AMMI TRIES TO TELL HASEENA THE TRUTH

718 73 6
                                    

They were walking silently enjoying the ice cream under the full moonlight.Again they got divided into pairs,meera and ayush and yet again our anuseena are together,when anubhav found it the right moment to ask

as-aapko jalan ho rahi thi kya

hm-kisse

as-jab hum meera ji se baat kiye,kyunki aapne unka sambandhik stithi hi bata diya

hm-ji nahi,hume toh sabse jalan hoti hain kyunki aap sirf meera ji se hi nahi baaki sabse bhi baat karte hain,woh bhi ache se baat karte hain,siwaye humare (she said tauntingly)

as-aapko kya farak padta hain ki hum aapse ache se baat kare,bure tareeke se baat kare,ya baat kare hi na

hm-kyunki humare abbu kehte the ki agar kisi ko aapse baat nahi karna,ya kisi ko aapki presence pasand na ho toh aapko unse zyada milna nahi chahiye,kyu khamkha unko pareshan karna,isliye agar aapko humare presence se problem hain toh aap bata dijiye,hum kabhi aapke samne na aaye,iska hum dhyan rakhenge(she said straight)

as-aisa kuch nahi hain(he was indeed hurt,he didn't want such distances to come between them,but he was helpless,he was compelled to do so)

hm-it's okay anubhav,agar aapko kuch pasand nahi hota,toh bolne ki himmat honi chahiye,agar aap chahte hain ki hum aapko na dikhe,toh hum puri koshish karenge ki kabhi aapke samne na aaye,zaroori nahi hota ki har kisi ko har koi pasand ho

as-hume aapse koi takleef nahi hain(she felt the topic getting complex so she changed it)

hm-waise aapko kaise pata ki hume chocolate flavour pasand hian ice cream main,mana hum bohot baatoonee hain,lekin hume yaad rehta hain ki humne aapse ya kisi se bhi kya baat kiya ho,aur humari yadasht yeh spasht roop se kehti hain ki humne kabhi bhi aapse humare pasand na pasand ke baare main nahi baat kiya hain,kyunki hum dono toh bas ladte ya behes hi karte rehte hain,aur agar aapko phir bhi pata hain iska do hi karan ho sakta hain,pehla ya toh aapne kisi aur se suna ho aur dusra ki aap hume bohot ache se pehle se hi jante ho,aur humari yadasht chali gayi aur isliye hume yaad nahi lekin aapko yaad hain(she said in a serious tone,while he was all afraid if she got her memory back,if she remeber everything now,or what,suddenly she again spoke)dusra option ho nahi sakta,kyunki yeh asal zindagi hain,koi film thodi hain,kabhi kabar hum itni filmi baatein karte hain na(she chuckled)aur pehla bhi ho nahi sakta kyunki aap aise kise hi jante honge jo hume itne ache se janta ho,isliye aapko kaise pata

as-bas aise hi

hm-aise hi

as-ji

hm-w..(she was cut,when meera called them)

me-pata hi nahi chala kab itne jaldi wapas ghar pohonch gaye

hm-kaise pata chalega,do premi yugal guftagu karne main itne vyast jo the(she said teasing)

me(whispered to hm)-dekha jaye toh yeh baat tujhe aur anubhav ji ko bhi lagu hoti hain,nahi

hm(in same tone)-kuch bhi ha

me-acha main kuch bhi,aur tu joh chidaye ja rahi hain,dekh ek baar teri aur anubhavji ki setting hone de,phir aisa chidaungi na baby tujhe,ki tu sharma ke laal nahi huwi toh mera naam meera mehra nahi

hm-behen meri,kuch nahi hoga humare aur unke beech,unhe toh humara presence bhi nahi pasand aur tu bol rahi hain ki hum aur woh date karenge,tch,sapno main hi ho sakta hain,woh bhi tere

me-sapno main kyu baby doll,asal main hoga,yeh meri experienced ankhe keh rahi hain

hm-experienced ankhen,umar bata aapni experience ki baat kar rahi hain(she said tauntingly)

When love lasts💞✅Where stories live. Discover now