kon hai yeh aadmi 🤔

78 6 2
                                    

basant - kya hua
Sumedh - waha dekho
Basant seen and shocked
Basant - hey bhagwan yeh aadmi sadak pe kyu leta hai
Sumedh - chalo dekhte hai
Both are went to them
Basant - hello excuse me hello
Sumedh - bhaiya lagta hai ki yeh hosh me nahi hai
Basant - ha toh fir kya kare
Sumedh - bohot bura lag raha hai bhaiya aisa karte hai ki inhe hospital le chalte hai
Basant - ha chalo ek kaam karte hai kaise na kaise inhe bike pe bithate hai tum inhe khaske achhe se pakdo aur me bike chalata hu ha
Sumedh - thik hai bhaiya chalo uthate hai
After sometime they have admitted him in hospital
After sometime doctor came out
Sumedh - doctor woh kaise hai
doctor - aap unka kya hai
basant - hum unhe nahi jante sadak pe lete hue dikhe toh le aaye hai
Doctor - gabhrane ki koi baat nahi kahi dino se bhuka hone ke wajah se behosh ho gaya hai agar kuch aur der ho jata toh mar bhi jata hai
Sumedh - kya hum dekh sakte hai
Doctor - ji
Then sumedh and basant went to that person
That person came to concious
And slowly opened his eyes
Person - me .... Me kaha hu
Sumedh - dekhiye aap tension mat lijiye aapko kuch nahi hua hai hume aapke phone nahi mile aap apne family ka number bataiye hum unhe call karke inform karte hai
That person remembered something
Person - gharwale .....
Mera Mera koi gharwale nahi hai
Mera koi pariwar nahi hai
Me ek anath hu ....
basant - anath!!!
sumedh - aapka naam kya hai
Person - kinshuk
{Introducing new character kinshuk

His story will be revealed soon}sumedh - aap kaha rehte haikinshuk - kahi nahi kahi bhi nahi Mera jeena hi bekar hai Me toh marna chahta tha par kuch karne ka himmat nahi mili toh socha ki bhuka mar jaunga par

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

His story will be revealed soon}
sumedh - aap kaha rehte hai
kinshuk - kahi nahi kahi bhi nahi
Mera jeena hi bekar hai
Me toh marna chahta tha par kuch karne ka himmat nahi mili toh socha ki bhuka mar jaunga par.....
Sumedh - dekhiye me samajh gaya hu ki aapke life me kuch galat hua
Par har kisi problem ka solution marna nahi hai
Har insan ke life me problems aate hai humare life me bhi problems hai....
Par iska matlab yeh toh nahi na ki hum mar jaye yeh bohot hi keemat hoti hai warna bhagwan kyu hume yaha bhejte hai this life is a gift of god
Kinshuk - yeh sab bolne me achha lagta hai par practically.... Practically work nahi hota
Basant - dekhiye
Basant about to say something but sumedh stopped him
Sumedh - hum baad me baat karte hai aap aaram kijiye
Kinshuk - waise aap dono hai kon
basant - aap behosh hokar sadak par lete hue toh humne aapko hospital tak le aaye hai
Me hu basant aur mere chota Bhai sumedh
Kinshuk - matlab aap dono mujhe bachaye hai
Sumedh - hum yeh sab baad me baat karte hai pehle aap aaram kijiye 😊
Kinshuk nodded and closed his eyes
Basant and sumedh went some far from kinshuk (in that room only)
Basant - ab kya kare sumi
Sumedh - mujhe iske liye bohot bura lag raha hai bhaiya pata nhi par inhe chodne ka Mann nhi kar raha hai
Basant - woh kaise ho sakta hai sumedh hume isse chodna hi padega hum iska madad kaise kar sakte hai
Sumedh - bhaiya aisa karte hai hum inhe ghar lejate hai
Basant - sumedh .... Ha me Manta hu ki hume iska madad karni chahiye par kuch dino me ishi ka sagayi hai hum uss kaam me busy honge aur iska khyal nahi rakh payenge
Sumedh - pata nahi bhaiya par inhe kuch karne ka Mann kar Raha hai
Basant - toh gharwalo ko kya kahenge
Sumedh - woh aap baat karona bhaiya please....
Basant - thik hai Bhai har baar kaam tu kar aur uska jawab maa baba ko me du
Sumedh - please bhaiya mere liye
Basant - achha thik hai makkan mat laga mujhe me phone karke aata hu tu inhi ke paas reh
Sumedh - ji
Sumedh went to kinshuk
After sometime basant came
Basant - sumi gharwale Maan Gaye par kya yeh maanega
Sumedh - discharge time pe baat karunga
Basant - hmm.....
At that day evening kinshuk has been discharged
kinshuk - mujhe bachane keliye bohot bohot shukriya
Sumedh - agar aapko shukriya hi kehna hai aapko humare liye ek kaam karna hoga
Kinshuk - kya ?
Sumedh - kya aap humare Ghar aa sakte hai?
Kinshuk is shocked
Kinshuk - whatt me aur aapka Ghar!
Basant - dekhiye aapne hi kaha ki aapka koi pariwar nahi hai toh humare aaiye
Kinshuk - nahi yeh thik nahi rahega
Sumedh - toh bataiye kya aapka koi Ghar hai matlab jaha aap rehte hai
Kinshuk - nahi hai .... Me .... Me mandir me rehta hu
Basant - isiliye aane keliye keh rahe hai dekhiye hum wada dete hai waha aapke aane se kisi ko koi problem nahi hogi sabhi aapko achhe se recieve karenge
Agar aap aayenge toh hum sabko Khushi hogi
kinshuk - par.....
Sumedh - agar aapka bhi Bhai hote aur kehte aur yehi baat kehte toh kya aap nahi aate uss Bhai keliye?
kinshuk (in mind) - bhai toh nahi par behne hai jo uss din mujhe bohot roke hai
He remembered some girl's voice
Girl(crying) - bhaiya please bhaiya aap mat jao please bhaiya 😭
Sumedh - boliye
Kinshuk came to world with a zerk
Kinshuk - thik hai
Basant and sumedh became very happy
They 3 went to house
Kumar - gouri woh log aagaye
Gouri - ji aayi
She came
Kumar - beta yeh wahi hai jo tum bataya tha
Basant - ji baba yehi hai
then Monika, Ishita and shivya has came there
Monika - maa yeh kon hai
Gouri - beta jo basant bataya tha na yeh wahi hai
Sumedh - kinshuk yeh humare maa baba hai
Kinshuk - namste aunty namaste uncle
Kumar and gouri - namste beta
sumedh - yeh humare monika bhabhi hai basant bhaiya ke patni
Kinshuk - namste
Monika - namste
Sumedh - yeh dono humare behne hai
Yeh Ishita (pointing Ishita)
Kinshuk - namste
Ishita - namste
Sumedh - aur yeh shivya (pointing shivya)
Kinshuk - namste
Shivya - namste
sumedh - shivi inke liye Pani leke aao
Shivya - ha
She gave water to kinshuk
Kumar - aao beta baitho
They sat on sofa
Then a voice came from main door
Voice - sumedh ...
sumedh seen
Sumedh - Mallika ji
By hearing that kinshuk seen at maindoor
mallika seen at kinshuk and shocked
mallika - kinshuk bhaiya....
Kinshuk also shocked and stood up
kinshuk - mikku
Everyone stood up and shocked
mallika ran to kinshuk
mallika - bhaiya ... aap India kab aaye ho yaha kya kar rahe ho aur aap aise dubla kyu ho aapke chehere itni uthari kyu hai kya hua
Sumedh turned her to him
And kept his hands at her cheeks
Sumedh - Mallika ji shant ho jaiye
Kinshuk ko kuch nahi hua hai woh thik hai shant ho jaiye
She became calm after sometime
Sumedh - ab batiye kya hua
Kumar - beta tum isse janti ho

That's it for today's part i know it's short but please adjust
Please give reviews in comments
It's really a boost up for me
stay tune
Radhe Radhe 💛

aapke bin hum honge adhure Where stories live. Discover now