LAYING OWN PATHS

2.1K 126 22
                                    

Bondita is now in London. It's again a familiar place as she lived here for almost 5 years. But this feeling is now not the same for her. Before she left something and someone for her in her country. But now things are different she's left with nothing except her pati Babu's teaching and memories. She reaches her friends house.

Aparna : welcome yaar. I m so glad that i met you again.

Bondita : me tooo.

Aparna takes her to her family. They know bondita very well. Seeing there family she misses Kaka sasur ji, batuk som and sasur ji .

Bondita : thank you Aparna for this great help. You helped me in finding a job and i won't stay longer at your house. Once i m settled with my job  i won't give you more burden.

Aparna : you were never a burden for me bondita. How can you say to me like that. You are my friend how can you be a burden. Don't think tooo much .

Bondita : thanks

Aparna : by the way i m so inspired by you. I cant live without my family one day also. And you are brave enough to come along by yourself . You came here to London alone and studied here all by yourself. Your just great.

Bondita : sab kuch pati babu mera matlab  annirudh ji ke wajah se hua hein. Patha nahi appu par pehle mujhe laga ki annirudh ji mere sath galath kar rahe hein. Par jab tum yeh sab kehthi ho tho ek minute ke liye aisa lagtha hein ki mere pati babu mera matlab annirudh ji  thik hi kiya hein.

Aparna : yes bondita ek tharah se jo Annirudh ji ne kiya na usse mujhe bilkul gussa nahi aatha.

Bondita : tumhara matlab kya hein.

Aparna : yes bondita !! Socho ki tum agar abhi bhi shadi shudha hothi tho kya tum aise freely London sab kuch chod ke aasakthi thi kya ?? Nahi na !!!

Bondita : ( goes into deep thinking about aparna's views )

Aparna : abhi sochna bandh bhi karogi ya kana kanne ya job mein join karne ka koi idea hein. Aaj tumhara pehla din hein. Chalo !!

Bondita : haan chalo.

Meanwhile in Tulsipur.

Kaka sasur ji : bhale hi us din bahu ne woh sab kaha. Par dheko tho sahi !! Yeh ghar uske bina ghar nahi lagtha.

Annirudh : kaka ab jo hogaya hein uske baare mein baath karke koi fayda nahi hai Kaka !! Apna kaam kijiye. Mein court ja raha hoon.

Annirudh goes to the court.

Anna : hi there. Actually there is a case for us to deal with.

Annirudh : then what are you waiting for. Call the client.

Anna : okkay.

The client comes in.

Annirudh : please sir have your seat.

Client : yes sir thank you.  Mera naam raj singh hein sir. Mein yahaan pass mein sripur se hoon.

Annirudh : sir tho aapka samasya ke baare mein bataiye sir.

Client : sir mein actually ek textile bussiness chala raha tha sir. Aab woh textile bussiness ka loss hogaya hein sir.

Annirudh : kaise loss hua.

Client :sir jo hum textile bech rahe the sir uske design bohot old fashioned hogaye the sir tho koi nahi kareedh raha tha sir. Tho hum usse 30percent  mein bechna pada. Hamare pass koi option nahi tha sir. Hamne bohoth loan liya hua hein and uske upar 70 percentage loss.

Annirudh : tho kya aapko loan matters mein problem hein kya.

Client : nahi sir woh problem nahi hein sir.

Barrister Babu Fan FictionWhere stories live. Discover now