ANNIRUDH TO SORT

1.8K 108 7
                                    

Bondita meanwhile was busy giving time to her own case . She searched for a case similar to what she saw on that day. She was really excited to do the project . Saleem just ponder upon the interns and he meets bondita.

Saleem : good morning bondita.

Bondita : good morning sir.

Saleem : tho kya tey hogaya kya ? Konsa case le rahi ho.

Bondita : sir abhi tak kuch acha case tho mila nahi hein par i have decided to do upon women rights.

Saleem : good !! Good choice. Waise samaj aaraha hein ki tumhara soch kahaan se aaraha hein.

Bondita : i m sorry sir mein kuch bhi nahi samajhi. Kya bol rahein hein sir.

Saleem : i told aise topic aur aise confidence ka jad koi aur nahi mera dost hi ho sakta hai.

Bondita : ( she feels happy for the point he says ) sir unhone mujhe bachpan se mentor kiya hein sir.

Saleem : kya tumhe patha hein ki uska sole wajah bhi yahi tha India wapas aane ka.

Bondita : yes sir.

Saleem : mein tumhe bathatha hoon ki kaise. ( He explained him the party incident whatever happened )
Usse yeh sab dheka nahi gaya tha lekin jis din usse patha chala ki uske desh ka halath is se bhi battar hein woh turanth wapas lot gaya tha. Mujh aise himmat tho door sochna bhi mushkil tha us waqt. Par he was brave enough to return to his own country.

Bondita : sach mein sir. Is baath ko patha nahi annirudh ji ne kabhi zikar hi nahi kiya. Thank you sir.

Saleem : so carry on . All the best.

Bondita : thank you sir.

Bondita : ( thinks ) aab mein kya karoon pati babu. Aapka in kisson ko sunkar mujhe ab samajh aaraha hein ki aap kyun itna daatte rehe apki goals pe. Aap bohoth ache hein pati babu. Kya sach mein maine kuch galat kar diya hein yahaan aakar. Aapne desh mein rehkar desh ki seva karna kya mera kartavya nahi hein.

Meanwhile in TULSIPUR.

Annirudh thinks about BINOY'S words.

Annirudh : haan baba aapka kehna bilkul thik hein. Mujhe usse milna chahiye. Usse sirf ek baar maafi mangna chahtha hoon. Mein usse hum sab se nafrat nahi chahtha.

Binoy : toh pehla kadam lo. Ek baar milo usse , baath karo aur katam karo is manmutav ko. Woh bhi aapna jeevan mein kush rahegi. Aur tum bhi aage bad paoge. Thik hein.

Annirudh : haan baba kal hi mein usse milne jaraha hoon. Thank you baba. Aapne toh mera man halka kar diya hein.

Binoy : tayaari karo aur sab kuch sambalo. Thik hein!!

In London

Some students were together on the table doing there work. And they started a conversation with aparna and bondita in a friendly way.

A student from the group : hey so what's the plan. Are you yet decided with your topic.

Bondita : yes i am on with my research and i am searching for a good case which will illustrate women rights.

Some students from the nearby group group ( murmers ) : women rights !!! Ha ha

Bondita (hears what they say and reply to them ) what's wrong with my topic guys.

Student : what's the need to speak about such rights here

Bondita : yes absolutely there is a need. Recently i have seen girls, even in London , who are suppressed by there husbands.

Barrister Babu Fan FictionWhere stories live. Discover now