Part 3

3.7K 160 31
                                    

Please don't be mad for this chapter upcoming will be amazing I promise please give this chapter a chance to understand Abhi's point of view and his feelings.

Ak- ha, me....ga..di..cha...la rahi thi.

That's when Abhi made is entry he was shocked hearing that Akshu is again taking all the blame of Arohi on her. He had enough, this is beyond limit. Akshara has crossed all the limits of being in a blinded one sided love towards her ungrateful sister.

Ab( SELF)- Akshu this is too much, tum andhi hochuki ho tumhari behen ke pyaar ke liye, lakin aab bus bohat huva.

Ab- BUS ssub BUS KIJIYE, muje jo sunna tha vo mene sun liya aab aur nahi. BOHAT HUVA yeh sach aur jooth ka khel. Yeh meri zandagi hai koi gudda guddiya ka khel nahi.

Akshu was shocked she knew from the look on Abhi's face that he is very mad at her, espicially after she took Aru's crime on her head.

Ak- Abhi me exp..

Ab- BUS BOHAT HUVA AKSHARA MUJE KOI EXPLANATION NAHI CHAHEYEH. NA tumse na kisi aur se. Maam hume koi police complain nahi karvani hai, vo rahi meri maa vo bilkul thik hai aur unhe bhi koi complain nahi karni hai.

MAA- ha muje koi complaint nahi karni hai, jo huva vo bus ek anjaneme huva ek accident tha aur me bilkul thik hu aur yeh humare ghar ka mamla hai hum sulja lenge.

Police leaves Abhi tells everyone that the real culprit is Arohi and not Akshu.

Ab- Aap log itne andhe kaise hosakte hai, kya aap sub ko yeh nahi dekhta hai Akshu humesha se Arohi ke kiyeka blame apne pe leti aarahai hai. Arohi humesha Akshu ko Sirat maa ke naam ke tane marti hai uss emotionally manipulate karti hai. Humesha Akshu ki aachai ka faida uthati hai. Humesha uke kiye ka credit khud lejati hai phir bhi aap sab ko Akshu he galat lagti hai. Aur tum ( turning towards Akshu) Tumhe bada shokh thana apni behen ke liye tyag ki devi banneka dekha na kaise usse ek second nahi laga apna gunha tumhare upar dalneme. Akshara wake up aankhe kholo aur dekho tumhari behen ka asli chera. Tum usse ke liye kuch bhi karo apni ja..jaan tak dedo usse koi ghanta farak nahi padega tumhare jeene marnese.

Ar- Abhimanyu tum iss ka saath to doge he na pyaar jo karte ho, magar me bhi boldeti hu mene tumhari maa ka accident nahi kiya hai. Aap sub chup kyu hai boliyena kuch.

AG- han Abhimanyu Aruu kabhi jooth nahi bolti hai.

Sw- ha humari Aruu kabhi jooth nahi bolti, aur Akshu tumne jo jurm kiya vo accept karlona, kyu humsub ko pareshan karrahi ho.

Su- Dekho Akshara maan lo apna gunha Abhimanyu ne aur manjari ne kaha hai na vo log case nahi karenge to maan lo aur khatam karo yeh baat ko.

Ab- sahi kaha mimi aapne khatam karte hai yeh baat yahi issi waqt. To ME ABHIMANYU BIRLA, AKSHARA GOENKA SE YEH RISHTA TODTA HU.

Akshu looked at Abhi completely broken. Abhi took out his engagement ring and kept it in Akshara's hand.

Ak- Abhiiii

Ab- tumhe bohat pyaar hai na apni behen se to lo rakho apni behen ko apne pass kyuki tumhari behen ke aage mera, mere pyaar ka, meri Maa ka, mere parivar ka to koi chance he nahi hai. Tumne hamare rishtese aage apni iss behen ka jooth rakha aur me aisi ladki se apni sari zindagi kaise bitau jo muje ya mere pyaar ko kabhi priority na de. Bolo Akshara bolo, mere liye tum mera sub kuch ho per tumhare liye me kya hu mera pyaar kya hai nothing, zero. Mene har baar apne parivar ke against jake tumhara sath diya per uske badleme tumne kya kiya dediya muje daan me apni behen ko. Kya me koi daan dene vali chez hu kabhi iss ke paas, kabhi usse paas. Kya meri koi marzi nahi hai. Kya meri koi value nahi hai tumhari life me.

Ak- Abhi aisa nahi hai tu....tumm mere..su....b kuch ho Abhi. My everything Abhi..

Ab- Yeh everything kaha tha jab tum apni iss behen ki zidd puri karne keliye mujse aadi hui thi. Nahi Akshara Goenka enough is enough muje nahi chaheye yeh rishta bye, Chalo Maa Chalo sub log yaha humara ab koi rishta nahi hai.

Who's FaultWhere stories live. Discover now