● CHAPTER 22 (ROMANCE DURING TASK) ●

5.7K 445 83
                                    

Dedicated this part to ZohaShe12  and @Sidanadsana13 and to my insta reader koshika sharma❤

Vote and comment before you read.

Lets start

Next morning, all get up as bigg boss play a song.

After that all went for their individual work.

It was 12 noon, bigg boss asked everyone to gather in living area.

All gather and sit in sofa.

Gauhar- bigg boss ap sabhi ko bata na chahta hai ki kal hua nomination ki pakriya ka parinam ab sabhi ko milhi gaya hai iska matlab ay hai ki kal hua nomination ab kharij ho chuka hai par jis teen sadashsaho ko shehnaaz ne nominate kiya hai yani paras mahira aur arti agla teen hufto tak nominate hi rehanga aur aj ka kariya main part nhi lenga.

Aj ek nayi nomination ki pakriya hongi aur iskaliya bigg boss ap sabhi ko ek kariya sop rha hai Jisa jeet kar is hafta ghar sa beghar hona sa shurakshit ho sakta hai. Is kariya ka nam hai mera angna main tumhara kya kam hai. Sabhi freshers is kariya kaliya do team main divide kara di jayenga.

Team a- rubina, jasmin, jaan and sara.
Team b- eijah, pavitra, nikki, nishant and vishal.

Aj garden area ek banjar farm main tabdil ho chuka hai. Dono team is kariya main kisano ki bhumika nibhate hua is farm land par kheti karenga aur ay koshis karenga ki unka team ka farm land birodi team ka farm land sa jyada bara aur jyada sundar ho. Kyunki is kariya ka anth main jo team is kariya ko jitagi us team ka sabhi freshers is hafta ka nomination sa shurakshit ho jayenga aur harna wala team ka sabhi freshers is hafta beghar hona kaliya nominate ho jayenga lekin is farmland main kheti karna keliya apko metti, ghas, pair podhr aur fulo ki jarurat paregi aur ay chiza apka farm ka pass mojuth bazaar ki dukano main milta hai. Is bazaar ki dukano ka ek ek dukandar honga ghar ka seniors (sidharth, asim, gauhar and hina). Farmland pa kheti karna keliya apko in dukano sa mitti, ghas, pait-podhe aur ful magna honga. Ay dukan bigg boss ka adesh par khulengi. Dono team sa koi bhi fresher kisi bhi dukan main jakar dukandar se bathchit karke dukan main mil rha chiz apko dena kaliya mana sakta ho lekin ay chiz kitni deni hai, kisa dena hai aur akhir kar dena hay aya nhi ay puri tarahse dukan daro par nirbhar karega.

Mitti ki dukan gauhar ki hogi, jismain apko brown carpet ka squares milenga. Ghas ki dukan asim ka honga jismain apko grass ka carpet square milenga. Pair-podho ki dukan hina ki hogi jismain green sponge milengi. Fulo ki dukan sidharth ka honga, jismain team a ko white aur team b ko pink ful milenga. Fresher ka dono team ko kariya ki shuruyat se leka anth(end) tak yehi koshis karni hogi ki farmland ko shundar bana ki koshis main apki team safal ho. Farmland main kheti aur hifazat karna kaliya ek waqt par ek team ka sirf do hi sadashsaho ja sakta hai aur sath hi sath us team ke kheth us team ke ek aur sadashsaho chahe toh virodi team ke kheth ujharne main ja sakta hai. Team membar apas main hi faisla karenga kon kya karenga. Is kariya main ghar ki pahli confirm fresher shehnaaz ek khas bhumika nibhayi gi. Aj ay kariya main hona wali har uljhan par antim faisla humesha shehnaaz ka hoga. Shehnaaz kahin bhi kisi bhi stithi main intervin kar sakti hai. Sath main kariya ka anth(end) pe kis team ka farmland jyada bara aur sundar hai uski ghoshna bhi shehnaaz hi karengi. Good luck bigg boss.

All get ready for the task.

Its 12.30 pm. Bell rang. All come to garden area and task starts. All are busy in doing and seeing the tast. Shehnaaz sit near the flower shop and watch the task.

Sidharth see her and sit beside her. Shehnaaz see him but again get busy watching thr task.

Sidharth not getting any attention from her look at her sad. From day before yesturday night they didn't got any alone to spend. Shehnaaz was busy in taking care of sara. Shehnaaz even slept with sara only. Sidharth is craving to talk to her which was very less they in this past 36 hrs. He was craving to feel her in his arm, hug her, kiss her.

𝗕𝗜𝗚𝗚 𝗕𝗢𝗦𝗦 𝟭𝟰 ❤ (𝗦𝗜𝗗𝗡𝗔𝗔𝗭 𝗥𝗢𝗠𝗔𝗡𝗖𝗘) ❤ (Hold)Waar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu