Part 10

3.8K 197 24
                                    

Kairav, Neil, Parth were sitting in the garden. 

P- Neil Abhi kaisa hai. 

Ne- Bhai Maa hai unhe sambhal rahi hai. 

K- Parth- Neil tum dono ko jana chaheye Abhimanyu ke pass. Filhal usse tum dono ki bohat zarurat hai, please tum dono usse sambhalo vo Akshu se bohat pyaar karta hai. 

P- Kya tum thik ho Kairav.

K- Ha me khud ko sambhal lunga. Muje to aadat hai khudko sambhalne ki aur me vohi to karta aaya hu jabse mere mumma papa ki maut hui hai tabse aur sach kahu to muje aab jaise dard ki aadatsi hogayi hai. Shayad meri kismat me pyaar likhahe nahi hai phele mujse meri naira mumma, meri tina the tin tin chali gai, phir papa, phir sirat maa, mere jeeneka sahara meri Akshu he thi jo muje mere mumma papa ki di hui unki akhari nishani hai per aab to vo bhi mujse duur hogai hai. Anisha bhi chali gai, koi nahi hai mere sath. 

Voice- galat kaha aapne. 

The trio turned towards the voice. 

K- Sorry me chala jata hu sorry vo bas me yaha betha tha jahe raha hu 

Kairav got up and started going but the person stopped him from moving. 

Person- Nahi aapko jane ki koi zarurat nahi hai aapka apki behen ke bare janneka pura haq hai. 

K- Nahi me vo haq shayad bohat phele he kho chuka tha. Abhi tak me vo haq zabardastise mangraha tha. Lekin tumne sahi kaha Abhimanyu me aur mera parivar bohat he selfish hai bilkul tumhare sir ki tarha. Abhimanyu hosaketo muje maaf kardena. 

Yes the person was none other than Abhimanyu. After Manjari explained him what Akshu wished for and what she craved for and the importance of family for Akshu. 

Ab- Kairav actually I am sorry me he gusseme kuch zyada bol gaya, aur tumhe pura haq hai Akshu ke bare me janneka. Aur rahi baat maafi ki ko maafi mujse nahi Akshu se mangiye. In fact Akshu se maafi to hum sab ko mangni hogi akhair hum sab Akshu ke gunhegar hai. Maaf karna na karna AKshu ka faisla hai aur me chata hu ki koi usse kisi ko bhi maaf karne keliye force na kare. Akshu ko khud faisla lene dijiye please. 

K- Hmm,Thank you Abhimanyu meri behen ko hum sabse acchi tarhase samaj ne keliye. Me vaada karta hu me kissi ko bhi Akshu pe dabav nahi dalne dunga kya aab me meri behen se milsakta hu. 

Ab- Sorry Kairav abhi Akshu ko hosh nahi aaya hai aur uski condition bohal critical hai aur hum infection ka risk nahi le sakte hai. Humme bohat careful rehna hoga to me iss waqt tumhe Akshu ko milne nahi de sakta hu please try and understand. 

K- me samaj ta hu Abhimanyu per kya me Akshu ko baharse dekh sakta hu.

Ab- Hmm chalo, Chalnese phele me batadu please aap Akshu ko dekhne ke baad khud ko sambhalna. 

K- hmm 

All leave to see Akshara. Kairav stood outside looking at his little sister he broke down seeing his sister battling for life. Abhi went to him and kept his hand on Kairav's shoulder and gave it a squeeze as a gesture saying he can under the pain that Kairav is going through. 

Ab- Kairav sambhalo I promise me Akshu ko kuch nahi hone dunga. 

Abhi made Kairav sit on the bench. Everyone was waiting for the scan results to come. Abhi was moving back and forth he cannot wait any longer so he decided to go to Mahima's cabin to see whether the reports came or not. 

Ab- Maa me dekhke aata hu ki reports aaye ki nahi. 

Mh- uski koi zarurat nahi hai Abhimanyu, Akshara ke reports aagaye hai. 

Ab- Kya hai reports me, sab thik hai na. 

Mh- I think hume cabin me chalna chaheye yeh jagah thik nahi hai patient's ke reports discuss karneki. 

Everyone got up to go to the cabin, but Mahima stopped them. 

Mh- Sab ko aaneki zarurat nahi hai sirf Abhimanyu ki zarurat hai mene Dr. Anand ko bol diya hai vo bhi apni meeting khatam karke aarahe hai. 

K- Mahima aunty muje please aane dijiye na please. 

Mh- Kairav please try to understand yeh koi behas karneka time nahi hai, Akshara ki halat bohat critical hai aur humme turant required treatments karni hogi aur uske liye hum doctors ko patient ki case file study karni paddti hai aur treatment plan ready karna hota hai aur discussion karte waqt hum koi personal talks  ko entertain nahi karte so please aap sab yahi raheye let's go Abhimanyu. 

Mahima and Abhimanyu started going to the cabin when Mahima stopped in her tracks and turned. 

Mh- Parth agar tum chaho to tum humme join kar sakte ho. Mene dekha that tumne OT me kaise Abhimanyu ko guide kiya aur usko himmat di. I am proud of you my son. 

Parth got teary eyes as finally he can see the proudness in his mother's eyes for him. 

P- Hmm chaliye, (SELF) thank you Akshara tum abhi tak humare ghar aayi bhi nahi aur tumne muje mere ghare me meri khoi hui izzat lotadi thank you Akshara. Me promise karta hu ki me tumhe kabhi sad nahi hone dunga aur me tumhare bhai Kairav ki tarha tumhara humesha khayal rakhunga. 

The trio moved to Mahima's cabin. Anand also reached there, they took their seats. Anand saw Parth and made face but he thought it is not the correct time to talk to him.

Ab- Taiji to kya hai scans ke results. 

Mh- Abhimanyu brace yourself jo me kehne jarahi hu vo hum bilkul nahi sunna chahte ho per this is the truth. Akshara ko brain injury hui hai. Akshara ke saar ke piche occipital bone pe usse fracture hai, 

P- iss ka matlab Akshara ko occipital condyle fracture hai. 

Mh- ha Parth fracture ko dekhke lagta hai ki Akshara ko kissi bohat bhari chese se mara tha. 

A- oh god we have to treat it fast this is very dangerous. Agar aur der hui to Akshara ko permanent neurological damage hosakta hai ya phir usse quadriplegia bhi ho sakta hai. 

Ab- NAhiiii meri Akshu ko aisa kuch nahi hosakta hai no no no NOOOOO

A- Abhimanyu sambhlo yeh sub sirf possibility hai kuch confirm nahi hai. Hum time pe Akshara ki treatment karnege to vo bilkul thik hojayegi please tum hosla rakho. Mahima tum continue karo. 

Mh- Humne brain CT or MRI karaya aur usme patachala hai ki there is a severe swelling in the brain due to the brain trauma. Swelling kafi hai or issi vajahse Akshara ko hosh nahi aaraha hai. 

A- Any thing else Mahima. 

Mh- No this is it aur koi injuries nahi hai Akshara ko. To aab humme bina time waste kiye treatment plan banana hoga time is not with us. Humme jaldse jald Akshara ki brain swelling kam karni hogi varna vo coma me bhi ja sakti hai. 

Hearing about Akshara going in coma shocked Abhi. He got scared and looked at Mahima and Anand. 

Ab- Nahi meri Akshu mujse dur nahi hogi me usse kahi nahi jane dunga. Meri Akshu ko ku... kuch na...nahi hoga. 

P- Abhimanyu hum sab apni jee jaan lagadenge Akshara ko thik karneme, tumhe bas trust karna hoga apne pyaar pe aur medicine pe. 

Mh- So shall we start. 

A- Humme phele to humare hospital ke sab se best neurologist ko consult karna hoga. 

Mh- Aur saath me humme Akshara ka arrhythmia bhi treat karna hoga. 

A- To phir hum wait kiska karrahe hai lets get to work me neurologist se baat karta hu aur Akshara ka case explain kardunga taki vo treatment turant start karde tab tak Mahima tum aur Abhimanyu bakika dekh lo aur Parth tum khair choda tum ghar jao jaha tum humesha pade rehte ho. 

Saying so Anand left. Parth was disappointed with his father taunting him again and again just because he wants to follow his passion and his father want him to become a best doctor like his brother Abhimanyu and his father Anandvardhan. 

Mh- Thank you Abhimanyu ke patients ka charge lene keliye. Iss waqt Abhimanyu vasse bhi Akshara ki alava kissi pe focus nahi karpayega so thank you for handling his patients. So tum apna kaam continue karo. Abhimanyu lets go humme Akshara jo check karna hai. 

Mahima and Abhi left to Akshu's room where as Parth went to check on his patients.     

Who's FaultWhere stories live. Discover now