DIVORCE FILLED

2.8K 109 19
                                    

Aniruddh lied on his bed . He was thinking about his decision. Then he remembered the reason why he came back to India . He remembered the words of that man who gave him the reality check of India's plight. " Tum log choti choti girls ko unki permission ke bina Shaadi karte hein kya unko chunne ka hak hein " those words were running in his mind. Then he started thinking....

Aniruddh: Bondita mujhe ek pal ke liye laga ki mein tumhare sath galath kar raha hoon. Par aab mujhe sab samajh mein aagaya hein . Tumhare permission ke bina meine tumhe apnaya . Tumse kya tumhare garwalone joot bolke is shadi ko haan karwaya. Yeh divorce sach mein tumhara azaadi hein bondita. Sab kuch thik hoga.

He fell asleep. Bondita also after crying bitterly she also fell asleep.
Next day
Bondita does all the chores of the house and morning aarti. She goes to everyone's room to give coffee. She entered ANIRUDDH'S room at last as she was not able to face him.

Bondita : aapke liye coffee

Aniruddh : thank you bondita. Aab tumhe yeh sab ghar ka kam zabardasti karne ki koi zaroorat nahi hai Bondita. Aab tum jaldi hi yeh mushkil se azaad ho jaogi. Aaj hum jaarahe hein court ko ek sath file karna hein. Mutual divorce bohoth easy process hein .

Bondita : haan pati babu. Mujhe bhi pata hein . Mein bhi toh ek barrister hoon. Aur waise bhi yeh mera pehla case hein college ke bahaar.

Aniruddh : haan mein bool hi gaya tha.

Bondita : thik hein pati babu mein chalti hoon. Aur kab jaana hein boliye mei tayaar ho jaungi

Aniruddh: thik hein

Bondita :(comes out of the room thinking)pati babu mera divorce hi mera first case hoga meine kabi nahi socha pati babu.

Bondita was preparing the lunch that time batuk came inside the kitchen.

Batuk : bodi aapne aise hi man liya iskeliye. Aapko dada se itne saalo mein itna bhi feeling nahi aayi kya bodi.

Bondita : nahi.....mera matlab...

Batuk : mujhe patha hein bodi ap kuch chupa rahe hein. Sach mein kya bodi!!! Aapke man mein koi bhi feeling nahi hein kya dada ke liye.

Bondita : nahi batuk. Tumhare dada ke liye mere andhar dher saara izzat hein. Woh mere liye aapne pyar ki kurbani deke mera jaan bachaya tha. Unke liye mere andhar dher saara samman hein.

Batuk : aur pyar

Bondita : ( in her mind) hein na dher saara.

Batuk : kahaan ko gayi.

Bondita : nahi hein batuk.

Batuk went off . He thinks pakka aap chupa rahi hein bodi.

Aniruddh : bondita jaldi aao hum file karke sathe hein. Jaldi karo.

Bondita : ji pati babu pehle kalijiye thoda.

Aniruddh : thik hein par jaldi karo jaldi kalo aur hum nikalte hein

Bondita : haan thik hein.

Aniruddh : pata nahi bondita tumhare ma ko mein kya javab dunga. Unko yeh sab galath lag raha hoga.

Bondita : mein unko samjha dungi aap chintha math kijiye pati babu. Soch rahi thi ki kal chali jaoun

Aniruddh : thik hein toh mein bhi sath aatha hoon. Sath mein samja denge. Thik hein !!!!

Bondita : pati babu aap kasht kyun lenge. Mein kar lungi.

Aniruddh : par meri zimmedaaari hein ki mein unhe samjaun.

Bondita : thik hein pati babu. Aap jaisa thik  samjhein.

They go to the court. They are given 6 months time of reconciliation as expected. The next hearing is after six months.

And guys thanks for the support . I never expected such fast growth in views.
                       THANK YOU

Barrister Babu Fan FictionWhere stories live. Discover now