ANNIRUDH DECIDED TO SPEAK

2.8K 119 14
                                    

Aniruddh thinks to ask bondita about her problem . He goes to the but finds her resting. He thinks to ask her later. He goes to the court.
Meanwhile

Bondita : she gets up slowly and sit on the bed. She remembers that incident.
Tears roll out of her eyes. Kaka sasur ji comes to her room.

Kaka sasur ji : bahu kya tum thik ho beta.

Bondita : ( quickly wipes her tears ) haan Kaka sasur ji.

Kaka sasur ji : pata nahi bahu par aisa kyun lag raha hein ki tum joot bol
Rahi ho.

Bondita : nahi kaka sasur ji. Aisa kuch nahin hein.

Kaka sasur ji : patha hein bahu tumne bachpan se hamara sath rahe ho. Iske bavjudh bhi tum ham se kuch kehna nahi chate ho.

Bondita : aisa nahi hein kaka sasur ji mein.....

Kaka sasur ji : nahi bahu hame patha hein. Aniruddh tumhe aisa pyaar kabhi nahi dega jaisa tum chahte ho bahu. Agar woh dena chahtha hoga toh woh aisa nahi karta.

Bondita : cries bitterly

Kaka sasur ji : Usse sirf duniya ki padi rehti hein bahu. Usse kabi bhi aapna ghar nahi dikega . Tum nahi dikogi bahu usse. Isse acha hein ki tum divorce leke chale jao. Kisi acha ladke ko dhek ke shadi karlo. Haan yeh sab galat hein shadi jaise pavitra bandan ko aisa nahi thoda jaatha par. Mujhe tumhari bhi fikar hein na bahu. Aniruddh ka toh mujhe koi fikar nahi hein. Woh samaj ke liye hi hamesha rahega. Uske dil aur dimaag mein sirf yahi hein. Par tumhare dil ka kya bahu. Acha hi hein na bahu. Woh tumhe azaad kar raha hein. Is narak se acha tum chale jao yahaan se.

Bondita : (wipes her tears ) nahi Kaka sasur ji. Mujhe garv hein ki mere pati babu sirf duniya aur samaj ke baare mein sochte hein. Agar hum surya se pyaar kar bete hein toh kya karen. Ussse door se dekna chahiye. Woh hamare liye jo bhi kar raha hein usske
Liye kush hona chahiye. Par agar usse vash mein karne ka sochein aur sirf aapne liye rakne ke liye sochein toh yeh galath hoga na kaka sasur ji. Unhe azaad chodne mein hi sabki balai hein . Mere pati babu sooraj hein. Unke jaisa koi nahi. Aur mein kushi kushi unka sab kuch man lungi. Aab thoda mushkil ho raha hein. Par mein sikh lungi. Sikh lungi mein. 😔 Aur yahaan tak ki yeh ghar . Aap kaise keh sakte hein ki yeh mere liye narak hein. Yeh ghar mere liye kabhi narak nahi hoga hamesha swarg hi rahega kaka sasur ji . Is ghar ne mujhe Adarsh sikaya hein . Padne ka moka diya hein. Meri poori zindagi ka jad hein yeh ghar. Aap sab hamesha mere aapne hi rahenge. Yeh ghar narak kabhi bhi nahi hosaktha hein kaka sasur ji.

Kaka sasur ji : ( feels happy for bondita's words but also little sad for what happened ) thike bahu niche aao agar tum thik mehsoos kar rahi ho tho. Thik hein toh mein chalta hoon.

Bondita : haan Kaka sasur ji . Mein aathi hoon jaldi. Mujhe yahaan beye bete acha nahi lag raha.

Kaka sasur ji : thik hein bahu toh aajao . Thik hein.

Kaka sasur ji gets down . Bondita also freshes up soon and goes down. It's been upto lunch that she has been in the room. Now she does all the chores. And is having lunch with everyone.

Batuk : kya hua aapko bodi . Kuch koi koi si thi aap . Aur behosh bhi ho gayi. Aaj kal bohot rothi hein. Hum log aapko tang karte hein kya ?

Bondita : nahi batuk aisa kuch nahi hein . Bas todi kamzori thi tho aise hi . Kalo tum chalo.

Batuk to som(whispered) : bodi zaroor kuch chupa rahi hein.

Som : ( whispered ) par kya ho sakta hein.

Batuk : patha nahi par mujhe zaroor dada ke wajeh se hi lag raha hein.

Som : toh hume kuch karna hoga na.

Batuk : dada ko samajana hoga ki bodi kush nahi hein is se. Bodi pyar karti hein unse.

Som : bodi ke aankon mein dhiktha hein unka pyaar. Kuch karna hoga humein.

Aniruddh returned home in the evening. Aniruddh sees bondita doing some work. He thinks to speak to her.

Aniruddh : bondita idhar aao na .

Bondita : haan aayi pati babu. 5 min

Aniruddh : jaldi aana mei study mei hoon. Thik hein .

Bondita : haan abhi aayi

Bondita enters the study. She sees annirudh studying some papers. She stares at him.

Bondita : (thinks) patha nahi aapse door kaise rahoogi mein.

Aniruddh : kya dhek rahi ho.

Bondita : ( surprised ) kuch bhi toh nahi.

Annirudh : mujhe patha hein. Yeh papers ko dhek rahi ho na. yeh both imp case hein . Tumhe bhi isse study karna chahiye future mein jab tum aapna case ladogi toh kaam aayega . kya aapna practice shuru karne ka soch rahi ho kya ? Kab shuru karogi?

Bondita : jaldi patibabu.

Aniruddh : mujhe puchna tha ki kya tumhein koi pareshani hein.

Bondita : nahi toh pati babu

Aniruddh : toh kal kyun tum roh rahi thi. Aur doctor ne kaha ki.....

The phone rings.

Aniruddh : ek min. Mein aabhi aatha hoon.

Bondita was standing there and seeing him recieving the phone.

Aniruddh : hello.

Anna : woh papers ka kya hua anni.

Aniruddh : haan mein dhek raha hoon. Us case mein koi problem nahi hein. Parson hi hein na uska hearing.

Anna : nahi !! I m so sorry to trouble you but the hearing is tommorow. I want you to come right away to my home .

Aniruddh : but the hearing was day
After tomorrow right.

Anna : no like when you left for the rural welfare association they shifted the dates. Can you please come home soon.

Annirudh : okk fine.

Annirudh hurriedly took the papers and was about to go.

Anirudh : mein aake tumse baat kartha hoon Bondita.

Bondita : haan thik hein pati babu.

As annirudh goes some papers from his file falls down. By the time Bondita saw the papers and was about to give it to him annirudh left the house.

Bondita : pati babu zaroor kuch bohoth imp kaam ke liye hi nikalein honge. Aur yeh papers bohoth important lag raha hein.

Bondita decided to go after him

Barrister Babu Fan FictionWhere stories live. Discover now