"Episode 31"

406 17 8
                                    

"In evening, Umeed and Farjaad went to Pasha house because he invited them, they reached there and meets with all of them. Haya and Umeed meets after 2 months and they were so happy. They all went to drawing room and sit there"

Pasha Sahab: "Umeed, exams kese hua hain?" He asked in serious tone..

Umeed: "bht ache hue hain.." she replied with a confidence..

Pasha Sahab: "to mein ye soch raha tha ke Haya aur Sameer ki rukhsati kardete hain"

"They all become happy and excited as well. Haya rolling her eyes and was blushing hard. Sameer look at her and give a wink, Umeed notices him and started teasing Haya but because of the elders, they control their laugh and smile"

Hilal Pasha: "lekin kab Pasha sahab?" He asked curiously..

Pasha Sahab: "ab Umeed ke exams khatam hogaye hain to agle hafte baarat aur valima karlete hain, baki jo mehndi mayoun hai wo dekhlena"

Umeed: "theek hai Pasha sahab, jesa apko theek lage" she said in excitement..

Zeenat Ji: "aree abhi tayariyan karne mein kitna waqt lagega?" She asked in worried tone..

Umeed: "chachi sab hojaiga, ab fikar na karein" she said in relaxing tone..

Farjaad: "han ham Sameer aur Haya ki shaadi dhoom dham se karenge aur meinay 1 week ki chutiyan bhi leni hain" he said with a smile..

Pasha Sahab: "Farjaad beta, agar kaam zyada zarori hai to takullaf mein parhne ki zarorat nahi hai" he said in serious tone..

Farjaad: "nahi Pasha sahab, Haya meri bhi bhen hai na" she said in a soft tone..

"Haya and Umeed smiles on Farjaad, Farjaad also smiles"

Umeed: "to theek hai, ap Haya ki taraf se attend kijiye ga aur mein apne bhai ki taraf se"

Zeenat Ji: "sab baad mein decide hoga pehle khana par ajain, khana lagaya hai"

All nodded yes and then went for dinner.

"After dinner, Haya and Umeed went in lawn while laughing and in excitement"

Umeed: "Haya, Haya. Kitna maza aiga tumhari rukhsati mein" she said in excitement..

Haya: "han 2 months se tum mujhse milne nahi ayi aur na hi apni shakal dikhai. Itna bored hogai thi mein" she said with sad face..

Umeed: "acha naa meri jaan, mere exams the na aur ab cafe shuru hojaiga" said while putting her hand on her neck..

Haya: "acha theek hai, lekin shaadi par to rukne aogi na?"

Umeed: "zahir hai, ana hi parega" she said in excitement..

Haya: "wese tumne Farjaad ki baat maan hi li"

Umeed: "jab wo Halaku khan meri baat maan leta hai to mein iski bhi baat man sakti hun" she said with attitude..

Haya: "wese Umeed, tum bht zyada mature nahi hogai ho?" She asked in teasing tone..

Umeed: "keh bhi sakte hain but mere andar abhi bhi purani Umeed Pasha hai" she replied in funny tone..

Haya: "han han, mein janti hun"

Umeed: "acha han, agar rukhsati ke baat katha angrez hukum chalai na to mujhe batadena ise seedha kardongi"

"Sameer came there"

Sameer: "han han Umeed, Haya ko bhardo Umeed ki" he said in irritated tone..

Umeed: "han to meri bhen ka khayal rakhna, warna na apne cafe par ane nahi dungi"

FARMEED❤️Where stories live. Discover now