THEIR HEART FELT CONFESSION

749 85 6
                                    

as-bohot prem karte hain aapse,kabhi socha nahi tha ki bayan karenge,lekin ab humse nahi ruka jata,aapko ek baar kho chuke hain phir khone ki himmat nahi hain humme,hum humesha yeh sochke darte ki hum kabhi aapko woh khushi nahi de payenge,jiski aap hakdar hain,haseenaji bohot galat insan chuna hain aapne prem ke liye,na hum layak hain,aur na hakdar,iss baar bhi sirf dard milega aapko

hm-humara dil hain,hum jante hain iska kaun hakdar hain,aur aapse behtar isse koi nahi sambhal sakta,bohot pyar karte hain hum aapse,humare liye bhi inn prem,pyar mohabaat inn shabdon ka koi matlab nahi,lekin jabse aap mile inn shabdon ko mayine mil gaye.Nahi jante ki aap kyu hume,humare pyar ko,apne prem ko swikarne se mana kar rahe the,lekin hum kabhi aapke duty main koi adchan nahi banenge,hume koi date,shopping jana,movie dekhna yeh sab nahi,balki sirf aapka saath chahiye

as-hum bhi insan hain,magar humesha dekhte hain,aapka prem aapki kamzori ban jata hain,aapko andar se kamzor kar dega

hm-nahi karega,hume aap par pura bhaorsa hain,IB agent anubhav singh kabhi kamzor pad hi nahi sakte,kyunki woh bohot strong hain,bohot ache hain,aur sabse zaroori bohot nidar aur bohot bade desh bhakt hain,bilukl humare abbu ke tarah,jisne hume aapse prem karne pe majboor kiya(on the mention of her abbu,he felt sad,as she still don't know the truth of her abbu's death,his hold on her got tight immediately.)

hm-aapke paas bilkul abbu jaise safe mehsus karte hain,pata nahi abbu kab tak lautenge,lekin ab aapke saath rehne se ek bharosa hain,aur na jane kyu aapko pehli baar dekha tabhi aisa laga ki aapko bohot pehle se aur bohot ache se jante ho,aise laga ki hum aapse milne se pehle se hi aapse pyar karte the(he understood,that though her brain forgot it,her heart still remembered their love,she remembered it,and listening to this,his heart felt blissful,that even after forgetting everything,she still remember their love,proving it's strength,indeed love is the strongest,no one can rub it out,not even god.)(she broke the hug,and cupped his face,seeing him all teary,made her heart cry,she rubbed his tears with her hands and stood on her toes and kissed his forehead,deeply,he closed his eyes,its the first time she is kissing him,while the first time he is feeling her lips on him,even before she had never kissed him,but today he felt so peaceful,his heart at peace after so long,he had this desire to feel her lips as long as he could,as many time as he could,but for now,he felt blissful.

As POV:

kitni pyari aur pak dil ki hain humari haseena,sab kuch bhulne ke pashchath unhe humare prem yaad hain,humara ehsas se parichit hain,humse abhi bhi phirse prem karne lagi,aur hum soch rahe the ki humne kho diya apne prem ko,shayad iss baar bhi kismat ehsanmand ho rahi hain,lekin iss baar hum aapse yeh wada karte hain haseena ki iss baar chahe jo ho jaye,aap humesha hume khudke saath payengi,is baar hum aapko chodkar nahi jayenge,ek pal ke liye bhi hum aapko nahi chadenge,aur iss baar hum kabhi bhi apne prem ko aswikar nahi karenge,iss baar koi bhi takleef ho hum saath main niptenge,hum jald hi aapko sab sach batayenge,pichle baar jo rishta sirf jhoot main mission ke naate shuru huwa,woh iss baar sirf aur sirf sach par adharit rahega,iss baar chahe humari kismat kuch bhi khel khele,hum aapko khud se dur jane nahi denge,aur iss baar na hum aapko chodenge,na aapko khudke chodne denge.Aur duriyan na humse bardasht hota hain,na humare dil se.Prem kiya hain koi galti nahi,aur kisne kaha ek agent prem nahi kar sakta,arey agar aap jaise ladki se prem huwi na,toh woh iss zindagi ka sabse punya ka kaam hain,aur jo kuch dard aapko pehle humare karan sehne pade,iss baar kuch nahi hoga waise,sab kuch theek kar denge hum,sab pehle jaise hoga,aur jo log aapko marna chahte hain,woh bhi jald mara jayega,aur usse tab tak marenge hum jab tak uske jism se uski jaan nikalte huwe na dekh le.Boht saha hain humne aur aapne,ab bas.Iss baar humara prem jitega,aur iss baar toh hum aapko apni patni banke hi rahenge,ek baar yeh mauka choot gaya,phir chutne nahi denge.Iss baar humara ateet nahi dohrayega,kyunki iss baar yeh anubhav apne kismat ke samne jhukar apne prem se apni Haseena se dur nahi jayega.

HM POV:

hum jante the,ki woh bhi humse pyar kate hain,lekin na jane phir inkar kyu kar rahe the,lekin unka matlab kya hain ki woh bohot pehle se humse prem karte hain,iss baar bhi se kya matlab hain unka,lekin chodo,iss samay hum unke saath hain,humara pyar hain,bas wahi kaafi hain,hum bohot khush hain aaj,ek baar abbu aajay,unse bhi hum anubhav ko milayenge,woh bhi kitne khush honge,bilkul unke tarah hi ek desh bhakt ko chuna hain unki beti ne.Appke andar jo bhi dar hain na anubhav,sab hum mita denge,aur aapko itna pyar karene,ki aap aap samaj bhi nahi paoge.Iss baar aapko khona nahi chahte hum,ek min,hum kya iss baar bol rahe hain.

They remained in the hug for a long time.By the time they both calmed down,they were no longer crying.They were just feeling each other,though haseena was hugging him so for the first time accordingly to her brain,but her heart found a long lost peace,a long lost yearning of her heart came to an end,and for anubhab,he hugged her as if for the moment,and the time coming his life was dependent on her.Which is true though.

as-I love you haseena(he said slowly,in her ears,while she blushed hard just feeling him so close,so near,and his low husky voice on top of it.)

hm-I love you too,abhi hume koi bahana toh nahi dhundna padega aapse milne

as-aap bahanon ki talash karti thi

hm-toh uss din bhi gym,aap gaye the isliye gaye the hum,aur lift bhi humne aapke wajah se hi use kiya,warna hum toh usually steps hi use karte hain

as-aap sach main pagal hain(he said smiling)

hm-aap agar hume pagal bolke khush hain toh woh bhi chalta hain,warna kisi ki himmat nahi hume pagal kehne ki

as-kyu

hm-munh na tod de hum uska jo hume pagal bol de

as-aap sach main bohot alag hain sho haseena mallik se(he said in flow flow)

hm-ek min ek min,sho,hum ek sub inspector hain karishma singh unko bhi yeh bolke thak chuke ki hum koi sho nahi,par woh manti hi nahi aur ab aap woh keh kar hume chidha rahe hain

as-haan,waise aapko woh thana,woh kursi,sho ka cabin,waha jaake kaise laga(now he was trying his best to make her remember things)

hm-hum toh pehli baar gaye,kya hi lagega,lekin ek baat zaroor hain,waha ke sabhi log bohot ajeeb hain,lekin sab bohot ache aur pyare hain,bas majak karne ki bohot zyada adat hain,kabse hume sho sho kehke hume bewakoof bana rahe the

as-ab inhe kaun bataye,ki woh mazak nahi,sach hi keh rah the,hey prabhu kaise yaad dilaye inhe,inki pichli zindagi ka,department itne ache officer ko aise hi kho nahi sakti,inki medical leave bhi itni lambi nahi teekegi,inhe sho banke join jald hi karna padega warna bohot jald inko permanent suspension bhi ho sakta hain.(he said to himself)

CONTINUES....

PLEASE VOTE,COMMENT AND Follow IF YOU FIND ME WORTHY.KEEP WATCHING MADDAM SIR FROM MON-SAT AT 10 PM.

THANKYOU!!!

When love lasts💞✅Where stories live. Discover now