part 18

3.6K 136 15
                                    

Once they were alone Asfandyar decided to ignore her as he was tired of her attitude towards him and their relationship.

While trying to sit he screamed in pain Ahhh!!!

Ye kya ker rahe hain aap please mat uthye said Zubia while moving towards the bed.

Ignoring her he raised himself slowly and rested his head on bedrest.

Zubia sat near his bed and asked him sach sach bataye aap ka accident kaise hua.

He asked her : sach sun paogi?

Zubia: ji aap bataye toh

Asfi : tumhari wajah se hua hai... Mai hum dono ke bare me soch raha tha ki tabhi achanak se ek bakri aa gae samne usko bachane k chakkar me electricity pole se takra gaya tha.

Tears started following from her eyes. Looking at his bandaged forehead she tried to touch it but he turned his face otherside.

Please Asfi humse muh mat pherye humse aap gussa bardasht ho jata hai per ye ignorance nahi hoti hai said Zubiya in sad voice

Asfandyar looked at her tum jao mai bhi aaram karunga

Nahi mai aap ke pass hi rahungi said Zubia

Asfandyar stayed silent and looked at wall while Zubia sat at chair beside him....

After few minutes Gaiti came and asked Asfi : thermometer kahan hai.

Asfi and Zubia : kya hua bhabhi/ Gaiti kis ko fever hai..

Gaiti : mumma ko lag raha hai halka fever hai.

Zubia : ok mai leke aati hu

Asfi : bedside drawer me hai please le lo.

Zubia opened his bedside drawer and was shocked seeing her ID card over there ...

Gaiti : nahi mila kya ???

Zubia : nahi nahi mil gaya she said while taking out the thermometer

Gaiti : mujh ko do mai check kerti hu tum Asfi ke pass raho uske pass bhi kisi ko hona chahiye.

Zubia was silent as she was still trying to understand when and how her ID card came here and does Asfi remember Rameez incident.

Looking at her lost he was about to ask what happened but he followed her gaze saw her looking at her ID card which was clearly visible as the drawer was still open.

Asfi : Tum ab jab aapni nayi life start kerna chahti ho toh behtar hoga tumhari jo cheezien mere pass hain tum usko le lo...

Zubia : aap ye kya keh rahe hain...

Asfi : Mai to bus keh raha hun tum toh humare rishte ko ignore ker ke naye rishte jorne ke liye logon se mil rahi ho.

Zubia : aisa bilkul nahi mai zaroor Dr.  Ehtesham se mili thi par maine usko ushi waqt is rishte ke liye mana ker diya tha.

Hearing this Asfi heart started jumping in joy. He looked at her saw she is still looking at her ID card.

Asfi : Ye card tumse meri car me gir gaya tha us din aur jab tum interview dene aaye thi mai tabhi tumko pehchaan gaya tha.

Zubia : Phir bhi aapne mujhse shaadi kerli aap to sab kuch jante hain aap ko nahi laga ki mai aap ke qabil nahi hu.

Asfi looked at her angrily : kya tum ko is hi baat ka dar tha ki mai tumko sach jaanne ke baad thukra dunga.

Zubia was silent and her silence confirmed his doubt.

Asfi : kya tumko meri mohabbat nahi dikhti ya wo itni choti dekhti hai... Tumne aaj mujhko meri hi nazroon me gira diya kya mai kabhi tumko aisa koi impression diya....

Zubia unable to control herself she gets up from her chair she hugged him and started crying badly. He held her close to his heart finally getting some peace as his love was in his arms.

After she has calmed down Zubia said : I m sorry

Asfi : sorry is not enough you have to prove your love and willingness for our relationship.

Zubia : ok jaisa aap chahein she said while making cute face.

Asfi : there will be few punishments.

Zubia :aap ko ek galti ke liye few punishments dete hue unfair nahi lag raha hai.

Asfi : wo ek galti bhi dus galtiyon se bari hai.

Zubia : ok

After staying like that in silence

Zubia : humlog apne gharwalon se kab aur kya kaheinge

Asfi : abhi to kuch nahi kaheinge sahi mauqa milne pe mai baat mumma se baat karunga aur unse kahunga ko wo tumhara rishta le ke jayein tumharw ghar aur ek normal marriage hum log phir se kareinge.

Zubia raised her hear and said : per ye to dhoka dena hoga sab ko.

Asfi : agar aisa nahi kiya to tumhari badnaami ho sakti hai aur. Aur bhi bahut sare explanations dene honge.

Zubia : per

Asfi : tumko bharosa hai mujh per

Zubia : bahut zada khud se bhi zada.

Asfi : to phir do as I say lekin mujh se door bilkul nahi rahogi tum is pure waqfe me aur please luka chipi nahi mai apni biwi ka intezaar bahut din ker liya hao please give me my life.

Zubia was quite and playing with his shirt button. Not seeing her responding he pulled her more and this made her shocked and shyly she said okkkk

After few minutes Asfi said jao jake so jao.

Zubia : ji aap ko kisi bhi cheese ki zarurat ho to mujh ko please call ker ke bula lijiyega.

Asfi : ok good night and dream about me.

Zubia shyly : good night

Zubia's POV

Asfi aaj mere dil ka sabse bara dar mit gaya ab mujhko apne is rishte ko qabool kerne me koi jhijak nahi hai.... Aaj jab aapne mujhko hug kiya to bahut time baad mere dil ko sukoon mila aisa lag ki mai apne ghar pahunch gae hun. Per Allahtala ye kaun si punishments dene wale hain mujh ko???

Asfi POV

Zubia aaj toh tumne humare rishte ko accept ker liya ab mera dil chah raha hai ki jald se jald mai sab ko apne rishte ke bare me bata dun lekin mujh ko pata hai tum ye nahi chahogi so I  have to plan everything so that it is done in proper manner and no one questions your dignity. Sabr sabr Asfi aur is time ko agar love affair ki tarah guzar jae to maza aa jayega... Really we will have HALAL LOVE AFFAIR.

Hidden marriage Where stories live. Discover now