Bid bye...

666 70 78
                                    

The mess filled room was something not bothered karan, but he pretend to....

Standing in corner, making a child like face, karan was seeing his sister asmina and preeta busy in packing with his narrow eyes.

They were not paying any heed towards him which is annoying karan even more by passing time.

Asmina : ohh god,... mera wo ek black and golden color ka dress nahi mil raha hai.

Preeta : wo embroidery waala didi ?

Asmina : (tensed) ha...

Preeta : Maine abhi dekha tha, idhar hi kidhar hoga. Umm...

Preeta was searching, and she found.

Preeta : di dekhiye mil gaya.

Asmina : (smiling) shukar....

Karan : ha, aakhir unke pati dev ne jo diya hai, gale se lagakar rakhengi na.

Asmina and preeta stopped for a minute making annoyed face. But this time too, they ignored him.

Now Karan huffed seeing the ignorance.

Karan : (angrily coming to them) ye kya chal raha hai yaha par, Mai kabse dekh raha hu, yaha par mujhe ignore Kyu kiya jaa Raha hai.

Both remained as it is.

Asmina : preeta, ye khaali bag me daal do, Mai kitchen se bottle lekar aati hu.

Preeta : ha.

Asmina went from there. And preeta continued her work, Karan become more annoyed.

He pull her from elbow making her turn shocking her.

Preeta : (shocked) karan, Kya hua, chodo mujhe kaam hai.

Karan : accha ji kaam hai, kaam important hai, lekin meri baat ko jawab dena important nahi hai. Kabse dekh raha hu, ignore Kar rahi ho saaf saaf, and I am sure di ko bhi tumne hi kaha hoga mujhe ignore Karne.

Preeta : ha kaha, aur Mai bhi kabse tumhe dekh rahi hu, bakwaas baate kiye jaa rahe ho. Karan tumhaare according har chiz nahi ho sakti hai.

Karan made an annoying face, and sat on bed. Preeta too sat beside him.

Preeta : karan, dekho tum aise upset mat ho, di bhi upset ho jaayegi na (karan sadly look at her)

Karan : (sadly) lekin di chali jaayegi, fir unke baad koi nahi rahega mere paas, akela ho jaaunga Mai, aur...

Preeta : (interrupting him) tumhaare parents rahenge (karan look at her face) jab tum sabss akele ho jaaoge, tab tumhaare parents tumhaare saath rahenge, jab har koi tumhe chod dega, tab wo tumhaare saath rahenge, kabhi shayad aisa bhi ho ki tumhaari di tumhaara saath na de paye, koi majboori ki wajah se tab wo tumhaare saath rahenge.

"Bhai.....Bhai......aisa...aisa nahi ho sakta, bhai utho na mai aapke bina kaise....Bhai sorry na, mai aapse ab kabhi...kabhi bhi nahi jhagdunga,... mai...hamesha....aapse acche... baat karunga..... please uth jaao ..." a stiffened karan requested.

But seems to be no person can came back from their original destiny.

Karan : (sobbing) di....kaha...kaha ho aap.....Bhai......

Rakhi's hand on Karan's shoulder made him turn.

Rakhi : (tearfully) karan....asmina ko... flight nahi mil rahi hai.....aane ki...wo do din...nahi aa paayegi...

"Mom....." Losing final control, karan at last wrapped himself to rakhi, forgetting everything for once, surrendering himself.

"Karan ....,kya soch rahe ho ?" Preeta asked him.

Exchanged hearts (DISCONTINUED)Where stories live. Discover now