families together after a longtime

53 4 0
                                    

Sumedh : boliye doctor
doctor : itna bhi serious nahi hai jitna pichli baar hai
Sumellika felt relieved after listening that
Doctor : complications har pregnancy mein rehte hai
aapke case mein bhi hai
Sumedh : matlab
Mallika : baby ko koi problem hoga??
doctor : utna serious toh nahi but ha problem toh hoga
aap dariye mat inki achhe se care kijiye
And time to time scanning ko leke aaiye
sumedh : ji
Then they both left from there
while going outside
Mallika : sumedh.. kya soch rahe ho
Sumedh : mallika ji issbaar sab thik hi hoga na
Mallika : doctor ne kaha na sumedh filhal sab thik hi hai
Complications har pregnancy mein aate hai tum mat daro aur mujhe mat darao
Sumedh : thik lekin aap aaj se office mat aaiye
She started giving him death glances
Sumedh : issbaar aapko nahi darunga
Aap nahi jaayegi
Mallika : toh office ka kaam kaise chalegi
Sumedh : hum sab hai na sambhalne keliye aapko mujhpe vishwas nahi hai??
Mallika : baat bharosa ki nahi hai sumedh
tum sab par burden pad jayega stress hojayenge
Sumedh : achha thik hai jab bhi doubt aajaye koi dikkat aajaye aap aajaiye thik hai
Mallika : kitni zidde ho tum
Sumedh : aapse zyada toh nahi na mallika ji
Mallika : chup karo tum
He smiled and she also
Mallika : achha sumedh suno bas aaj keliye office aaungi
He glaring her
Mallika : please 🥺........
Sirf Aaj hi
Sumedh : thik hai chaliye
Mallika : my sweet sumedh
She said this by pulling his cheeks
Sumedh : hum hospital mein hai mallika ji
Mallika : ha toh kya hogaya
Mera pati meri marzi
He smiled
Time skipped to evening
Sumellika reached home
Gouri : lo aagaye tumhare bhaiya bhabhi
Ishita went to them and hugged mallika
Ishita : very very very congratulations bhabhi
I'm very very very happy for you
ab mere dusra bhanja bhi aayega
Sumedh : mai kabse dekh raha hu sabhi ladka hi bol rahe hai
Ladki bhi toh ho sakti hai na
Mallika : ladka se tumhare kya problem hai
Sumedh : ladka se koi problem nahi hai mallika ji
Jo koi bhi aayenge bhagwan ka hi toh prashad hai
Lekin mujhe ladkiyan bohot pasand hai isiliye ladki bol raha hu
Aapko ladki se kya problem hai
Mallika : problem ladki se nahi tumse hai
Agar ladki aayegi toh tum dono ek hojayenge fir mai akeli hojaungi
Then gouri came to them
Gouri : aree bas karo
Abhi tak baby thik se form bhi nahi hua hoga aur tum log ladki ladke ka baat kar rahe hai
Mallika beta tum chalo mere sath dekho toh kitni thak gayi ho chalo
Then they both left from there
Sumedh : ab firse mallika ke care mein mujhe ignore karna shuru hojayega
Ishita laughed
Ishita : kya ho bhaiya aap bhi
aapki patni ka toh khyal rakh rahi hai
Asal mein maa se zyada aap hi bhabhi ka khyal rakhenge I know that
Sumedh smiled
Sumedh : waise lakshan aur baaki sab kaha hai
Ishita : lakshan aur sandeep ko baba bahar leke Gaye hai
Bhaiya bhabhi abhi tak school se loute nahi
Aur aapke jija toh itni busy hogaye ki mere sath aaye hi nahi
Sumedh : office ka kaam hai na ishi work stress toh hoga hi
Ishita : ha ha pata hai isiliye chup rehti hu aree Sundays par bhi kaam karte hai yeh ab nahi raat pe mujhse meethi meethi baatein karte hai na tab batati hu
Sumedh laughed
Sumedh : toh Kanan gaya tumhare haathon mein
On the other side
Shivya is doing something in hall by sitting on sofa
Then varaakshi came there
Shivya noticed her and stood up
Varaakshi : subah dekh rahi thi
Kuch zyada hi overacting nahi kar rahi ho tum...
Shayad shadi mein kya kaha bhul gayi hogi
Apne hadd mein raho samjhi....
Zalak : mummy.....
Zalak came to them
Zalak : kya bol rahi ho aap isse
Agar woh sunn rahi hai iska matlab yeh nahi ki hum kuch bhi bolke usko aahat pohuchaaye
Varaakshi : zalak.. shayad tum iske zhaal mein fas sakti ho mai nahi
Tum samajhti kyu nahi ho zalak
Jinko jaha rakhna hai wahi rakhna hai
Agar sir pe rakhe toh naachne lag jaayenge
Aur tum ho ki apne mama aur bhai ki tarah sabhi ko sir pe rakhti ho
Tumhe ek pariwar hai tumhare pati hai ek beta hai kahi inn sir pe naachne walo ki wajah se tumhare pariwar na bigad jaaye
Zalak : seriously mummy.......
Aap baat ko kaha se kaha tak le chalte hai
Shivya aur uske pariwar ke bare mein hum sabko pata hai aapke aur Nani ke siwaye
Agar yehi baat mujhe mere sasural waale bole toh kaisa lagta aapko
Agar aapke beti toh ek
Bahu toh ek
then kinshuk arrived there
Kinshuk : kya hua didi
They seen at him
Shivya : umm...... Kuch nahi kinshuk kuch nahi paani le aaun??
Kinshuk : hmm....
Then she left from there
Varaakshi : kinshuk..... Apni patni se kaho ki woh apne hadd mein rahe
Pariwar ki har cheez mein ghus jaane lagi hai
Kinshuk : mummy woh meri patni hai iss ghar ki bahu hai iss pariwar mein ek hai
Jitna hissa hum sab ko iss pariwar mein hai utni hi hissa woh bhi hai
Varaakshi : mere liye nahi hai..
Mere liye woh paraya hai paraya hi rahegi
Usko bolo ki har kisi cheez mein apne taang na adale
By saying this she left from there
Kinshuk : mummy.....
Zalak : kinshuk.. jaante ho na usko
Mummy aur nani maami ko bhi apna pariwar nahi maante hai
Fir bhi mami humare pariwar hai na
Shivya bhi aisi hi hai
Unko koi nahi badal sakte
Tum jaao jaake shivya ko manao
Tumhare aane ke pehle mummy shivya se rudely baat ki thi
Kinshuk nodded and went to shivya
Shivya : mai tumhare paas hi aa rahi thi
Yeh lo paani
Kinshuk : sorry shivya..
Mummy ke baatein.....
Shivya : no kinshuk..
It's okay janti hu ki woh aisi hi hai
I'll ignore jaise maamiji ignore karti hai
Kinshuk smiled
Shivya : waise aaj sirji itni jaldi kaise aagaye
Kinshuk : aahah...
Aaj ek miracle hua jo sapno mein bhi nahi aa sakti
Aaj tumhare pyari bhabhi cum nanad hum sabko pehle office leave karne ka offer diya
Shivya laughed
Shivya : kya ho kinshuk apne hi behen ka sarcasm kar rahe ho
kinshuk : aree Bhai hu isiliye...
Mai nahi toh aur kon karenge
Shivya : bohot hi bhala kaam kiya
Ab jaao yaha se
Kinshuk : ab tumhe yaha kya kaam hai
Shivya : aree evening time hai sabhi chai peeyenge snacks khaayenge
kinshuk : lekin tumhe kaha kuch banana aata hai
She glared him
Shivya : mamiji ka help karungi kinshuk..
Kinshuk : uske liye toh didi hai na
Shivya (frustratedly) : seekhungi
Kabhi tumhare liye banane keliye
Ab jaao office aaye ho Jake fresh up hojao
Jaaoge ya nahi
Kinshuk : achha thik hai na jaa raha hu
Then he left from there
She smiled
Days are going on
One day sumellika went to hospital
Mallika is lying on bed
Sumedh is standing besides of her by holding her hand
Just then doctor arrived there
doctor : are you ready mrs. Mallika
Mallika nodded like yes
Doctor putted an ultrasound device
And then they heard baby heartbeat
Both seen at eachother faces with full happiness and excitement
after sometime doctor removed that device
Then sumellika sat infront of doctor
Doctor : baby ka heartbeat bhi achha chal raha hai
Filhal toh koi problem nahi dikh raha hai
Aap aise hi inke khyal rakha kijiye
Sumedh : ji
Then sumellika left from there
Sumedh seeming so worried
Mallika : kya hua sumedh
Aaj humne apna baby ka heartbeat pehli baar suna aur tum itni worry dikh rahe ho
Sumedh : jab tak aapka delivery nahi hoti tab tak meri bechaini nahi jaayegi
Mallika : doctor ne kaha na
Sab kuch thik hai agar tum pareshan hojao toh baby bhi pareshan hoga
Sumedh : achha...
Woh aapke pet mein hai
Aur mere pareshan hone se woh affect hogi!!!
Mallika : Haan.....
Ab kya kare paida hone ke pehle se hi Papa's baby bann gaye
He smiled
After sometime they reached home
She is so surprised as mallika family is there (not Durga Devi & varaakshi)
Ishita and Kanan also there
gouri : lo aagaye dono
All ladies went to them
Sumedh went to other gents
{A/N : I always gets some type of weird feel whenever this type of scenes comes 🥱}
Mallika : mummy aaplog kab aaye
Siya : abhi aaye hai
Tum batao doctor ne kya kaha sab thik hai na
Mallika : sab thik hai
Doctor ne bataye ki baby ko koi problem nahi aur mujhe bhi
Siya felt so relieved..
gouri : achha ab chalo bohot thak gayi ho na aaram karo
Ishita & shivya : oh mother Theresa
gouri : siya waha jo dhanda do mujhe..
Ishita : nahi nahi
Maa itne dinon ke baad aaye hai bhabhi se thoda baat toh karne do
Monika : maa yaha hall mein baithne se kuch nahi hoga chalo mallika..
Then they all sat
Varanj : doctor ne kya kaha beta
Mallika : sab thik hai papa
Baby ka condition bhi kafi achhi hai
Kumar : chalo achha hi hua
Tum aise hi khyal rakhti raho
Sab thik hi hoga
Mallika : yeh baat mujhe nahi apne bete ko boliye
Kabse khudka dimag kharab karke rakha apne overthinking se
Basant : aree iska toh kya hi baat karna
Yeh toh humesha se hi aise darta rehta hai
sumedh glaring him
Basant : ghur kya rahe ho
Koi darne wale nahi hai yaha
They laughed
Mallika : yeh Anushka aur bachhe kaha hai
Anushka : yaha...
Then she came with kids
Hansh and sandeep immediately ran to mallika
Mallika : aree waah toh tum sab khel rahe the...
Hansh : Haan maasi
Mai aur sandeep milkar khel rahe hai
aur Anushka maasi lakshan ke sath khel rahi hai
Mallika : bachhi ho kya Anushka ab bhi chote bachcho se khelti ho
Sumedh : bachhi hai na mallika ji
Abhi 15 saal ki toh hai
Mallika : tum chup hi raho
Humesha ready ho jaate ho isko support Dene keliye
neerav : aur kyu na mikku
bachhi hai isiliye bachhi bol raha hai
Zalak : chod hi do mallika
Yeh toh roj ka hai
Anushka : aap mujhse jealous hote ho na didi 😁
Mallika : haannn tumhi se jealous hona hai mujhe
Monika : achha mallika chalo room jaake baat karenge
Shivya : anu tum bhi chalo
Anushka : haa...
Then Monika,mallika,shivya, Ishita, zalak and Anushka went to mallika room
In hall kumar and varanj talking
basant, sumedh, neerav, Kanan and kinshuk went to garden and talking there
Hansh, sandeep and lakshan also with them
Gouri and siya went to kitchen to prepare some snacks
At mallika side
All ladies are sat on bed
And Anushka laid on shivya lap
Mallika : anu...
Bhabhi ko paav dukhenge na utho
Shivya : nahi bhabhi rehne dijiye na mujhe koi paav nahi dukhenge
Anushka showed her tongue to mallika
zalak : mikku.. Anushka toh shivya se bohot close hogayi
Itna close hogayi ki ab humare baat hi nahi sunegi
They laughed
Ishita : achha bhabhi aap yeh bataiye
Issbaar aapko kaise symptoms hai
Mallika : pichle baar se bhi badkar
Morning mein toh uth bhi nahi paa rahi hu
aur uthkar kuch karne ka mann hi nahi kar raha hai
Aur bohot uncomfortable feel bhi aati hai
Isi wajah se bohot darr lag raha hai
Monika : first trimester hai na mikku
Aisa hi hota hai
Ekbaar 5th month paar kare toh thoda achha feel hoga
Mallika : lekin pichli baar itna uncomfortable feel nahi hua na bhabhi
Zalak : mikku.....
Har pregnancy alag hoti hai
doctor ne kaha ki sab thik hi hai
Shivya : pregnancy itni difficult hoti hai!!!!!
Ishita : ha shivi but achha bhi hoti hai
They smiled
Days are going on..
Now mallika is 5th month
Sumellika went to hospital for scan
Scanning is completed
Doctor : there is no problem for baby
bas aapko stress nahi Lena hai
Kuch stress le rahe hai aap??
Sumedh seen at mallika
Mallika : woh office ke bare mein thoda sa...
Doctor : dekhiye pehle baby aur aapka health important hai
Stress Lena avoid kijiye
And yeh diet follow kijiye
Sumedh : aur koi problem nahi hai na doctor
Doctor : nahi she just have to take more rest and some exercises
Sumedh : jii chaliye mallika ji
While going to their bike
Sumedh : mallika ji aap office ki koi stress mat lijiye hum sab hai sambhalne keliye
Mallika : hmm
She seeming not good
Sumedh : kya hua mallika ji
Mallika : paav dukh rahe hai
Sumedh : chaliye
he taken her into his arms
Mallika : aree sumedh....
he putted her down at his bike
Mallika : kya karte ho sumedh
Itne log hai yha
Sumedh : mujhe aapki parwah hai logo ka nahi chaliye
He sat on bike and gave his hand
With help of his hand she sat on bike
After sometime they reached home
Gouri gave water to mallika
Gouri : doctor ne kya kaha beta
Mallika : sab thik hai maa
Sumedh : kya sab thik hai
Maa, yeh office ka bohot stress le rahi hai aur doctor ne woh bilkul mana kiya
Gouri : mallika beta itna stress kyu Lena
itne log hai waha sab sambhaal lenge
Ab tum sirf apna khyal rakho
Aur kuch mat socho samjhi??
Mallika nodded with smile
Gouri : kuch leaaun tumhare liye ?
Mallika : nahi maa abhi nahi
Gouri : thik hai jaake aaram karo
Sumedh.. leke jaao
By saying this she left from there
Sumedh : chaliye..
He taken her to room
She sat on bed and then she felt something in her stomach
She observed more concentratedly
Mallika : sumedh sumedh yeh dekho
She kept his hand at her stomach
Mallika : kuch lag raha hai na
He continuesly concentrated
Then he felt baby movement
They both seen at eachother with happy faces
Sumedh : dekha kaise movements kar rahi hai
Isiliye kehta hu aap achhe se khana khaaiye
Mallika : uska aur iska kya lena dena 😒
Sumedh : hai na mallika ji
Agar aap khaayegi toh aap aur baby dono bhi healthy rahenge aur baby ko movements karne ki strength bhi aajayegi
She hitted her head
He giggled
Sumedh : achha mallika ji aap ab se day time mein bhi kurtis pehniye
Mallika : kyu??
Sumedh : kyu?! 🙄
Aree comfortable honge na
Abhi baby badi ho rahi hai na aapko bhi uncomfortable lagta hai pet ke paas
Agar Kurtis pehne toh aapko bhi comfort baby ko bhi comfort
Mallika : achha baba thik hai
He smiled
Time skipped to midnight
Sumedh got woke up when he seen his side..
mallika is not there
He got up
Sumedh : mallika ji ...
He knocked washroom door
But no response
Sumedh : kaha gayi...
Mallika ji ...(Higher voice)
Itna badi aawaz lagane ke baad bhi koi response nahi aayi..
Kuch gadbad toh nahi
He got tensed and went out of the room

.............................TBC..............................................

That's it for today's part
Hope you all like this part
Stay tune for more parts
Radhe Radhe 🧡

aapke bin hum honge adhure Where stories live. Discover now