Dhand Swikar Hai

251 15 3
                                    

The passage was unlocked and I was back exploring the secret world after my lunch.

In the outdoor kitchen,

Ajabde kaha thi aap??

Woh, hum par aakraman...

Aakraman?? Haan samjhi ab ki kaise ek kuthiya jal gayi...

Kya?? Kaunsi wali??

Woh Kanha ji wali...

Kya?? Yeh kya anarth hua....

Ajabde yeh anarth nahi hai...isse toh pata chalta hai ki Kanha ji uss kuthiya mein nahi rehna chahte hai...

Hum samjh gaye...hum Kanha ji ko humare kuthiya mein hi rakhenge

Nahi...nahi...veh humse naaraz hai aur isliye yeh sab hua...humne unki pooja nahi ki

Nahi aisa nahi hai

Aisa hi hai

Meanwhile Pratap enters the scene only to find Ajabde sad. He signals Phool to go.

Phool aap bol kyu nahi rahi hai???

He was busy staring at her from her back.

Kyu ki Phool yaha nahi hai

Phool aap kabse Kunwar Pratap ke tarah bolne lag gayi??

Kunwar Pratap...aap yaha??

Kyu hum pakshala mein nahi aa sakte hai kya??

Nahi...humara matlab iss samay aap yaha

Hum humare pyaari patni se milne aur unki sahayatha karne aaye the

Aap humari sahayatha??

Haha

Badi hasi aa rahi hai naa?? Toh swayam ko dekhiye

Kya hua hume??

Bhoot lag rahi hai aap!!

Bhoot aur hum...apke ankho ko kuch hua hai

Kuch nahi hua hai...apke chehre par aata laga hua hai...aur apka koyal pura beh raha hai...

Accha bas itna hi

Haan

Chalega....Bhojan banane ke baad thik kar lenge

Thik hai...

Sheegr banayiye bhojan...hume bhook lagi hai

Thik hai patni ji

Haaha

Aisa banata hai koi roti??

Haan

Pati ji aap thik se nahi bana sakte...chodiye...hum hi bana dete hai

Lijiye...aap aur yeh roti (he murmurs)

Kya kaha apne??

Kuch nahi...

Accha

Hum chalte hai

Ji

He goes away and Phool comes in. They both cook together. At the end Ajabde makes Kheer for Pratap. They take two thali's to their respective huts.

Kya kar rahe hai aap??

Ajab aap aa gayi...

Ayiye, hume kuch batana hai

Ji

Bhojan karte karte

Thik hai

Chaliye shuru kijiye

Aap??

Hum baad mein

Nahi aaj aap humare saath bhojan karenge

Nahi Kunwarsa, hum...nahi...anuchith hai aisa karna

Kunwarsa!!! Humne kaha na aap hume Kunwar Pratap bhulanyenge

Nahi Kunwarsa...tab hum mitra the parantu ab hum dono pati-patni hai aur hum humare pati ha naam nahi le sakte hai

Thik hai hum bhi apko Kunwarani hi bhulanyenge

Nahi...aap aisa nahi kar sakte hai...

Karenge na hum...agar aap hume naam se nahi pukaar sakti hai toh hum bhi apko nahi pukarenge

Kunwarsa hum...hum apko sirf Kunwar Pratap pukarenge

Thik hai...

Aap hume Ajab hi bhulayiye...hume accha lagta hai...jab aap hume Ajab pukarte hai toh

Thik hai....ab aap humare sath hi bhojan karengi aur apki galti ka danda hai ki aap humare sath, humare paas, samne nahi, humare thali se bhojan karenge

Kya??

Haan aur yeh dand hai...dand ka palan hona chahiye

Thik hai...hume dand swikaar hai

Ajabde sits beside Pratap and they have food from the same plate. But Pratap feeds Ajabde and she feeds him.

Eeh..eeh..

Ajabde moves away from Pratap and stands away from him.

I was transported to the lonely world.

Chamber Of Secrets- A PrAja Love Saga; CompletedWhere stories live. Discover now