HIS COLD SHOULDER TO HASEENA

876 77 11
                                    

The emergency situation was handled by carefully and now haseena was moving back to her cabin when she stopped looking at a sight inside the injection room.A person was sitting on the chair,his sleeves rolled up and at first sight anyone can say that the person was scared,of the injection.[Person ko aap sab log jan hi chuke honge,nahi jane toh pata chal jayega]

as-dekhiye upcharikaa ji,aap sui ke jagah maukhik dawa dedijiye,kitni bhi kadwi kyu na ho hum kha lenge,lekin yeh nahi

nu-kaunsi dawa

hm-oral medicine(she said from the door,anubhav looked towards her,she walked forward)waise aapko dekh ke lagta nahi ki aap itna darte honge kisi cheez se

as-hum kisi bhi cheez se nahi darte,lekin hume sui se dar,nahi dar nahi dard hota hain

hm-acha,waise aap kaam kya karte hain

as-aapse matlab

hm-theek hain mat batayiye,lekin yeh injection dekh ke toh lagta hain ki aapko goli lagne ke wajah se lena padh raha hain,aur agar goli lagni hain toh aapko ya toh army main rehna hoga,lekin agar aap army wale hain toh phir aap army hopital jate,yaha kyu aate,phir toh aap ya toh police main hain,lekin police main hote toh yaha abhi aapke juniors zaroor rehte aur news main bhi aa chuka hota,toh phir aap ib main ho sakte hain,ya raw agent ho sakte hain,agar in main se kuch bhi nahi toh aap koi gunda mawali ya desh drohi hain,par aap yeh bhi nahi ho sakte kyunki aapko aapki matrbhasha bohot zyada pyari hain,zahir si baat hain jo apnii desh ki bhasha se itna pyar karta ho woh desh se kitna karta hoga,toh aap desh drohi bilkul nahi ho sakte,toh phir sirf do hi possibility hain ib ya raw agent ya aise hi kisi organization main kaam karte hain(by this time she had taken the injection of cephalosporins from the nurse,held his hands and injected while he was just surrounded by her words,for sure had it been someone else who tried to negotiate with the great negotiator,the ib agent,ex dsp of lucknow,no one would have succeeded but she was haseena mallik,his haseena,though she doesn't remember but she is the jazbati queen who knows to handle problem just by play of words,moreover whenever she is around him,he forgets everything around him and gets lost in her,and as he was trying to stay normal in front of her his mind was diverted from the injection,pricking and needle)

as-aapko usse koi matlab nahi rakhna chahiye(he tries to sound rude cause he don't want haseena to remember anything related to him or them)

hm-theek hain,aap ja sakte hain

as-upcharikaji,aap jaldi laga lijiye sui

hm-lag chuki hain mister

as-kab 

hm-kabki

nu-aap jab doctor ma'am ki baat itne dhyan se sun rahe the tab,ab aap ja sakte hain

as-shukriya(he said while leaving and rolling down his sleeves,without looknig back even once)

hm-ajeeb hain,ek baar mud ke toh dekh lete,waise nurse inka naam kya hain,yeh roz aate hain na yaha

nu-haan,inka naa...(someone called her from behind and she needed to go urgently so)

hm-koi nahi,aap jayiye(and the nurse left,thinking something even haseena left,but the whole day she was just thinking about anubhav and his cute scared face)

HM POV:itne hatte katte dikhne wale,joh gadi tez aa rahi thi humse takrane toh khud ka bhi na sochke hume bachaya,jo accident se nahi dara,goli se nahi dara,woh ek injection se dar gaya,so cute,sach main ek bache jaise hain woh,par pata nahi kyu inhe jabhi dekhte hain toh lagta hain ki hum inhe bohot pehle se jante hain,jaise hum inse bohot pehle bhi mile hain,inse baatein ki hain,unn nashele ankhon main pehle bhi doobey hain,lekin agar itna hi jante toh naam toh pata hi hota na hume,kuch pata hi nahi hain hume unke baare main,lekin hum inke baare main itna sochte kyu rehte hain,aaj kal toh ek din nahi jab hum inse na mile ho,kisi na kisi wajah se roz milte hain,lekin kitni kamal ki baat hain ki hum inka naam hi nahi jante.(she was lost in all these thoughts sitting in her cabin when meera came in,she called her but she was too busy in anubhav's thoughts to respond

When love lasts💞✅Where stories live. Discover now