Mission Pati Pataao.

335 23 10
                                    

Abir was applying medicine on Mishti's bruises. He hadn't uttered a word since Nidhi and Kaushal left. For applying medicine as well, he silently came, held her hand and made her sit on sofa.

Mishti (gathering some courage)- Ab... Abir..... aap..... aap naraaz hain.

Abir stopped for a second and then resumed his work.

Mishti- aap chup kyun hain!!?? Kuch toh boliye. Aap daant lijiye, gussa kar lijiye, maar lijiye, kuch bhi kijiye par please chup matt rahiye. Mai---

Abir was over with applying medicine on her hand so he silently got up and was about to go away but Mishti held his hand and made him sit in front of her.

Mishti- ab meri baari.

Abir was confused, but it was short lived since he got to know what she meant. His hand was bleeding since even after being injured, he used that very hand to beat Rocky and didn't even realise when it started bleeding. Mishti changed the bandage. Her heart twisted in pain seeing how badly his hand was injured due to the accident.

Mishti- ab aap mujhse baat bhi nahi kareinge??

Abir still didn't speak anything. After getting his hand bandaged, he silently got up and went away.

Mishti sadly goes to Ishwari and Bhanwari. Ketki and kuhu were also sitting there.

Kuhu- I can't believe. Ghar mein do do behnein hain, usske baad bhi Rocky ne..... #disgusting #shame_on_him

Ishwari looks towards Mishti. Mishti held her ears and her eyes turned moist. Ishwari looks towards Bhanwari and then back towards Mishti. She make Mishti sit near her and hugs her.

Ishwari- mujhse maafi matt maang beta. Woh jo naraaz hai, ussey mana. Ussne samjha tha ke agar tujhe koi bhi takleef hogi toh tu sabse pehle ussey bataayegi, par tuney itni badi baat uss se chhupai hai. Ussey bahut bura laga hai.

Mishti (Breaking the hug)- maa, mai batana chahti thi par---

Ishwari- mai jaanti hoon. Tere paas zaroor koi wajah rahi hogi. Ek aurat hone ke naate kayi tarah ke khayaal aate hain mann mein. Tere mann mein bhi kuch aaya hoga. Par yeh tujhe ussey samjhaana hai.

Bhanwari- abhi thodi der ruk ja. Khud shant ho ja, ussey shant hone de, phir baat karna uss se.

Mishti nods.

Ishwari- didi, Nisha???

Bhanwari- usski ka darr hai.

Mishti- matlab??

Ketki- matlab yeh ke raghav bhai ko jab gussa aata hai toh unhe shant karna bahut mushkil hota hai.

Kuhu- #right. He's really #hot_headed.

Ketki- but I believe ke Nisha bhabhi manage kar leingi. Woh toh har roz hi ladte hain.

Bhanwari- beta, ladne mein aur naraaz hone mein fark hota hai. Aur Nisha ke liye yeh pehli baar hai. Pehli baar raghav uss se naraz hua hai aur....

Ishwari- mai toh kehti hoon ke Nisha ko neeche bula lete hain. Dono bachche shant ho jaaein, usske baad hi inki baat samjheinge.

Bhanwari- hmm. Yeh dono ladte huye hi theek hai. Aaj ghar mein inki ladaai ka shor nahi, sannata hai naraazgi ka.

All sigh.
_______________________________

Next Morning.

Nisha- kuch toh karna padega. Yeh Ladaku Jahaaz lad bhi nahi raha. Maun vrat hi rakh ke baith gaya hai.

Mishti- mere wale bhi.

Bhanwari- toh kuch socha tum dono ne?? Kaise manaaogi??

Mishti- nahi. Abhi dono bhai jogging kar ke aaye hain aur yeh (Abir) toh seedha bathroom mein chale gaye.

Mere Humsafar...Where stories live. Discover now