A happiness in both houses

63 3 0
                                    

Mallika : lekin bua ji gulab jamun hi kyu kuch aur bhi bana sakti hai na jo uska mann kare
Varaakshi : yeh uske mayka nahi sasural hai mallika
Yaha badon ka maan rakha jaata hai
Khaaskar bahu ko apne saas ke baat ko pura karna padta hai
Kyu nahi banaogi??
Shivya : umm....... Ji banaungi
Varaakshi : thik hai fir tum jaao aur banake le aao
siya : chalo beta
Durga Devi : tum kaha Jaa rahi ho yeh uski pehli rasoyi hai tumhara nahi sirf shivya hi waha jaayegi
Siya : lekin maaji humare kitchen mein kaha kya hoga usko nahi pata na
Varaakshi : toh mai dikhaungi chalo
Varaakshi holden shivya hand and taken her to kitchen
there she gave everything which is needed for gulab jamun
Varaakshi : ab tum yeh karlo
Aur yaad rakhna gulab jamun achhi honi chahiye
By saying this she went from there
Shivya holden her head
Shivya : ab mai kya karu
Mallika(in mind) : kaise na kaise shivya ka madad karna hoga
Mallika : didi aapse ek kaam hai chalo mere sath
Monika : mallika mai bhi chalti hu chalo
Then they 3 left from there
Monika : zalak kuch karo shivya ko gulab jamun karna bilkul nahi aati
Agar ab usne kuch ulta palta kiya na bas hogaya.....
Mallika : mere paas ek idea hai
Zalak : kya
Mallika : aapko gulab jamun karna aati na
Zalak : lekin mummy jaane nahi degi
Mallika : phone karke bataye toh hojayegi na
Zalak : agar phone uske paas nahi hogi toh
Monika : toh usko dedenge
Zalak : nahi de sakte mummy dene hi nahi degi
Mallika : pehle mai call karke dekhti hu
She dailed shivya
Shivya : bhabhi call kar rahi hai!!!!!!!
She lifted
Shivya : hello bhabhi
Mallika : didi our luck..
Mobile uske hi paas hai
She turned on speaker
Zalak : hello shivya mai tumhe gulab jamun kaise banana hai batati hu tension mat lo ha
Shivya : thank you didi!!
Bacha liya jaldi batao
Zalak started narrating and shivya started making gulab jamun
After sometime she completed
Shivya : okay di hogaya
zalak : achha pehle hum jaate hai fir 2min ke baad tum lekar aao warna doubt aajayegi
Shivya : ha thik hai
Zalak : chalo
Then they 3 went to hall
Varaakshi : kaha gaye the tum teeno
zalak : bas ghar ke aas paas ghum rahe the
Varaakshi : ghumne keliye itna waqt??
Mallika : bua ji aap bhi na har baat ko itni kheechte ho bas hogaya itna time
Then shivya came there
She gave gulab jamun to everyone
Basant (whispering to sumedh) : sumi kya hua hoga
Isko toh gulab jamun karna aata hi nahi
Sumedh : pehle chak toh karo
basant : humare chakne se kya hoga taste achha nahi aaya toh yeh varaakshi ji aur uski maa bhaval kar denge
Sumedh : wahi darr mujhe bhi hai dekhte hai kya ho sakta hai
They tasted gulab jamun
Basant, sumedh and kinshuk got hell shocked
They three seen at eachother and also seen at shivya
monika (whispering to zalak) : yeh teeno dekho
Aise dekh rahe hai jaise gulab jamun ko pehli baar kha rahe hai
Zalak : kahi ajeeb sa toh nahi aaya gulab jamun
Varanj : aree waah beta tum bohot achhe se banayi thi bohot tasty aaya
Monika,mallika and zalak felt relieved
Shivya also felt happy
Shivya : thank you mamaji
Neerav noticed basant, sumedh and kinshuk
Neerav : kya hua achha hi toh bana aise kyu muh khole ho tum teeno
Basant (whispering to neerav) : asal mein shivya ko gulab Singh banana nahi aata
neerav : toh itna achha kaise bana??
Kinshuk : god knows...
Bas iss baat ki khushi manao ki yeh achha toh bana hai warna Aaj firse ek aur jhagda shuru..
By eating gulab jamun mallika felt vomiting sensation
Then she kept it on tea poy
Sumedh : kya hua mallika ji khaaiye na
Mallika : nahi woh isko khati hu toh vomiting aane jaisa lagta hai
She about to left from there
Sumedh : sirf issi ko??
Then she stopped
Mallika : ha issi ko
She again about to go
Sumedh : aise kaise mallika ji
Then she stopped being frustratedly
Mallika : aree kuch cheezon se lagta hai aisa.....
She again about to go
Kinshuk : mikku pehle toh aisa nahi hota tha na tumhe ab kyu??
She again stopped furiously
Mallika (yelling) : kaha na kuch cheezon se lagta hai samajh nahi aata
Sumedh & kinshuk : 🤐
Then she left from there
Sumedh : kinshuk...
tumhare behen na aajkal kuch ajeeb sa behaviour karti hai
Choti choti cheezon pe chidd jaati hai
Pehle chakkar aane lagta hai fir bolti hai ki kuch nahi hai
Kuch cheezon ko le aati hai fir bolti hai ki random cheezen hai
Kinshuk : ek kaam karo bhaiya
Kisi psychiatrist ke paas lejaao
Pagal hote jaa rahi hai
Neerav : kinshuk, agar yeh baat usne suni na tum dono ka kaam toh hogaya
Basant : ha iss baar mai bhi nahi bacha paaunga
Sumedh : haaannnn........ aap hi toh mujhe humesha bachate ho uske bewajah ke gussa se
Basant : tujhe aisa hi lagta hai jab meri jarurat padti hai na tab samajh mein aayega
aaya bada sarcasm karne wala 😒
On the other side mallika vomited
Siya came there
Siya : ab kaisa lag raha hai beta
Mallika : bohot thakan
Waha bithao mujhe
She can't even stand properly
Siya made her sit on a chair
Mallika : bohot mushkil lag raha hai mummy
Siya : aisa hi lagta hai beta bas thodi der mein thik ho jayegi
She said this by caressing her
After sometime she felt some better
Siya : ab thik hai na
Mallika : ha thoda thik hai
Siya : achha chalo hall mein
Then they went to hall
Monika : basant ji bataiye..
Basant : umm.... Uncle ab shivya aur kinshuk ko le jaana hai
Varaakshi : abhi se kyu??
Varanj : varaakshi kaise baat kar rahe ho
ab nahi toh aur kab jayenge already bohot late hogayi
Tum log jaao beta aaram se jaao
Durga Devi : kinshuk ab tum uss ghar ke damad ho
Damad jaisa raho kaam wale ki tarah nahi
By saying this she went from there
Varaakshi : waha zyada der mat raho 6 bhaje tak ghar pe raho
Yeh tumhe hi bata rahi hu shivya
Samajh gayi??
Shivya nodded
Then 3 couples did good bye to everyone and left from there
kinshivya coming in car
Basantika and sumellika on bikes
After sometime they all reached home
They entered in house and Ishita seen them
Ishita : baba...... Lijiye aagayi aapke laadli beti
Then Kumar came there
Shivya hugged kumar
He kissed at her forehead
Kumar : waha sab kuch kaisa hai beta kuch dikkat toh nahi hui na
shivya : koi dikkat nahi hai baba
aap meri chinta chodiye
Then gouri came there
Gouri : shivya....
Shivya and gouri hugged
Then Kanan also came there
Gouri : kaisi ho shivi
Shivya : maa kitni baar bolu mai thik ho hu maa
Gouri : tu kya janti.. yaha mai kitna pareshan hogayi thi tumhare liye
Kanan : welcome our ghar ki damad ji kya lena chaahenge aap
Kinshuk staring him
Kinshuk : Kanan 🙄
They laughed
Ishita glaring at shivya
Shivya : itna bhi mat ghuro bachhe hai ghar mein darr jayenge
Her glares changed into death glances
Shivya laughed and hugged Ishita
Later they broke the hug
Ishita : I missed you
Shivya : I missed you too
lakshan aur sandeep kaha hai
Ishita : dono bhai maa baba ke kamre mein hai
Shivya : chalo
Then they both left from there
Kumar : aree kinshuk beta wahi khade hogaye aao aao
Then Kumar, basant, sumedh, Kanan and kinshuk sat on sofa
Monika went to kitchen to make something for guests
Gouri : mallika tujhse baat karni hai chalo
They both left from there
Gouri : mallika beta mujhe lagta hai ki abhi bolna hi thik hai
Mallika : nahi maa
itne dinon se sumedh bohot zyada stress le raha hai aaj bhi liya hai
Jab mai iss khush khabar dungi toh bohot khush hojayega
Gouri : samajh gayi aur siya ko batayi kya
Mallika : ha maa woh bhi bohot khush hogayi
Maa mujhe bas ek hi darr hai agar firse wahi.........
Gouri : mallika positively socho
Tum Aisa kyu nahi sochti ki pichli baar bhagwan tumhare pariksha liya aur ab var de rahe hai
Zyada mat socho yeh khushi ki pal hai
Mallika smiled and nodded
gouri : achha mai kitchen mein chalti hu monika akeli hai
Mallika : ji maa
Gouri left from there
Mallika is smiling with happiness
Time skipped to afternoon
Everyone sat to eat
Monika is serving to kinshuk
Kinshuk : aree bhabhi bas bas
Monika : aree nayi damad ho itna toh Banta hi hai
Kanan : bhabhi damad mai bhi hu
Kahi nayi damad ke chakkar mein purana damad ko bhul na jaaye
Monika : aree aise kaise humare liye aap aur kinshuk dono barabar hai
Kanan smiled
Then everyone started eating with a happy feel
After sometime lunch completed
They all sat in hall and talking many happy talks
Monika : itne dinn hogaye finally thoda achhi baatein kar rahe hai hum sab
Mallika : ha bhabhi itne dinon se bas arguments headaches hi chal rahe the
Ab jaake thoda aaram mila
They smiled
After sometime it's evening
Kinshuk : baba ab jaana hoga bohot der ho chuki hai
Kumar : achha beta thik hai
They all went outside
Gouri : shivya apna khyal rakho
She kissed at her forehead
Kumar : aaram se jaao beta
Basant : kuch bhi zarurat pade hume batana mat bhulo
Shivya : aaplogo ko nahi toh aur kisko bataungi bhaiya
He smiled
Monika : free time pe phone karti ho
Shivya nodded
Ishita and shivya hugged
Ishita : take care
sumedh : kinshuk, uska dhyan rakho
Kinshuk nodded
Shivya did good bye to everyone and they both started
Kanan : baba ab hume bhi jaana hoga
Gouri : lekin 2,3 din rehke chalte...
Ishita : nahi maa aaj hi jaana hoga
Mujhe bhi office mein bohot saara kaam hai aur inhe bhi
Kumar : achha thik hai beta dhyan rakho apna
Ishita nodded
Ishita : mai lakshan ko leke aati hu
She brought lakshan outside
They both did good bye to everyone and started
Then they all went inside
At night gouri cooking dinner
Monika and Mallika is there to help her
Gouri seeming very happy
Monika : kya hua maa aaj kuch zyada hi khush lag rahe ho
Gouri : woh.........
Shivya ke shadi hogayi na wahi khushi hai
Ab uska nayi zindagi hogi apna pariwar hogi
Bas bhagwan sab achha karde usko
Aur mallika tum yaha kya kar rahi ho jaao jaake aaram karo
Monika : maa woh toh roj aati hai na aapko help karne keliye
Gouri : aajse nahi monika hai na yaha tum jaao
Mallika : lekin maa
Gouri : lekin wekin kuch nahi dekho toh kitni weak lag rahi ho
Jaao jaake aaram karo
Jaana.....
Mallika : ha ha jaa rahi hu
Then she left from there
Monika got suspicious about it
She staring at gouri
Gouri : kya aisa ghur rahi hai
Tum bhi jaao mai akele kar paaungi jaao
Then Monika left from there
And went to mallika
Monika : mikku kuch hua hai kya
Maa kuch differently baat kar rahi hai
Mallika : a........b nahi bhabhi waisa kuch nahi hai
Maa ko jaanti ho na woh nahi chahti ki hume koi dikkat hojaye
Aur hum dono toh itne stress liye the shadi ko lekar isiliye usne humko aaram karne ko bola aur kuch nahi
Monika : hmm.... Wahi hogi
Mai sandeep ke paas chalti hu
Mallika : mai bhi aati hu chaliye
Then they both left from there
Later they all ate dinner and went to their respective rooms
Mallika (in mind) : abhi sahi waqt hai bata deti hu
Mallika : sumedh...
Tum yaha aao
They both sat on bed
Mallika : tumhare liye mere paas ek priceless gift hai
Sumedh : gift woh bhi priceless
Aisa kya gift hai mallika ji
She holden his hand and kept it at her stomach
He didn't understand
Mallika : nahi samjhe
He nodded like no
She kept something in his palm
He opened his palm and seen pregnancy kit with 2 lines
He got hell shocked
His face became blank
Sumedh : yehh.........
Matlab aap
She nodded like yes
He got tears
Sumedh : sach......
Mallika : sachhh......
He smiled and immediately hugged her
She also hugged him back
They both literally went to transe
But sometime his happiness got vanished
He broke the hug with worrying face
Mallika : Kya hua sumedh
Sumedh : mallika ji pichli jo.......
Mallika : sumedh.... Har baar aisa thodi na hota hai
Waise yeh darr mujhe bhi hai lekin mujhe yakeen bhi hai ki bhagwan sab achha hi karenge
Sumedh : lekin agar iss pregnancy ke wajah se aapko kuch ho jaaye toh
Mallika : nahi sumedh mujhe kuch nahi hoga
Pata nahi kyu lekin aisa lag raha hai ki issbaar bhagwan humko apne achhe kaam ka fal de rahe hai
koi nuksaan nahi hogi
Aur mai bohot achhe se jaanti hu
Tum bhi chaahte ho ki humare bachhe hojaaye
Bas jo pyar mujhpe hai woh tumhe rok raha hai uss khushi se
But sumedh trust in god issbaar sab thik hi hoga
sumedh : hmm.......
Lekin kal doctor jo kahenge wahi karna hoga aapko no excuses
Mallika : achha baba thik hai
He smiled and kissed at her forehead
Next day morning
Everyone in hall
Sumedh (low voice) : aap boliye
Mallika : mai kyu tum bolo na
Sumedh : pregnant aap hai na isiliye aap hi boliye
Mallika : baap toh tum bann rahe ho na tum hi bolo
Sumedh : mallika ji..............
Mallika : sumedh tumhare bolne se tufan aajayega kya chalo bolo.....
Sumedh : baba...
woh kuch baat hai
Kumar : kya baat hai beta bolo
Sumedh : woh.......
Mallika ji pregnant hai
Everyone is got hell shocked
Basant got cough
Basant : kyaa
Sumedh ; mallika ji pregnant hai
Everyone felt very very happy
Monika : sachhi mallika....
Mallika nodded like yes by blushing
Monika : I'm so so so happy
Monika and mallika hugged
Basant and sumedh also hugged
Basant : many many congratulations
Tumko bhi mallika
Sumellika smiled
Then sumellika taken sumedh parents blessings
Kumar : humesha aise hi khush raho dono
mai tum dono keliye bohot bohot khush hu beta
Issbaar sab kuch thik hi hoga daro mat hmm....?
Mallika nodded like okay with smile
Gouri : ab aake bhagwan ko mere bachho par karuna hui
She caressed sumellika
Sumedh : baba hum dono mallika ji ke ghar chalte hai aur waha se hospital bhi chalte hai
Kumar : ha beta jaao woh log khush honge yeh baat sunke
Then sumellika left from there
After sometime they reached mallika house
Shivya seen sumellika
Shivya : bhaiya bhabhi......
She immediately went to them
Shivya : mamaji mamiji bhaiya bhabhi aaye hai chaliye bhaiya
everyone came to hall
Varanj : aree beta aao aao...
Anushka : didi....
she hugged mallika
Mallika : school jaa rahi ho?
Anushka : ha lekin abhi bohot time hai tab tak aapse baat karlungi
Mallika smiled
Shivya : mai chai banake laati hu
Sumedh : nahi shivi ruko bohot important baat kehna hai
Varanj : sab thik hai na beta
Mallika : sab thik hai aur bohot khush bhi kyuki.......
Mai firse pregnant hu papa
Everyone got surprised and became very very happy
Anushka : didi mai firse maasi banungi
Mallika : aree baba Haan
Anushka became very much happy
Zalak : sachhi mallika
Mallika nodded like yes
They both hugged
Shivya : congratulations bhaiya aur bhabhi aapko bhi
They smiled
Neerav : many many many congratulations sumedh aur mallika....
I'm very happy for you both finally humare cute devil mummy banegi
Mallika glared him
Neerav laughed
Kinshuk : congratulations bhaiya
They both hugged
Then sumellika took mallika parents blessings
Varanj : toh meri laadli ab maa banegi
Mallika nodded
Varanj kissed at her forehead
Varanj : tumhare chehra hi bata rahi hai ki tum kitni khush ho
Aise hi khush raho beta humare aashirwad humesha tumhare sath hai
Mallika smiled
Then they took Durga Devi blessings
Durga Devi : mallika beta mai tumhare liye bohot khush hu
Lekin Zara dhyan rakhke khushi manao pichli baar bhi aisa hi Khushi manaye the aur woh khushi jyada der tak nahi rahi
Siya : nahi maaji agar bhagwan ek lete hai toh zarur ek dete bhi hai
Bhagwan ne uss bachhe ko cheen liya lekin iss bachhe ko nahi cheenenge
Issbaar uski pregnancy rahegi
Mallika : ha dadi mummy thik keh rahi hai mujhe bhi lag raha hai ki issbaar sab kuch achha hi hoga
Then they went to varaakshi and took their blessings
Varaakshi smiled and caressed mallika
Varaakshi : be happy
Varaakshi (in mind) : tumhare liye khush toh hu lekin udaas iss baat keliye ki
Ab iss sumedh ke sath tumhare rishta aur strong hojayegi
Shivya : ab mai aapke bachhe ka bhi bua bann jaungi bhaiya
Sumedh smiled
Varaakshi : tum yeh baar baar kyu bhul jaati ho ki tumhare shadi kinshuk ke sath hua hai bua nahi maami ho tum
Mallika : achha thik hai na bua ji kya farak hoga
Bhabhi bua banegi aur bhaiya mama banenge kya ho jayega
Kinshuk : exactly
He came to mallika and kept his hand on her shoulder
Kinshuk : mai banunga toh mama hi
Just like hansh yeh bachha bhi mera laadla hoga
Shivya : achha toh yeh dono hi hai baaki dono nahi hai
Kinshuk : aree baaki dono bhi toh rahenge na shivya
Tum kalesh mat karwao mere aur bachho ke beech
Shivya laughed
Zalak : and once again
zalak taken mallika in between of her and shivya
Zalak : many many congratulations
Zalak and shivya hugged her
Anushka also hugged her
Mallika : thank you thank you thank you
Anushka : mai na yeh baat mere saare friends ko batadungi
Sach mein bohot happy hu didi
siya : nahi nahi abhi se mat batao jab tak delivery nahi hoti tab tak kuch mat kehna kisise
Nazar lag jayegi usko
Pichli baar usko nazar lag gayi hai
Issbaar koi nuksan nahi honi chahiye
Mallika & Anushka : mummy...........
Siya : chup kya mummy...
Maine kaha na mat bolo
Mallika : yeh sunne wali nahi hai mat bolo tum
Anushka : thik hai fir 😒
Sumedh : achha papa hume jaana hoga hospital bhi toh jaana hai na
Varanj : achha thik hai beta
Aaram se jaao dono
kinshuk : mikku car mein jaogi??
Mallika : nahi bhaiya mai sumedh ke sath bike pe hi jaungi
Varaakshi : mallika tum firse risk le rahi ho
Mallika : bua ji pichli baar bhi car mein hi gayi thi kya hua...
bike pe chalne se kuch nahi hoga
I trust sumedh
Neerav : jaane dona maa sumedh bohot carefully jaata hai
Hume tension lene ki jarurat nahi
then sumellika did good bye everyone and left to hospital
After sometime at hospital
Doctor is examining mallika reports
Sumedh : kya hua doctor sab thik hai na

................................TBC......................................

That's it for today's part
Hope you all like this part
Stay tune for more parts
Radhe Radhe 🧡

aapke bin hum honge adhure Where stories live. Discover now