Dadi insults Khushi

3.3K 165 14
                                    

Dadi!

Anjali hugs her grandma. Everyone takes her blessing.

Shubhadra , hume bohot Khushi hai aap aa gayi ghar wapas.

Nani also hugs Dadi. But all this while, Dadi is only looking at Khushi and baby bump.

Ae ladki. Tum pau nai chuogi apni Dadi saas k. Ya main samjhu tumhe Khushi nai hui mujhe dekh k

Nai dadiji. Aisi koi baat nai.

Khushi starts moving towards Dadi and try to touch her when Arnav holds, gesturing her not to do it.

Dadi, aap dekh rahi hai woh pregnant hai. Toh aap kyu usse jhukne keh rahi hai.

Maine kahan kuch bola usse chote bas pucha pau nai chuogi. Ab tum apni biwi ko kanch k gudiya bana k rakhte ho toh main kya kar sakti hu. Main toh bas sanskar sikha rahi thi.

Dadi enough. Main aapko is ghar mein laya hu. Aap meri biwi ko takleef de woh mujhe pasand nai.

Thik hai. Waise yeh bacha kiska hai Khushi. Chote ka hi hai ya apni masi k jaise lakshan hai aapke.

Subhadra!

Everybody gets scared seeing Nani shout like this.

Devyani. Apki himmat kaise hui humare saath itne uche swar mein baat karne ki.

Ha hum bolenge ucha. Kyunki apne apni tehzeeb chod di hai. Pichli baar bhi aapne humare bacho ko bohot sataya tha. Is baar aisa kuch nai hone denge hum. Kehe dete hai. Yeh Raizada mansion hai aapka sheesh Mahal nai. Yahan rehna hai toh apni haad mein rahiye.

Dadi is left fuming hearing such words from her childhood friend. Normally she would get her way sushing everyone even Devyani. But this time something has changes. Everyone have changed.

Anjali and Mami rush to Nani and ask her to calm down. HP gets her water.

Hum apne kamre mein ja rahe hai. But agar humne suna k aapne koi bhi badtameezi ki Khushi bitya k sang. Aapko bachpan wali Devyani dekh ne milegi. Yaad hai na aapko sumi.

........

Arnav wakes up midnight to find Khushi missing. A million thoughts cross him mind.

She was really upset with dadis words. Kahin ghar chod k nai chalegi gayi. Khushi where are you damnit.

He starts coming downstairs. When he cannot see her anywhere he calls her.

Her devi mayan bhajan starts playing. Arnav starts tracing the sound. To find her sitting on floor in kitchen eating ice cream.

Khushi. What are doing?

Khushi looks upto him with chocolate ice cream smeared on face.

Arnavji, woh hum maan kiya khane ka ice cream. Isliye hum yahan aa gaye.

Arnav cannot help bt smile at her cute face. And sits down near her.

Khushi tumhe khana tha. Toh mujhe bol deti. Pata hai main kitns dar gaya tha. Mujhe laga kahin chali gayi tum dadi k baat ka bura maan k.

Nai Arnavji, dadi badi hai. Unke baat ka hum bura nai mante. Dukh hota hai aap sabke pyar k aage unki nafrat bohot choti hai. Bas dukh itna hai k humari wajah se nani aur dadi ki dosti kharab ho gayi.

Nani ko maine pehle aise kabhi nai dekha. Shayad, pichli baar woh kuch boli nai and jo ho gaya di k sath uske wajah se. Shayad isliye woh dar rahi hai ab.

He looks at her waiting for response and finds her busy with her ice cream.

Khushi. Main tumse baat kar raha hu. Aur waise tumne light kyu on nai ki. Tumhe chot lag jati toh.

Nai lagti. Mobile ki battery chalu thi hum aaye tab. And light jalate toh koi na koi aa jata.

Thik hai chalu ab. Bohot ice cream ho gayi. Tumhara gala kharab ho jayega toh yeh koyal jaisi awaz sunne nai milegi mujhe.

Aa ha. Jhuti tarif toh koi aapse sikhe.

Thik hai chalo ab careful.

He helps her get up. As they pass the living room he sees someone never the garden.

Khushi tum upar jao and darwaza aache se band dena. Mere aane tak mat kholna aur pool side ka bhi band kar dena.

Bt Arnavji. Main bol raha hu woh karo please.

Khushi senses the urgency in voice and does what is asked.

Arnav moves near the pool discreetly. He hears muffled voices. He moves closer to hear better.

Humne aapki chabi di thi pichle gate ki taki aap iss ghar mein aake humara kaam kar sakte. But apse nai hoga kuch.

Dadiji, humne kahan na aapse. Aapka kaam ho jayega humne waqt dijye. And ab toh aap bhi is ghar mein aa gayi hai. ab humara kaam aasan ho jayega.

Damadji, jo karna hai kijye but Khushi ka bacha is duniya mein nai aana chahiye. Humara vansh kalankit nai hone denge hum. Bas.

A story left incompleteWhere stories live. Discover now