37. Its singania's time 💛

658 78 17
                                    

Naira reached singania sadan and saw akshara feeding food Nandini with her hand. And Manik was complaining like a child.

Manik:- ma aap toh mujhe bhul hi gai hai. Mujhe bhi aese kabhi khilaya kariye.

Akshara:- pehle meri bahu pet bharke khale fhir baki sab.

Naira came inside.

Naira:- acha ma mujhe bhi nai khilaoge.

Akshara:- nai nai beta yeh le Tu bhi kha.

Akshara made her eat one morsel.

Manik:- mumma this is not fair.

Akshara:- not fair ke bache bachpan mei sabse jyada tujhe khilya hai. Acha yeh le.

Akshara made him eat.

Akshara:- acha naira tum fresh ho kar aaram kar le.

Naira nodded and went to her room.

She called Kartik first. But he didn't picked up.

Naira:- Arey yeh kya ! Koi baat nai busy honge. Chalo baad mei call karungi pehle fresh ho jati Hu.

She went in bathroom and afterwards came back. She directly went downside.

She saw naksh and Nandini playing carrom.

Naira:- arey mere Bina mei bhi khelungi aap logo ke sath.

Naksh:- nai in between no one is allowed. Or is chuhiya ko toh bilkul nai.

Naira:- kya bhai !!

Nandini:- le Naira Tu meri jagah pe aaja.

Naksh:- nai bhabhi aap khelo mere sath. Mujhe is 007 ke sath nai khelna.

Manik listened there talks and said.

Manik:- kyu paresan karta hai chote khelne de na use.

Naksh:- no matlab no.

Naitik:- pata hai bacho tum teeno jab chote the na tab bhi aesa hi karte hai.

Akshara:- acha mei kya sochrahi thi kyu na ham in teeno ki bachpan ki CD dekhe.

Nandini:- ha ma ! Mujhe bhi dekhni hai.

Naitik:- aesa toh chalo fhir.

They went and sat infront of T.V.

Naksh brought CD's and kept there. He played first CD.

Akshara:- yeh hai jab Naira born hui thi.

Naksh:- iuu kitni gandi hai yeh.

Naitik:- Tu chup reh. Sun Nandini beta jab Naira born hui thi na tab Manik bohot khush tha or tujhe pata hai jab Naira me uski finger pakdi na tab woh pure din bohot khush raha tha.

Nandini smiled. Naira was listening all the things quietly.

Akshara:- tujhe pata hai Manik chota tha na tab se Naira ke liye bohot protective raha hai.

Naitik:- yeh hai jab Naira pehli bar school jate Wakt rorahi thi.

Naksh:- see how lovingly bhai is wiping her tears

All smiled at them.

Akshara:- ha or yeh sabse pyaara moment tha !!

Nandini:- kese ??

Naitik:- naksh or Naira khel khel mei lad rahe the har bar ki tarah toh naksh Ne Naira ko dakha Mara or woh gir gai. Or jab Voh rone lagi toh naksh bhi rone laga uske sath.

KAIRA STORY❣️ Where stories live. Discover now