Discussion

872 71 145
                                    

After samantha left, Preeta was still in deep thoughts.

Are parents like karan's are bad, then those who didn't even bother about their child ?

A small smile appear on her face. She went on her past.

Girl : baby...come here...mumma ke paas aao.

A small baby happily went to her parents. Both hug the baby.

Tears form in corner of preeta's eyes. She quickly wiped it.

Preeta : (closing eyes) no..preeta.. you can't....

She took a deep breath and console herself.

Preeta : chal preeta bohot senti ho gai, ab kaam pe lag, warna wo khadoos aa jaayega, aur fir apni baatein shu..ru...

Suddenly Preeta goes in thought of Karan...

"Karan gently held preeta's wrist, and pull her towards him.

Karan : (to aakash) I think aapne suna nahi Mr Aakash, yeh Mera office hai, so stop eyeing my possessions.

Preeta shockingly look at Karan, while he was having stern face towards Aakash.

Aakash : bohot pachtaaoge Kar....

Karan : aap jaa sakte hai Mr. Aakash."

A smile appeared on preeta's face remembering his concern towards her.

Preeta : (smiling) aakhir wo itna bhi khadoos nahi hai......
Wo to bohot (stops)....bohot..bohot bohot khadoos hai aur khadoos hi rahega, preeta tu bhi Kya soch Rahi hai ..ughh

She broke her thoughts and continue to do her works.

IN KARAN'S CABIN

Karan : (thinking) ek problem gai nahi thi, ki dusri aa gai, I don't know kabse yeh chal Raha hai Meri company me, aur kaun aisa kar Raha hai. Aaj pata chalega aur Kya Kya ho Raha hai.... Oh god...

Karan also sat quietly.

AFTER AN HOUR.

A knock landed in preeta's cabin, she was busy in arranging sheets.

Preeta : come in...

Karan came in and sat in front of her.

Preeta : Samantha wo...

Preeta looks up, and saw Karan. Karan raised his eyebrows.

Karan : Am I samantha ?

Preeta : sir aap ?

Karan : back questioning...Kyu nahi aa sakta.

Preeta : Maine aisa kab kaha ?

Karan : ha, tum to aur bhi bohot kuch kehna nahi chaahti.

Preeta : sir aap mujhse argument karne aaye hai (angrily yet calmed)

Karan : what nonsense..mere paas aur koi kaam nahi hai Kya ?

Preeta : how can I know sir...

Karan : tum....(he closed his eyes)

Karan : (in mind) oh god...Maine bhi khud ko kaisi musibat me fasaya hai. Huhh...

Karan opened his eyes.

Karan : leave it. I am here to check all transactions and calculations if you remember.

Preeta : yes I do.

Preeta open the files and sheets, which she was arranging, and kept it in front of Karan.

Exchanged hearts (DISCONTINUED)Where stories live. Discover now