Part 14

3.7K 198 32
                                    

Akshara fainted due to exertions. Abhi let go off  Akshu and did her check up. Neil came back in the room.

Ne- Bhai kya huva hai bhabhi ko vo Sab ko dekhke panic kyu karrahi thi aur aab vo behosh kyu hai. 

P- Neil tu shant hoja Abhimanyu ne check karliya hai. Vo aab thik hai. 

Ne- To phir bhabhi behosh kyu hai. 

Ab- Neil Akshu thik hai vo kya hai na ki Akshu ko bohat dino baad hosh aaya aur shayad Kairav aur Vansh bhaiya ko dekhke Akshu ke sath jo huva vo sab usse yaad aagaya jiske vahase usska panic attack trigger hogaya. Thodi time me hosh aajayega. 

Everyone left the room,leaving Abhi with Akshu. Kairav and Vansh were insisting to see Akshu but Abhi had strictly warned Neil to not let any Goenka member to come in front of Akshu as he don't Akshu to have panic attack. Kairav still didn't listen to Abhi and went in the room. Abhi got very mad. 

Ab- Kairav aap yaha kya karrahe hai please jaiye yahase. 

K- Nahi Abhimanyu tum muje meri behense dur nahi rakhsakte ho. 

Ab- Aap kyu samaj nahi rahe ho Akshu ko aap ko dekhke usske sath jo huva vo saab yaad aajata hai aur uske vajahse ussee panic attack aaya. Akshu ko iss waqt panic attack aana is very dangerous kyu ki uski heart surgery abhi abhi hui hai, aur uska heart abhi taq proper heal hona bhi start nahi huva hai. Akshu ka heart abhi bohat weak hai aur vo koi bhi stress handle nahi karsakti hai. 

K- Per aisa kaise me nahi...

Ab- Kairav abhi apko apne bareme nahi Akshu ke bare me sochna hoga. Please I don't want any stress on Akshu. 

Kairav huffed and left the room followed by Vansh. Abhi was again sitting by Akshu waiting for her to wake up again. 

Neil and Manjari came to see Akshara. 

Maa- Abhi beta Akshu kaisi hai. 

Ab- Filhal stable hai, bas phirse hoshme aaneka wait karna hai. 

Maa- Koi baat nahi beta Tumne itne dino taak intezar kiya hai bas kuch aur time aur phir teri Akshu tere paas vapas aajayegi. 

Ne- Ji ha bhai dekhna bhabhi bohat jald pheli jisi hasti khelti hojayegi aur phir aap dono phirse ek sath. 

Maa- Thik hai bohat batee hogai me na ghar jake tere aur Akshu ke liye khana leke aati hu. 

Ab- Maa Akshu ko abhi kuch bhi solid khana allowed nahi hai. Usse abhi aur thode time tak tube feeding pe rakhna hoga. 

Maa- To beta tumhare liye khana layaavu. 

Ab- Nahi maa muje kuch khaneka maan nahi hai.

Maa- Beta tuje khana to khana hoga aur usbareme me teri kuch nahi sunne vali. Abhi samaj beta agar tum 100% fit nahi hoga to tu Akshu ko kaise 100% fit karega. 

Ab- Thik hai meri Maa. Me kabhi bhi aapse nahi jeet sakta. Jaa Neil Maa ko leke jaa aur phir tu khana leke aajana aur Maa aap gharpe rehna aaram karna aur iss baar me aapki nahi sunne vala. And don't worry Kaal subha Neil aap ko yaha leaayega phir aap apni Akshu se millena ok Deal. 

Maa- Thik hai done deal. 

Manjari and Neil leave. Later in the day Mahima came to Akshu's room to see her. 

Mh- Abhimanyu Akshu kaise hai. 

Ab- Abhi abhi usne aankhe move ki, lagta hai usse hosh aagya hai bas tiredness, fatigue ki vajahse aankhe kholneme waqt lag raha hai. 

Mh- Hmm thik hai to phir me yahi rukti hu ek baar Akshara ko hosh aajaye phir me usse check karlungi. Tab tak tum fresh hoaao.

Ab- Nahi it's ok Taiji. 

Mh- Abhimanyu I know tumhe Akshara ki chinta hai, but don't worry me hu yaha aur me tumhari Akshu ka acchese dhaya rakhungi. 

Abhi smiled at his taiji and left the room to change and get fresh. After that he went to see his patients, it doesn't matter how busy a doctor is in their personal life but at the end of the day a doctor is a doctor and for a doctor all their patients are important and same is with Abhi that's why he took out time from Akshu and went to check on his patients. Once his rounds are done he again changed and wore fresh clothes to prevent spread of infection. When he enters Akshu's room he was shocked to hear machines beeping and Mahima trying to control the situation. Abhi ran to her and started inquiring about the situation. 

Ab- Taiji yeh Akshu ko kya horaha hai. 

Mh- Abhimanyu Akshara hosh me aayi to me usse check karne lagi phir suddenly yeh panic hone lagi. 

Ab- Oh god this is not safe for her. Akshu babba please calm down dekho me yahi hu.Tumhara Abhi yahi hai tumhare paas. Shant ho jao please. 

Abhi was pleading Akshu to calm down but she was giving dead ears to his talks. Abhi held Akshu's hand and squeezed it and she suddenly recognize his touch and she finally started to calm down. Soon she was calm enough for Mahima to check her. Throughout the check up Akshu was being restless but Abhi's hold is keeping her calm. 

Ab- Taiji kaisi hai Akshu. 

Mh- Akshara thik hai, but. 

Ab- but kya taiji. 

Mh- Abhimanyu, kuch time ke liye Akshara ko bohat zyada care ki zarurat hai and I would recommend ki tum uske paas he raho. Yeh mene notice kiya hai ki Akshara jab bhi tumhe nahi dekhti hai to vo panic karne lagti hai aur jaisehe tum aate ho vo shant ho jati hai. 

Ab- Hmmm, taiji ek sawal Akshu ko kab ventilator se hatayenge. 

Mh- Hum try karenge ki jaldse jald Akshara ko ventilator se hataye per jab tak vo khudse saas lena start nahi karti humme usse ventilator pe rakhna hoga. Accha to me aab chalti hu meri ek surgery hai. Agar kuch chaheye to Dr. Anand ko bulalena. 

Saying so Mahima left and Abhi sat with Akshu. 

So this is a smally update of the story the conversation between Akshu and Abhi will be shown in the next part till then keep liking my story on ABHIRA and keep giving your precious comments. And a big SORRY because I have not updated any of my stories for a while but I was sick I had severe food poisoning and had no energy to write so please forgive me for that but from now on I will try to post regularly or at least will not make you wait for really long time.  




Who's FaultWhere stories live. Discover now