part 7

3.5K 134 6
                                    

Dr. Sahab aap log chalye mere saath... requested Azam

Dr sahab is musibat se bachne ka ek hi tareeka hai aap log shaadi ker lijiye aur yahan se chale jayega....said Azam after lot of thinking and with great courage.

Pagal ho kya shaadi koi gudde guriya ka khel nahi hai shouted Asfandyar.

This whole period Asfandyar was looking at Zubia who was standing silently in the corner.

Tum kyu nahi kuch bolti ho said Asfandyar to Zubia.

Haaannnn was all that Zubia could say.

Maine decide ker liya hai ki subah hote hi mai Sarpanch se baat ker ke unko sab kuch samjha dunga tab tak sab log araam ker lein said Asfandyar.

Although Asfandyar told everyone to rest none were able to get any rest. Soon it was fajr time.

Azam coming out of his room said kya socha aap ne wo log namaz ke baad yahan aa jaenge.

Sochna kya hai said Asfandyar.

Humein maaf ker dijiye aap log humari wajah se is pareshani me par gae said Azam join his hand.

Nahi aap aisa kyu keh rahe hain. said Asfandyar not knowing what to say.

Suniye spoke Zubia for first time after last night events.

Haan bolo said Asfandyar moving towards her.

Wo wo mai keh rahi thi wo humein inki baat maan leni chahiye said Zubia.

What are you out of your mind said a shocked Asfandyar.

Wo log bahut khatarnaak hai agar aapne unki baat nahi mani to wo Dr Sahiba ko maar dalenge said Azam

Aur agar hum log bhaag gaye to wo Azam aur unke gharwalon ko nqhi choreinge. said Zubia meekly.

There silence in the room and no one had the courage to break it...

As few more minutes passed Azam spoke... Humein jaldi hi kisi nateeje per pahunchna hoga per kuch bhi taye kerne se pehle aap ye yaad rakhye ga ki mai aur mere ghar wale aap ke har faisle me aap ka saath deinge.

Ji mujh ko lagta hai yahi ek tareeka hai yahan se bachne ka aur kaun sa hum kisis se kuch bhi kaheinge.. Ye shaadi bus ek natak hogi yahan se bachne ke liye said Zubia.

Are you sure asked Asfandyar not able to believe his ear and eyes wo log bahut khatarnaak hain aur bahut zada hain to unki baat manne me hi hum sab ki bhalae hai ... said Zubia not meeting his eyes.

Ok if you say so..said Asfandyar and turning to Azam aap sab ko bata dein ki hum dono shaadi  ke liye tayyar hain.

Ji bilkul mai abhi masjid jata hu aur sab ko bata deta hu said Azam running out of the house.

In masjid

Sarpanch ji wo log shaadi ke liye tayyar  hain said Azam after offering the salah.

Samajhdaar hain replied the Sarpanch... Ja ke unko bata do ki unka nikaah ek ghante baad hai hum log bhi tabhi pahunch jaenge.

Ok said Azam and headed towards his house.

Azam's house
One hour later Imam with Sarpanch enters the house to start nikah process.

Imam: Assalam o alaikum warehmatullahi wabarakatuhu.. Zubia Khalil bint e Khalil Ahmad mai aap ka nikha Asfandyar Ali Khan bin Usmaan Ali Khan ke saath aap ka nikaah parane ja raha hu apki meher 75000 sikka e raja ul waqt hai kya aap ko ye nikaah qubool hai.

Zubia : .......after a long silence she said Ji

Imam: Assalam o alaikum warehmatullahi wabarakatuhu.. Asfandyar Ali Khan bin Usmaan Ali Khan mai aap ka nikha Zubia Khalil bint e Khalil Ahmad ke saath aap ka nikaah parane ja raha hu apki meher 75000 sikka e raja ul waqt hai kya aap ko ye nikaah qubool hai.

Asfandyar : ji qubool hai.

Mubarak ho!! Mubarak ho everyone said and started moving out of the house.

Flashback ends as she her mobile starts ringing .
Assalam o alaikum warehmatullahi wabarakatuhu aunty kaisi hain aap she asked recieving the call of Lubna.

Lubna: Asfi bata raha tha tha tumko kafi chot aa gae hai

Zubia : Are nahi aunty mamuli si chot hai mai theek ho jaungi kal tak.

Lubna : nahi beta Asfi to bata raha tha ki 2-3 din ka rest must hai.

Zubia : wo bila wajah pareshaan hain.

Lubna : nahi beta tum araam karo mai tumse milne aaungi.

Zubia : ok aunty.

Lubna: lo Gaiti se baat kerlo

Zubia: ji

Gaiti: hello meri jaan ye kaise ho gaya.

Zubia: wo mai kuch soch rahi thi aur achanak stretcher se takra gae per ye choti si chot hai Dr. Asfandyar ne zabardasti choti de di aur ek chaukidaar bhi nurse ke shakal me baitha diya.

Gaiti: sahi kiya ...zada dard to nahi ho raha hai ab?

Zubia : nahi mai theek hu medicine lene ke baad to dard bilkul khatam ho gaya hai

Gaiti: ok ab aaram karo hum kal Inshallah tumse milne aayeinge.
Assalam o alaikum warehmatullahi wabarakatuhu.

Zubia : Walaikum assalam warehmatullahi wabarakatuhu.

Even before the call was disconnected she had smile on her face thinking "WO MUJHSE NARAAZ NAHI HAIN...... AUR UNKO MERI FIKR HAI..."

Smiling she fell asleep due to effect of medicine.

Hidden marriage Where stories live. Discover now