sumellika time

92 7 1
                                    

varaakshi - kya hua
mallika - woh.....
mujhe office ka ek kaam hai waha mere sath sumedh hona jaruri hai
sumedh - konsa kaam hai mujhe toh batayi nahi
she stepped her on his leg
sumedh - aah.. ha ha hai na woh batayi hai me bhul gaya tha
mallika - tum bhi na sab bhul jaate ho
varaakshi - par ab toh raat ho chuki hai beta
mallika - bohot zaruri bua ji
varanj - achha beta toh hum dusri car me jayenge tum log iss car me jao
mallika - nahi nahi pappa
woh aisi jagah hai ki car bhi nahi chalti
sumedh ke bike hai na uspar chale jayenge
Durga Devi - nahi nahi tu uske bike pe kaise jayegi nahi waise tum dono waha jaana hi mat ladki aur ladka akele koi aur jagah woh bhi raat pe bilkul bhi nahi
mallika - dadi kya aap bhi hum galat thodi na kar rahe hai
waise waha me aur sumedh hi nahi 2,3 employees bhi aa rahe hai waha
varaakshi - par waha tak jayegi toh iss sumedh ke sath hi na
Basant - aapko isiliye shak hai na ki sumedh ko shadi nahi hui hai toh me le chalta hu Mallika ko
mallika - nahi nahi bhaiya aapko yaha hona zaruri hai uncle sare kaam akele kaise karenge
kinshuk - me hu na
mallika - uff!!!!
bhaiya aap honge par dusra bhi toh hona chahiye sumedh bhi waha aayega bhaiya bhi aayenge toh kaise
aur waise bhi aap aajayenge toh bhabhi ka khyal kon rakhega baaki sab toh kaam pe lage honge
dadi aapko sumedh par shak karne ki zarurat hi nahi
Durga Devi - par ....
varanj - maa woh sumedh hai stranger nahi mujhe sumedh par vishwas hai
maa kam se kam yeh baat toh suno
Durga Devi - thik hai par dhyaan rakhna
mallika nodded
siya - jaldi aajana beta
mallika - ji
then they left
mallika - aunty me kya kehti ki agar chai peene ke baad jaaye thoda energy hogi kya aap chai banayegi
gouri - aree yeh koi puchne wali baat hai kya ruko abhi banake lati hu
mallika - toh hum garden me wait karenge chalo sumedh
she holden sumedh hand and went from there with sumedh
gouri went to kitchen
kumar - Basant, kinshuk woh decoration walo se kuch baat karni hai chalo
Basant - baba ab kinshuk aayega me abhi aata hu
kumar - thik hai
Basant - kinshuk tum jao me aata hu
kinshuk - ji chaliye uncle
they both went
Basant,monika, Ishita and shivya
came closer eachother
Basant - monika ji
kya aapko kuch nahi lag raha
Ishita - lag toh raha hai bhaiya
shivya - meine bhi observe kiya hai jabse Mallika se mila hai sumedh bhaiya ka behaviour thoda ajeeb laga
Ishita - kahi ....
shivya - kahi indono ke beech woh kuch kuch hota toh nahi chal raha
everyone seen at her
Basant - nahi nahi woh toh ho hi nahi sakta yeh dono toh bachho ki tarah ladte rehte hai indono ko beech pyar kaise hoga
Ishita - ab nahi toh future me joga na bhaiya
Basant - future me bhi nahi hoga
monika - agar hoga toh
Basant - aree nahi hoga monika ji
monika - agar hoga toh ....
Basant - toh thik challenge karte hai
shivya - bhaiya.....
Basant - shivi tum ruko
monika ji agar me jeet jata toh
monika - agar aap jeet jate toh aap jo kuchh bhi khane keliye peene keliye denge woh me chup chaap khaungi peeungi without any objection
agar me jeet gayi toh
Basant - chodiye na jeetunga toh me hi
shivya - bhaiya life itna overconfidence nahi hona chahiye
monika - ha boliye na kya karenge aap
Basant - thik hai agar aap jeet jati toh me aapko saadi pehnata hu
monika, Ishita and shivya
burst at laugh
Ishita - bhaiya aapko kuch aur nahi mila kya saadi pehnayenge 😂😂
shivya - aapko toh saadi pehnana aata hi nahi
Basant - aree haar jau toh tab na
dekhte rahiye ga me hi jeet jaunga
monika - hmm... dekhte hai
on the other side
sumedh - Mallika ji rukiye rukiye
kya hai yeh sab
mallika - dikhayi nahi deta kya garden hai
sumedh - woh nahi jo hall me hua woh
konsa kaam hai
mallika - koi kaam nahi
me toh chahti hu ki tumhare mind thoda fresh ho jaye
mujhe pata hai tumhara yaha hona zaruri hai par tum subah se itni busy ho ki ab tujhme kaam karne ki shakti bhi nahi milegi agar thoda bahar chale toh tumhara mind fresh ho jayegi
sumedh - 🤦 Mallika ji kya aap bhi
aapko sach me lagta hai ki dadi ko aur bua ko doubt nahi aayegi
mallika - aayegi
isiliye meine already zalak didi ko sab kuch samjhadi hai woh hi sab kuch sambhalegi tum kisi ka tension mat lo sumedh meine kuch plan kiya hai toh soch samajhke hi karti na
sumedh - toh yeh bike pe hi kyu
mallika - mera bachpan ka sapna tha bike journey feel karne ka woh toh hua hi nahi isiliye socha ki tumhare bike pe jau tumhe achha bhi lagega aur mujhe bhi bike experience hogi
sumedh - agar me speedly drive karunga toh
mallika - nahi karoge
sumedh - woh kaise aapko toh mere driving ke bare me kuch pata hi nahi hai
mallika - kyuki me janti hu ki agar me tumhare sath hoti hu toh tum careless nahi hoge
sumedh - itna vishwas karti hai mujhpe
mallika - ha bohot zyada..
both are smiling
then gouri came
gouri - yeh lo bachho chai
mallika - thank you aunty
gouri smiled and left from there
after sometime sumellika finished chai and started
sumedh is driving mallika sat behind him by holding him tightly and enjoying that bike journey
they are going on a a road where people are not there then Mallika seen a bench
mallika - sumedh roko roko
he stopped
sumedh - kya hua
mallika - wou dekho ek bench hai
waha baithte hai na
sumedh - thik hai
he parked the bike and they both sat on the bench
mallika holden sumedh's hand and about lean her head
sumedh staring her
mallika noticed
mallika - kya...
me apne friend ke kandho pe apne....
apne sir bhi nahi rakh sakti (innocent face)
he smiled
sumedh - rakh sakti hai koi galat nahi
she smiled and leaned her head on his shoulder
he holden her hands
mallika - jante ho sumedh
jab me tumhare sath hoti hu toh mujhe pappa ki yaad hi nahi aati
jab tumhare sath hoti hu toh kisi ki kami nahi hoti
sunn rahe ho
sumedh - meine kabhi aapko unsuna kiya kya
sunn raha hu boliye
mallika - hmm....tum mujhe puchte ho na sumedh ki me kyu itna gussa karti hu
kyuki koi mere dil ki baat sunta hi nahi hai sabhi unsuna kar dete hai
mujhe toh bachpan se koi friends hi nahi hai
hai toh didi, bhaiya aur Anushka bas....
bhaiya toh dur hogaye the
didi ko shadi hogayi
hansh hone ke baad hansh ko sambhalne me hi didi busy hogayi
fir rehgayi Anushka
jiske sath me thoda sa shanti se aaram se hasi ke sath baat kar sakti hu par woh toh bachhi hai na
uske sath har baat thodi na bata sakti hu na hi woh samajh sakti hai
agar koi mere bare me pura jante hai toh woh mummy aur tum
mummy toh meri har baat sunti hai par me hi nahi batati kyu unhe mere baaton se pareshan karna
tabhi tum mere life me aaye ho sumedh
mummy ke sirf tumhi jante ho ki me andar se itna sensitive hu
me chahe jitni badi problem me kyu na hu agar tumhe dekhti hu toh aisa lagta hai ki ab sab kuch thik hojayega
tum sath me hote toh dar hi nahi lagta
kabhi kabhi lagta hai ki inn sabhi se kahi dur jau jaha mujhe shanti milti hai
aur jab me tumhare sath hoti hu toh aisa lagta hai ki woh shanti mere sath hi hai jo me chahti hu
she got up tum kabhi mere sath nahi chodoge na
he is seeing her and smiled
sumedh - nahi kabhi nahi
mere mout aajaye fir bhi me aatma bankar aapke aaspaas hi ghumunga
mallika - sumedh kaise baatein kar rahe ho tum aise nahi kehte kabhi bhi apne mout ka mat bolo mujhe bohot bura lagta hai
sumedh - achha baba thik hai nahi bolunga ab chale bhi bohot raat ho chuki hai
mallika - ha chalo
days are going on
one day Mallika and family went to sumedh house
Durga Devi, varaakshi as usual didn't came
varanj - toh varanj shadi ke kaam kaise chal rahi hai
kumar - sab achha chal rahi hai varanj
kinshuk - mamaji aaplog ko tension lene ka hi nahi me hu na yaha
shivya - ha ha baat toh aisa kar raha hai jaise yehi saara kaam karta hai mere bhaiye karte hai
mallika - aree mere bhai bhi toh karta hai kinshuk bhaiya ko underestimate mat karna ha
monika thought something
monika - maa
gouri - ha beta
monika - maa ab toh Ishita ka shadi hojayegi
meri ek friend hai lalita bohot hi achhi hai Ishita ke shadi ke baad sumedh aur uski shadi karwaye
sumedh shocked and started coughing
Basant - aree pani do isse
gouri - sumi yeh le paani
he drank water
mallika smile disappeared
sumedh - mere shadi!!!????
monika - ha bolo nahi karoge?

............................TBC..............................

that's it for today's part
hope you all like this part
stay tune for more parts
Radhe Radhe 💛
~author

aapke bin hum honge adhure Where stories live. Discover now