3 BROKEN MOTHERS

305 42 20
                                    

{PLEASE IGNORE THE SPELLING AND THE GRAMMAR MISTAKES}

*_*_*_*_*_*

Ammi is crying vigorously in her home. The police have arrested her husband in the case of killing her granddaughter. But she is not worried for him. She knew that one day, this time would definitely come to him. She is more concerned for her daughter. Her daughter is not ready to talk with her. She considers her as an enemy. She is cursing her fate. 

"Hum kya kare? Kuch samajh nahi aa raha hain. Hum kaise Hassu se baat kare? Kaise usse samjhaye ki hume kuch bhi maloom nahi tha uski bachchi ke baare mein. Hassu, bas ek baar humari baat sun le beta..." She cries again.

After a few seconds, something clicks in her mind. She quickly gets up and opens the cupboard. She starts to throw the clothes and other stuff to find out something. Finally, she gets a diary. She rapidly turns the papers of that diary. After a couple of seconds, she finds a number that she wants. 

She sits on the sofa and dials the number on the telephone. The other person receives the call.

"Hello... Ji hum... Hum Noorjanha Malik bol rahe hain. Haseena ki Ammi. Dekhiye, hume aapse milna hain. Woh bhi aaj ke aaj. Bahut zaroori baat hain. Humare bachcho ke liye aapko aana hoga. Hume darr hain ki woh dono kanhi phir se musibat mein na phas jaaye."

After getting a reply she cuts the call and gets ready to meet the person.

------

Half an hour later, Ammi reaches a garden where they have decided to meet. She looks here and there and finally finds the person sitting on a bench. She goes to her. The other person looks at her and stands up.

"Namaste, Pushpa ji" Ammi politely greets Pushpa ji, Anubhav's mother. 

Pushpa ji softly replies, "Namaste, Behan ji."

They sit on the bench and Pushpa ji asks her, "Aapne hume itni jaldi mein kyun bulaya? Sab kuch thik toh hain naa?"

"Kanha kuch thik hain, Pushpa ji? Pichhle kuch saalon se humari zindagi mein siwaye dard ke kuch hain kya?" 

Pushpa ji sadly smirks and says, "Zindagi hi ab ek dard ban gayi hain, Noorjanha behan ji. Jabse Anu hume chhodkar gaya hain, hum bhi ek zinda lash ban gaye hain. Na jaane kanha gaya hain woh? Na jaane kis halat mein hain?"

"Woh issi sehar mein hain" Ammi says making Pushpa ji stunned.

Pushpa ji looks at her surprisingly and Ammi continues, "Haan, aapka Anu aur humari Hassu dono issi sehar mein hain. Hume aaj hi mile the."

"Kya? Kab? Kaise hain woh? Humara Anu... Woh thik toh hain naa? Woh yanha kyun aaye hain? Agar inhe pata chal gaya toh bahut mushkil ho jaayegi. Inhone pehle hi humari poti ko maar diya hain aur ab..."

"Kya kaha aapne?" Ammi is shocked, "Aapke pati ne humari nati ko maara? Par yeh kaise ho sakta hain? Humare shohar ne humse kaha ki unhone humari nati ko maara hain jab woh Jaipur mein the. Aur... aur..." She sighs.

"Hume toh kuch samajh nahi aa raha hain" Pushpa ji says.

Ammi says, "Aaj humare ghar mein Police aayi thi. Haseena ke abbu ko giraftaar karke le chali gayi. Police ka kehna tha ki Hassu aur Anubhav ne unke khilaf complain ki hain unki beti ka murder Malik sahab ne kiya hain."

WE ARE ENOUGH FOR EACH OTHER Where stories live. Discover now