sangeet & mehendi 💚

54 6 3
                                    

it's their sangeet
others are danced sumellika is seeing them by sitting on their chair
sumedh seen at mallika
he admiring her
she seen at him
mallika : kya hua? aisa kya dekh rahe ho
sumedh : aaj aap badi khubsurat lag rahe ho
mallika : achha.....!!!
sumedh : hmm......
mallika : toh kya me baaki dino me khubsurat nahi lagti?
sumedh : aisa meine kab kaha
aap baaki dino me bhi achhi lagti hai aaj thoda aur khubsurat lag rahi hai
mallika : aaj nahi yeh compliment parso dena 😁
sumedh : parso keliye mere paas words hi nahi bachenge
parso toh mujhe dar lag raha hai ki me udd na jau..
mallika : no one can do flirting like you sumedh
sumedh : thank you dear madam 😁
kinshuk : ab sumedh aur mallika karenge
sumellika : humm???!!!!
kinshuk : itni shock kyu ho rahe ho
aree dulha aur dulhan ho
chalo aajao
sumellika seen at eachother
time skipped to their dance
they did a mesmerizing dance
after that zalak and neerav danced
then Basant and monika
later Ishita and kanan
after that kinshuk and shivya
then Anushka also danced
later those 5 couples and anushka danced
they all enjoyed alot
later sumellika sat on chair
then sumedh noticed mallika pressing her leg
sumedh : kya hua..
mallika : paav dukh rahe hai
sumedh : lijiye md dabata hai
then she moved her leg to another side
mallika : tum dabaoge 😳
sumedh : ha toh kya hua
mallika : sumedh sab dekhenge
sumedh : toh???
she hitted her head
mallika : sabhi ko lagega tum abhi se....
abhi se patni ka gulami kar rahe ho
sumedh : yeh gulam kaise hua
aapko paav dukh rahe hai me aapke paav ko dabaunga
me aapka care raha hu mallika ji
isse care kehte hai slavery nahi
mallika : yeh hume pata hai logo ko nahi
sumedh : aap kabse logo ke baaton pe dhyan dene lagi
mallika : me nahi deti hu sumedh
i literally don't care what people thinks
but...... but they will insult you
sumedh : let them do
mallika ji me kisi aur keliye aapko neglect nahi kar sakta
agar aapke care karne se mera insult hota hai toh hone dijiye i don't have any problem with that
mallika ji humare kya needs hai kya problems hai yeh hume hi pata hai
logo ko bolna aata hai judge karna aata hai
jab humko kuch ho jata kuch problem hota toh yeh log nahi aayenge
hume khud karna padta hai
pata hai yeh log humare bura waqt pe kyu aayenge
hume himmat badhane Keliye nahi humare himmat ko aur kam karane ke liye
agar hum yeh sochke rehjayenge ki log kya kahenge toh humare zindagiya barbaad hojayenge
mallika ji humare aage ka zindagi aisa hi hona chahiye faisle auro keliye nahi khudke liye leni chahiye
i don't care about others i care about you
she is just seeing him with so much love
sumedh : ab toh paav dijiye
no response from her
sumedh : achha thoda hi dabata hu dijiye
mallika ji.....
she came to world
then she gave him her leg
he pressed her leg smoothly
then he seen Anushka and shivya passing through there
sumedh : shivi, anu idhar aao
they both came there
sumedh : shivi, mallika ke paav dukh rahe hai woh jo spray hoti na woh le aao
shivya : thik hai bhaiya
Anushka : ab aapko achanak se paav kyu dukh rahe hai didi
dance toh hum bhi kiya hai humd nahi aayi
then she pressed her leg
sumedh : shayad kuch stress li hogi
ruko woh sprayer spray karenge toh turant aaram mil jayega
mallika : ouch ..
anu wahi dard hai
Anushka : yaha...
shivya : bhaiya yeh lo
sumedh applied spray to mallika leg
mallika : iss... aah...
sumedh : hojayega thoda hi dard hoga apply karte waqt fir thik ho jayega
ab aap zyada nahi chalegi bed par aaram karegi
mallika nodded
Anushka : kal mehendi aur parso shadi pata nahi kaise hoga didi ko
mallika : thik ho jayegi anu chinta mat karo
Anushka nodded
Anushka : achha sumedh me bhul hi gayi actually.....
then sumedh and anushka became busy in talking
then shivya noticed that mallika is smiling in herself
shivya (whispering to mallika) : me samajh gayi aap kyu itni muskura rahi hai
mere bhaiya hote hi aise
agar uske apne logo ko kuch problem hojaye toh yeh pehle aajate hai
jaise aapko ab paav dabake medicine diya hai
me toh humesha kehti hi aaj bhi keh rahi hu aap bohot lucky ho...
mallika smiled
time skipped to next day mehendi
mehendi is applying in both families
at mallika side
mehendi designer : dulhe ka naam kya hai
mallika : sumedh
she about to write that but mallika stopped
mallika : rukiye rukiye....
right haath pe sumedh likh lijiye fir kone mujhe dijiye
mehendi did like that
then she wrote something in her left hand
mallika : hmm..... "sumellika"
by saying this she smiled and blushed
on the other side
sumedh : maa abhi bol raha hu mujhe zyada mehendi mat lagao only naam bas
gouri : ha ha thik hai wahi likhwao
mehendi designer : dulhan ka naam
sumedh : mallika....
mehendi designer about write that but he stopped
sumedh : ek minute uske sath sath "ji" bhi add kijiye
Ishita : bhaiya yaha bhi "mallika ji" ?!🙄
sumedh : kahi bhi ho woh mallika ji hi hai
aap shuru kijiye
others are laughed
later zalak feeding mallika food
mallika : didi, aap haath pe jiju ka naam likhwayi...!
zalak : ha humare shadi ke time pe likhwayi thi 6 saalo ke baad
firse ab likhwayi achhi hai na
mallika : bohot
aap mere hath dekhiye
zalak : "sumellika"?!
mallika : ha ishita ke shadi ke time likhwayi thi tab toh woh dekha hi nahi fir me batana bhi bhul gayi
lekin ab bataungi shadi hote hi usse bataungi
zalak : so, tum dono ka nayi naam bhi create karli
mallika nodded with smile
zalak smiling laughed and continued feeding her
at night mallika lying on her bed being very excited
mallika : kal meri shadi hai sumedh se
i can't believe it finally ho raha hai
i can't wait
by saying this she blushed in herself
after sometime she fell asleep
later varanj passing through the mallika room then he noticed that door is not locked
varanj : yeh door toh khula hai
mallika andar nahi hai kya
he peeped into room
there he seen mallika sleeping peacefully
he went to her and caressed her
varanj : kal tumhare shadi ho jayegi
fir tum apne sasural jayegi apni ghar jayegi
fir tumhari ek pariwar hogi
fir..... fir tum meri choti si mikku nahi rahogi
fir tum kisi aur ki rani bann jayegi meri rajkumari nahi rahegi
by saying this he got very very emotional
he wiped his tears and seen her
he kissed on her forehead
mallika can't feel his touch as she is in a deep sleep
he about to go but again stopped and turned to her
he is just seeing her
he can't control his emotions
he went to her and sat on her bed besides of her
he holden her hand
varanj (with shivering voice & tears flowing eyes) : pata hi nahi chala kab itni badi hogayi
itne saale me kabhi laga hi nahi ki tu badhi hogayi
jab tumhe pehli baar school me first prize cup mila tab bhi nahi
jab tumhe 10th board me 1st rank aayi hai tab bhi nahi
jab tum college jaane lagi tab bhi nahi
jab tum college first aayi tab bhi nahi
jab tum apne graduation pura ki tab bhi nahi
jab tum CEO bani tab bhi nahi
jab......(hardly holding emotions) jab tum shiddat se apne zimmedari nibha rahi thi tab bhi nahi
jab tum sumedh se pyar ki thi tab bhi nahi
lekin aaj..... aaj lag raha hai ki tu badhi hogayi
he clearing the water in his eyes
then mallika woke up
she seen her father clearing his tears
she understood the situation
she immediately got up
mallika : pappa...
he seen her
he didn't understand how to react
then mallika hugged him with teary eyes
mallika : kyu papa kyu aap sabhi baar rula rahe hai
tab mummy aur ab aap
varanj : aree beta me ro nahi raha tha....
then she immediately got up
mallika (with cute angry) : kya me andhi hu? ya fir budhu hu
jisse aapke aansu ko dekhne ke baad bhi aapke aankhe ko dekhne ke baad bhi mujhe samajh nahi aata...
kya me aapko waisa dikh rahi hu
varanj smiled for her cuteness
he kept his hands at her face
varanj : aree beta...
tum na hi andhi ho aur na hi budhhu
meri beti bohot hoshiyar hai
mallika took a pause
mallika : ek ladki hote hue kitna sehna padta hai papa
kahi log kehte hai ki iss zamane ke ladkiyan bohot aage chal chuki hai
lekin jab shadi baat aajaye ladkiyan ab bhi pehle zamane jaise hai
hum jitna bhi independent kyu na bane
hum jitna bhi strong kyu na bane
jab shadi ki baat aati toh hum bohot sensitive ho jate hai
hum pehle ke rishte tut te nahi hai lekin
woh rishte purani ho jate hai
sab kuch badal jati hai
she took a while
mallika : waise yeh emotional hona vidayi pe hoti hai aap aur mummy abhi se kyu ho rahe hai ?
varanj : kyuki iss moment keliye koi hume prepare nahi kiya hai
khaskar mujhe...
tumhare mummy humesha tumhare shadi ke bare me bolti thi
lekin me hi uske baat taal leta tha ki abhi umar hi kya hai uska
ab toh dikh raha hai tumhare umar
lekin tum kitni bhi badhi kyu na ho jaye
mere liye tum meri choti si pari meri mikku hi rahegi
she smiled
mallika : achha vidayi tak mujhe koi emotional hona nahi chahiye
yeh me bol nahi rahi hu warn kar rahi hu
varanj : jab madam ji warn kar rahi hai toh kuch ulta kaise ho sakti hai
ab toh sumedh ko bhagwan hi bachana hai
mallika : pappa......
varanj laughed
varanj : achha ab me chalta hu tum achhe se sojao hmm.....
mallika : me so hi rahi thi aap aakar uthaliya
varanj : achha ab nahi uthaunga
ab achhe se sojao
she smiled and nodded
he went from there
time skipped to next day morning

.............................TBC..............................

that's it for today's part
so yeah again a surprise part is here 😁
yaar kya karu excitement is at peaks 🤌
hope you all like this part
stay tune for more parts
Radhe Radhe 💚

aapke bin hum honge adhure Where stories live. Discover now