Jisko duaoon me manga

263 65 35
                                    

do read the a/n at the end 

You were the one I always wish for in all my prayers . but fate and time played so badly I just couldn't realise we were in front of me with me for all the time

Ketan : I still can't believe Bhabhi . itne saalon se jiska nan am yaad than a chehere . jiske itne saalon se bhai andar hi andar intazar karte rahe aur unhe dil me usne pyaar ken am ka hi jeher bhara gaya . unhe itna bura bana dia gaya ki ...

Preeta : yahi taqdeer hai ketan . jo jitna bhi bhid jao kabhi apni marzi chalne hi nhai deti .

Ketan : agar mahira ko bhai se itni mohabbat thi to usne kabhi bhai se shaadi kia kyu nhai . uske pas ko kai moke the

Preeta : kyu ki Prithvi janta tha vo karan ko kya bana raha hai ... ake haiwan aur uski behen uske saath kabhi khush nhai reh pati .

Scene shift

Rishabh : ye Prithvi ka mujhe kuch samajh nhai aa raha . ye karan se kya baat kar raha hai ?

Aryan : ye to varun hi bata sakta hai

Rishabh : pakka kisi ke khilaf bhadka raha hoga .

Aryan : technically possible nhai hai . kyu ki vo already jo sabse bhadka hua hai ussey kya bhadkana

Rishabh : preeta ji ??

Aryan : kosish karega to marega . kyu ki preera pe haath dalne wale ko agar karan mout ke ghat utar sakta hai to us ke bare me kuch bolne wale ka khan na nikal lai . aur agar vo 10 saal pehele ka baat kholega to khud fas jaiga kyu puch

Rishabh : kyu ?

Aryan : kyu ki karan ka top mal teri tarah khali nhai hai .

Rishabh : joke tha ?

Aryan : katai na

Rishabh glared at Aryan

Scene shift

Karan : bahat wakt baad apni sadhi hui sakal dikhla raha hai .. chakkar kya hai

Prithvi : kya yaar tu bhi na

Karan : yaar to hum bilkul nhai hai . jo khud ka na ho saka vo mera kya hoga

Prithvi : purane ache dost hone ke bhanti ake hello bolne aaya tha

Karan : tu un me se to bilkul nhai hai jo bina matlab ke purane rishtey refresh karne pahanch hai vo bhi mere jaise admi se jo teri nind ka sabse bura sapna hai

Prithvi : isiliay to aaya hoon apne bure din ko jagane .

He shows karan a pouch of drugs

Prithvi : do do haath ho jai

Karan takes the packed from his hand and scans it

Karan : tarika acha tha purane din taje karne ke lekin ab hum vo wafadar karan Luthra nhai rahe . bahat bewafa ho chuke hain hum

He pours all the drugs into a bottle of water and shakes it well and slpashes it at prithvi's face

Karan : itni jaldi apne purane din nhai bhulunga aur na hi teri gaddari kyu ki dost to tu kabhi tha nhai . aur meri dushmani tune dekhi nhai hai . mere andar ki saitan ko jagane me majboor mat kar mujhe . tu pachtaiga

Karan leaves the place

Prithvi remembers something

Flashback

Rehbaar : Mere ishq ki tu ankahee daastaanजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें