Raizada family captured

2.9K 158 10
                                    

Saale sahab utheye jaldi. Aapke jijaji aaye hai khas aap se milne.

Arnav starts gaining consciousness. He sees Shyam face up. He tries to get up to punch his face. But he is restrained to the chair. He looks around to see his whole family restrained and around 10-12 goons surrounding them. Khushi is still unconscious and tied on the recliner.

Khushi! Aakash! NK! Aman!

Are are. Hum aapki madat kar dete hai.

He asks his goons to wake everyone. As everyone wake up they look around in confusion trying to grasp what is happening.

Khushi tum theek ho.

Khushi looks at Arnav with tear forming in her eyes.

Ha Arnavji hum thik hai. Par yeh sab kaise. Hey devi maiya. Raksha kar.

Khushi please daro mat.

Khushi gives him a silent nod.

Arnav sees his sister and grandmother enter from kitchen smirking at him.

Why di. Aapne aisa kyu kiya. Dadi ka samjh sakta hu. Aisi ghatiya giri hui aurat se koi umeed hi nai kar sakte. Par aap.

Arnav. Jaban sambhal k baat kijye dadi hai hum aapki.

Dadi. Dadi k naam pe kalank hai. Aap meri kuch nai hai. Ek aurat hoke dusre aurat k bache marne ki koshish karti hai. Woh bhi apne par pote toh marne ka socha aapne. Pehle mujhe sikayat thi k aap hume chod k gayi nani k pass. Par ab main khush hu kyunki aapke sath rehte toh aap jaise ban jata. Ghatiya aur neech.

Bas. Damadji humne jo kahan tha woh kijye. Inki bakwas hum aur nai sun sakte.

Thik hai Dadiji jo hukum.

Shyam points a gun at Khushi. Dadi smiles and says

Tumhara waqt khatam hua ladki. Humne kahan tha hum humare pariwar mein gandagi bardast nai karenge.

Arnav panics and tries to free himself.

Arnavji. Agar hume kuch ho gaya. Aap apne aapko dosh mat dena. Aur ek aakhri baar bolte hai I love you.

No. Khushi kuch nai hoga tumhe. Shyam chod do usse. Tumhe paise chahiye main de dunga. Sab lelo yeh ghar business bt Khushi ko chod do.

Shyam smiles hearing Arnav.

Saale sahab aap hume samjh nai paye ab tak.

He starts moving towards Khushi. And touches her cheeks. Caressing it slowing.

Dare you touch her. Usse kharoch bhi aayi toh jinda jala dunga.

Ha saale sahab jante hai. Aur hume ab yeh paise property business nai chahiye. Hume bas humari Khushi ji chahiye.

Damadji, yeh aap kya keh rahe hai. Anjali aapki patni hai aap uss pyar karte hai aur woh aapse

Rani saheba humse bohot pyar karti hai. Aur hum Khushiji se bohot pyar karte hai. Yahin sach hai. Isliye ab Khushiji nai saale sahab marenge.

Nai Shyam ji please. Arnavji ko chod dijye hum aayenge aapke saath. But unhe chod dijye please.

Nai Khushiji. Agar woh jinda rahe toh aap kabhi humari nai hongi. Inhe marna hi hai.

Dadi rushes to Anjali.

Anjali bitya yeh damadji kya b rahe. Inhe roko woh Arnav ko mar denge.

Arnav looks at her.

Marne dijye Subhdra Malik. Aap Khushi ko marne ja rahi thi. Main waise bhi mar jata.

Nani and Mami start crying.

Chotte aap kya bol rahe hai. Anjali bitya aap Shyam ko aisan apne bhai ko marne dengi.

Anjali just looks at everyone. Aman gives her a cold stare.

She finally looks at Arnav and sees disappointment in his eyes.

Khushi speaks up

Di please inhe bacha lijye hum aapko humare bache ki kasam.

Khushi. Mere bache ki kasam mat khao in logo k samne.

Shyam starts loosing patience without wasting another second he shoots towards Arnav.

Everyone closes there eyes. But when they hear no shot they are relieved. Shyam starts inspecting his gun. Just to realise there are no bullets.

Abbe nikamo yeh kya kiya goli kidhar hai. Aapni banduk do mujhe.

No body moves. Finally Anjali takes out a gun and points at Shyam.

Rani sahiba yeh aap kya kar rahi hai.

Anjali still doesn't answer.

Arre nalayako. Dekh ya rahe ho pakdo unko.

Still his men don't move instead they point a gun to Shyam.

Paise diye hai humne aap logo ko. Boss hai aapke.

Diye honge. Humne dugne de diye.

Shyam looks at Anjali in disbelief.

Rani saheba aap hume maar hi nai sakti.

Azmaye mat hume Shyam.

Aman tries calming Anjali.

Anjali mat karo yeh. Call the police. Hum kanon ko hath mein nai le sakte. Please Anjali.

I am sorry Amanji. I am sorry chotte Khushi. Mujhe pata hai main aap sabko dukh diya. But Shyam ko harane ka yahin tarika tha.

Di, aap bas mujhe khol dijye main sambhal lunga sab I promise please di.

Nai chotte. Hume inhe marna hi hoga. Warna yeh barbar aake hum sabko tang karenge.

Everyone tries to convince Anjali but she is not ready to listen.

Shyam Manohar Jha. Aapne bohot logo ki zindagi kharab ki hai. Humare bache ko mara hai. Aaj bhi hume kabhi kabhi aawaz aati hai ek choti bachi jo humko bol rahi hai maa. Humse sab chin liya aapne. Jab hum aage badh gaye toh wapas aake humare jakhm khurede. Khushi ji k bache ko marne ki koshish ki. Humne time pe dawai badal di nai toh aaj unka bacha bhi mar dete aap. Humare chotte ko marne ki koshish ki. Par ab bas aapke paap ka ghada bhar chuka hai.

After a brief silence a shot is made. Shocking everyone.

/*****
Hey guys how are you liking the story so far. Your comments are very encouraging.

I am not able to integrate all the characters at the moment but I will try and get better at that.

Enjoy the chapter. Take care. Good night
***/

A story left incompleteWhere stories live. Discover now