his priority

454 33 15
                                    

All went to the room though sleep was far away from everyone, vyom went to As room and found him doing some files sitting in a table he went as sat on the bed fidgeting with phone .

Aap sojaiye jijashree hame thoda karya hai hum wo smapat karlete hai " As said still doing his file "

Hmm "lalla hummed and then thinking something he said " apne inhe sach nahi bataya hai na " he asked "

Nahi jijashree abhi tak to nahi aur koshis karenge ki batane ki noubat na aye , hum nahi chahte ye hamare bareme hamare rishto ke bareme ab kuch bhi jane " As said lost "

Hum samajhte hai salehab lekin kabtak aap yu anjano sa rahenge ekna ekdin to baat karni hi hogi na bata dijiye na inhe ki aap gussa hai inse apni narazgi nikal dijiye per tu chup rehkar khudko kyu takleef dete ho " lalla said concerned "

"He laughed sarcastically " jijashree naraz unse hua jata hai jinse koi rishta ho aur inse hamara koi rishta hi nahi ha jo tha wo khatam hochuka hai jisse tha wo marchuka hai , aur shant hai to rehne dijiye agar hamare tufan bahar agaya to pralay mach jayega aur sabkuch tabah hojayega " he said calmly yet with a deadly anger "

Dekhiye aap " cut by As "

Bohot raat hogayi jijashree aap sojaiye agar jarurat padi to inhe sab bata denge , "lalla hummed " waise nitin kaha hai

Wo nitya se baat karne gaya hai ajayega " he said "

Good night
Good night.

AS POV : YE KIS MOR PER AKAR KHADE HOGAYE HAI HUM PHIRSE HAMARA BITA HUA KAL DOBARA HAMARE SAMNE AKAR KHADA HOGAYA , JISS DARDNAK SACH AUR HADSE SE HUM BHAGTE ARAHE HAI AAJ ANJANE MEIN HI WO DOBARA HAMARE SAMNE AGAYA HAI , APNE PREM KO APNE SAMNE PAKAR BHI UNHE GALE NAHI LAGA SAKTE APNI BEHEN KO DEKHTE HAI TO AB UNKA BACHPAN NAHI SIER WO GOLI KI AWAZEIN ATI HAI PJ KO DEKHTE GAU TO MANN HOTA HAI PUCHE MAA KAISE HAI PER PHIR BHAY LAGTA HAI YE ISKA GALAT MATLAB NA NIKALE PHIR SE KUCH ANHONI NA HOJAYE INHE APNANE MEIN DARR LAGTA HAI HUM HAMME KUCH BHU SHENE KI KSHAMTA NAHI HAU HUM NAHI SEH PAYENGE PATA NAHI NITYA KAISI HOGI WO BECHARI MERE WAJAHSE HAMESHA PARESHAN HOJATI HAI AB BHI WO BASS HAMARE WAJHSE , JALDI SE YE MISSION KHATAM HO TO YE LOG CHALE JAYENGE HAME INKE KAREEB JANE KI JARURAT NAHI INHE APNE KAREEB ANE NAHI DENA HAI BASS KUCH SAMAY KI BAAT HAI ANUBHAV PHIR SAB PEHL JAISA NORMAL

________

After an hour Nitin came in room with the thought of Nitya , As saw him and got worried for her

Nitin , tum aise nitya se baat Hui kya hua wo theek to hai na " nitin remained silent " hum...hum baat karke ate hai unse "he was about to got but nitin held him "

Anubhav she is fine bass kuch batein clear karni thi it's just she wasn't ready to except what all happened but it's ok ab maine usko samjha Diya hai aur wo bht acche se samajh gayi "he said with the smile "

Perantu usse baat karna avashak hai na kahi use laga ki hum usko nazarandaz karrahe ho to " As said gloomily nitin looked upto him "

Aisa kuch nahi hai Anubhav tu jyda chinta karraha hai " nitin said to calm him "

Chinta to karenge hi na nitin ab hamara jeevan to saral hai nahi to inme mile rishtey kaise saral hosakte hai humne pehle hi apna sabkuch kho chuke hai ab aur khone ki himmat nahi bachi humme nitin jab tum ya nitya humse rusht hote ho to aisa....aisa pratit hota hai ki hum tumhe khone ki kagar per agaye hai " Anubhav said imaging about leaving them behind and nitin looked at him surprised for the first time after the incident his faces showed a fear he told them his insecurities which he is feeling right now " isiliye bhaybhit hojate hai

rishto ka anokha dor - Mission Behrupiya Where stories live. Discover now