My to be....

635 63 27
                                    

Preeta's phone ring, she saw karan's name on it and smiled. Preeta pick the phone.

Karan : (immediately) hello babydoll....

Preeta : hello.

Karan : news mili ?

Preeta : kaunsi ??

Karan : shaadi ki baba.

Preeta : kiski shaadi ki ?

Karan widened his eyes while preeta giggled silently.

Karan : whattt, tumhe sarla aunty ne bataya nahi hamari shaadi ke baare me ?

Preeta : aree karan kaisi pagalo waali baat kar rahe ho tum, obviously mujhe kya pata nahi hoga.

Karan act to be relieved.

Karan : haashhh, mai dar gaya tha na, mujhe laga abhi tak tumhe pata nahi.

Preeta : kuch bhi ha karan, parso saamne hamari shaadi fix hui aur mujhe kaise pata nahi hoga, uske baad das baar tum apna raag alaap chuke ho, 'preeta tum khush to ho, preeta tum khush to ho,' mujhe kaise pata nahi hoga.

She acted to fake a dumb laugh.

Karan : what nonsense preetaa.....

Preeta : are, Kya huaa ?

Karan : (cry baby face) don't tell me preeta tumhe pata nahi Shaadi ki Kal ki date hai.

Preeta : (trying to control her laughter) whatttttt, kya bol rahe ho karan tum. Itni.... Haha... Itni jaldii (atlast she laughed loudly) hahahahaha.

Karan wide his eyes and made an annoying face.

Karan : (annoyed) what the hell, matlab tum mazak kar rahi thi. Seriously, aur mujhe tension ho gai na, tumhe pata nahi to tum kahi mana kardogi to.

Preeta was still laughing.

Preeta : (laughing) nahi.... Haha mujhe bataya.... Hahaha maa ne hahaha....

Karan become more annoyed now.

Karan : (annoyed) ok, tum hasti raho, mai rakh raha hu phone bye.

He was about to chut the phone, preeta immediately stopped laughing.

Preeta : accha suno naaaa .... (karan stopped) sorry naa, maa be bataya mujhe mai bas aise hi masti Kar rahi thi na.

Karan : (smirked) accha babydoll, to mai kaunsa I.C.U me tha.

Now preeta felt annoying.

Preeta : (annoying) ughh, bajarbattu, tum na hamesha bajarbattu hi rahoge.

Karan : aur tum bajarbatti.... Hahaha

Preeta : ho gaya ? To rakho ab, bohot kaam hai mujhe.

Karan : oh really, kiske ghar me jaaogi kaam karne ?

Preeta : ughhh karannnn luthraaa....

Karan : bolo To be Mrs. Luthraa.....

Preeta : (angrily) kuch nahi, rakho tum.

Preeta cut the phone, while karan laughed on her.

Preeta : (angrily) bajarbattu, bohot satata hai mujhe hamesha. Lekin use pareshaan karne me maza aaya. (Her expressions changed into laughing one) hayee, kaash mai waha hoti, kitna maza aata.

She laughed.

Preeta : anyways, abhi to zindagi bhar use pareshaan hi karna hai shaadi ke baad (giggles) chal preeta ye sab chod, aur apna kaam kar jaldi, warna Meri Haldi me mai hi late ho jaaungi.

Exchanged hearts (DISCONTINUED)Where stories live. Discover now