sameer bhi yahi chahte hain...👍

Umeed: aur Pasha sahab, nikah to sath horaha hai to ham chahte hain ke baki ke functions alag alag hon..😊

FARMEED❤️Where stories live. Discover now