Irritating her

685 69 40
                                    

Preeta was resting her head on Karan's, and karan was also having preeta in his arms wrapped around her.

Preeta shook in sleep disturbing karan's sleep, and his sleep vanished away.

Karan open his eyes, and he realized he has taken preeta in his arms before sleeping.

He cutely stared at her.

Karan tucked her hairs behind her ears, and also caressed her face lovingly.

Karan : (in mind) friendship ke saath saath, trust relations bhi acche hue hamare, warna preeta kabhi kisi aur ke saath khaali jagah par aise nahi rehti, jaise mere saath hai aaj, itna to Mai ise jaan chuka hu.

Preeta also slowly slowly woke up.
Karan saw her waking up.

Preeta finally woke up fully, and stretched her hands, still feeling pain.

She looked besides at karan staring her.

Preeta : karan, tum soye nahi.

Karan : soya tha, abhi hi aankh khuli.

Preeta : accha.

Preeta thinks something.

Preeta : Karan suno na, ham (showing hand of far ways, like kid) kal subah me niklenge na.

Karan : (chuckles) ha, Kyu ?

Preeta : to aise karte hai na, thoda ghum lete gai na.

Karan glared at his statement.

Preeta : areee....Karan please na (made cute face)

Karan : (sighs) accha thik hai.

Karan : (in mind) hamesha ye ladki mujhe aise hi emotional blackmail karti hai..huhhh....sudhregi nahi kabhi bhi.

Preeta : (happily) thank you....ham thodi der me niklenge ha.

Karan : ok.

Karan adjusted himself, as he was sitting there only from long.

Karan : umm...preeta waise tumse ek baat puchu ?

Preeta : (giggles) jaise mai Mana karungi to puchoge hi nahi na.

Karan feels annoyed but jerked it, and preeta was still giggling at his question.

Karan : (seriously) wo... actually, tum aakash ki company me kitne time tak kaam kar rahi thi.

Preeta's smile fades listening it.

Preeta : 1...1 year... Kyu...

Karan : usne pichle 1 year me kitni baar tumpar assault attemp Kiya tha.

Preeta : (more nervously) bohot baar...

Karan : jaise ki..

Preeta : karan, tum Kyu puch rahe ho achanak.

Karan : tum sirf bolo...

Preeta : kabhi khud ke cabin me bukar, kuch bhi bolta tha, kabhi mere cabin me aakar unwanted touches....aur bohot kuch.

Karan moved a bit closer to preeta.

Karan : kabhi aise akeli jagah par tum uske saath thi.

Preeta nodded in no.

Karan moved more closer to her, but preeta can't move back.

Karan : kabhi chaahkar itne close thi tum uske.

Preeta again nodded in no.

Preeta was now having tears in her eyes, not because she is weak, because being strong, she was failed everytime against aakash.

Exchanged hearts (DISCONTINUED)Where stories live. Discover now