GUESTS

1K 108 14
                                    

As days passed
Aniruddh  reached the association and was a bit surprised by the environment there. Everyone were in chaos and full of happiness. As aniruddh enters.

Dinesh yadav ( head) : aniruddh tumhare wajah se hi yeh sab possible hua hein.

Aniruddh ' kya sir mein kuch samjha nahi!!!

Dinesh : letter aaya hein !! Delhi ke women's association se. Sab kuch tumhare wajah se hua hein. Thank you so much.

Aniruddh : aap mujhe nahi jinhone is karya ko sakaar kiya hein na usse boliye. Women's association ke director ko hi saara credit jaana chahiye.

Dinesh : unhe bhi denge credits jaldi hi. Pehle tumhe toh dene do.

Aniruddh : sir.. Maine kuch bi nahi kiya hein sir.

Dinesh : thike baba tumne kuch bhi nahi kiya hein bas. Ab suno unka letter mein kehna hein ki woh kal hi aajayengi . Toh saara intezam jaldi karna hoga.

Annirudh : ji sab kuch ho jayega.

Dinesh : yeh kaam tum par chod raha hoon kyun ki mujhe pura bharosa hein tum par.

Annirudh : ji aap sab kuch mujhe par chod dijiye

Annirudh reaches home after seeing the arrangements in the association

Kaka : annirudh beta kya hua?? Bohot kush lag rahe ho.

Annirudh : kaka meine jinke baare mein bataya na. Delhi and association

Kaka : haan beta

Annirudh : unka kehna hein ki unke director aarahe hein. Kal hi.

Kaka: woh ladki..

Annirudh : haan kaka!  Meine aisi ladki meri zindagi mein kabhi nahi dheki kaka. Itni independent aur strong ki puri association ko chalathi hein. Kaka mujhe unse milne ka bohot man kar raha hein. Finally kal milenge.

Kaka : ( thinks) bondita bahu ke jaane ke baadh yeh ghar kitna adhoora hogaya hein. Bahu ke baadh pehli baar annirudh kisi ladki ke baare mein itna soch raha hein. Agar yeh ladki sach mein mere annirudh ke liye bani hein toh . Aur annirudh ke liye achi bhi hein. Bilkul ussi ki tarah samaj ke liye kaam karthi hein. Mujhe kuch karna chahiye.

Annirudh :kya hua kaka. Kahan ko gaaye aap??

Kaka : kuch nahi beta. Annirudh mein kya soch raha tha.

Annirudh : haan kaka!!

Kaka : kahaan rehne wali hein woh. Jab thak kaam katam hoga kahan pe rehegi.

Annirudh : paas hi mein hotel book kiya hein kaka.

Kaka : kya hotel beta ? hamare ghar ke rehthe hue.

Annirudh : nahi kaka ....

Kaka : par beta acha nahi lagega na beta. Som batuk binoy koi bhi nahi hein ghar pe. Som aur batuk padai ke silsile mein bahar gaye hein . Aur binoy ka tho patha hi hein . Toh mein kya kehtha hoon. Ghar bula lo usse.
(Thinks) mowka hein iss ladki ke baare mein janne ke liye

Annirudh : kaka unka acha lagega ya nahi hamein kaise maloom hoga kaka. Nahi kaka hotel hi acha rahega.

Kaka : par beta..

Annirudh : nahi kaka . Behes math kijiye na kaka. Unka poora dhekbaal mein samay samay par karunga. Kudh unka poora dhekbaal karunga.

Kaka : ( thinks) tum aise nahi manoge. Kal mein jaake usse puchunga. Agar mana kardhegi toh thik hein. Agar haan boldegi toh mein toh bohoth kush hojaunga.
To annirudh : thike beta jaake sojao. Kal subah court aur phir yeh sab kaam bhi
Hein na. Jao beta.

Barrister Babu Fan FictionWhere stories live. Discover now