interrogation

331 30 34
                                    

After sometime all get into the room to find krip sitting on the chair exhausted but still he has his devilish smirk

Tumhe lagta hai tum mujhe iss... iss secret room mein lakar rakhdoge to mere boss ko pata nhi chalega " laughing" to tum galat ho Anubhav mere boss ko har chiz ki bhanak hoti hai "said krip proudly "

Accha , umm to syad isiliye hamara admi tumhare team mein shamil hoke hame tumhari khabar bhii dediya aur tumhare boss ko bhanak tak na lagi "Anubhav said tauntingly"

Kya kon admi kon hamare gang mein ghusa hai " krip asked shockly anubhav smirked "

Ooh aree aree tumhe to pata hi nahi chala hoga wo kon admi hau kab aya tha kab Gaya tch tch tch " with fake sadness" koi baat nahi baadme millena jab wo yaha ayega

Ay anubhav singh accha nahi kiya tune mujhse aur mere boss se panga leke ek ek ko chun chun ke marenge sabko maut ki ghat utarenge " krip said dangerously"

Maut ka kafan sar per bandhke chalne walo ko maut ka khouf nahi hota " smiling" magar tum jaise geedaro ko maut ka bhay avashya rehta hai " Anubhav said "

Anubhav tumhe kya main un namune gundo jaisa dikhta hu " leaning towards him " jo thodi si maar khake sach bata dega nahi nahi Anubhav Babu na main unjaisa hu na aur na main tumse darta hu , aree tumhare hath to kanoon se bandhe huye hai isiliye tumhara kitna bhi khoon khole tum mera kuch nahi bigad sakte " said relaxing in the chair "

The room grew silent all were looking at eachother except for anubhav he was controlling his temperature by counting number looking down

Kya hua itna sannata kyun hogaya meri baat sunkar darr gaye " laughing evily" tumlogo ko police mein kisne bharti kardiya re , waise tum charo(4) ko to police mein hona hi nhi chaiye tha " pointing towards the girls " tumhari jagah yaha nahi kahi aur hai " krip completed eyeing them lustfully"

Aay zaban sambhal kar jante ho na kon hai hum tumhara wo haal karenge Jo tum soch bhi nahi sakte khabardar mere bacchiyo per ankh uthakar bhi dekha to wohi ankhe nikal lenge hum " ps said angrily surprising others "

Aree budiya Kon hai tu re kya karlegi mera ha jab tera ye mushtanda " pointing towards As " mera kuch nahi bigad paya to tu kya bigad payegi

Dekh krip bijay ke bareme jo janta hai sab bata de hoskata hai hum tumhe chorde  " Anubhav said his voice blank no tinch of angerness or pain all were confused with his sudden change "

Anubhav ye tu kya kehraha hai " nitin asked interrupting "

Ha sahi to kehrahe hai agar ye sach batdena hai bijay ke bareme sari details dedeta hai to hum ise chor denge waise bhi hame ise nahi bijay ko pakadna hai " Anubhav said plainly krip started thinking "

Anubhav sir aap aisa nhi karsakte aap ise aise nahi chorsaktw agar ye sach bata bhi de to aap jante hai na ye kitne jurmo se mila hai " hm said interrupting "

Hame sikhane ki jarurat nahi hai ms mallik ki kon kaisa hai aur waise bhi jo humne kehdiya so kehdiya " he said coldly and turned to krip " to bolo krip kya irada hai tumhara

"Pause " tumlogone mereko yeda samjha hai " leaning against the table looking at others then Anubhav " mere sarper kya bewakoof likha hai pagal dikhat hu tumko ,jo tumhari baaton per ajaunga aur sach boldunga mujhe kya malum nahi hai ki agar sach bata bhi Diya to tulog mereko jane nahi dega ye bass tareeka hai mujhse sach nikalne ka  " krip said angrily "

rishto ka anokha dor - Mission Behrupiya Where stories live. Discover now