don't worry main hoon na

449 43 13
                                    

Shuru mein Anubhav ne hamara mission keliye istemal kiya sirf hamare chachaji tak pahunchne keliye unke dil mein farz keliye mohabbat thi aur hamare dil mein unke liye ,humne unka sath diya sirf apne desh ke suraksha keliye hum haste rahe per sirf hamara dil janta tha ki hume kitna dard hota tha , wo shaks jisse humne itni mohabbat ki wo humse pyar to dur ki baat hame hi dhoka deraha tha bhale hi wo desh ke hith mein tha per dil to kisi ki nahi sunta na ,
Phir unhone Holi mein propose kiya ha nashe mein humne haa kahi kyuki hamara dil unhe pehle hi apna chuka tha per dimag aur self respect ne hame rok diya aur ek dar tha agar firse hamar dil tode to aur hua bhi to wohi na , aur wo taane sirf hamare takleefe bahar lane ka ek zariya bani hum jante hai unse Anubhav ko dukh hota hoga magar hum kya karte bass apna gussa hum waise.hi nikal sakte the , sagai mein humse galati hogayi humne ekbar ye bhi janne ki koshis nahi ki , aur mission behrupiya mein *sigh* hum kya karte hum bhi majboor the apne farz ke hatho hume training Dene Wale khud Anubhav the unhe marna sikhaya tha unhone khud per bure sapne mein bhi ye nhi socha tha ki apne hatho se kabhi unko marna parega uss waqt hamare zehen mein kya Jung chalrahi thi sirf hum jante hai dimag mein konsa tufan tha sirf hum jante hai ,usdin goli Anubhav per nahi humne apne sapne aur apne dil per chalyi thi "blankly " Anubhav ke jane ke baad zindagi ruki to nahi per pehli jaisi rahi bhi nahi wo to chale gaye sathi hamari khushiya sapne sab apne sath legaye ,apna karishma singh apna bhoukal bina wajah nahi dikhayi na wo possisive hoti hai na bina wajah humper Shak karti hai hum unke bhaiya jo nahi rahe "looking at nitya's eyes " hum jante hai Anubhav ne bht kuch khoya hai wo toot gye hai aur uski wajah hum hai per hume bhi kam takleef nahi hui nitya hamare anadar bhi sab bikhar Gaya tha , akhir hum pyar karte hai unse hamari pehli mohabbat hai wo aur syd akhri bhi kyuki Anubhav ke baad aur kisiko chahne ki iccha nahi hai humne "hm said all this in one go and took out all the frustration which she was ignoring her pains and miseries were burried down after getting the continuous taunts of Nitya but today it was enough the taunts and hatred was getting unbearable for her so she just burested out her angers and pains through her tears now she was crying , after months she is crying her frustration and pains are flowing from her eyes "

Karishma gave her a support and hugged her haseena was crying in her embrace , nitya and nitin were looking at them painfully nitya's stern face changing into soft and saddened.

Nitya aisa nhi hai ki hume takleef nahi hui ya wo galat nahi tha humne Jo kiya u bht galat tha aur uski saza to hame milni hi chaiye aue mil bhi Raha hai , apko ka lagta hai apne bhaiya ko apne hath se goli marke humko khushi hui ,nahi aisa nahi hai usidn humne bhaiya per goli chalayi jarur thi per sath hi sath apne bachpan ko bhi aag laga diya tha ka yadein thi ka soche jo pyar jo apnapan bhaiya ne dikhaya tha wo sab jhuth tha jo deshbhakti jo farz ke prati pyar bhaiya ne hame sikhaya wo jhuth tha , per Satya ye bhi tha nitya ki hamare samne usdin humne apne bhaiya ko nahi ek gaddar ko dekha tha , ha yahi hamara jurm tha ki humne apne bhaiya mein gaddar ko dekha per agar hum uss gaddar ke andar apne bhaiya ko dekhta to syd hum usidn goli nahi chalapate per usidin ek afsar ki bhi haar hoti na ."paused "
Bhaiya aur papa ne hi hamare andar desh bhakti ki beej boyi thi aur humne sankalp liya tha hamesha unke dikahye rastey per chalenge imaandari ke raah per per kabhi socha nahi tha iss rastey mein chalte chalte hamse hamare bhaiya se aise dur hona hoga agar pata chalta to ya to hum bhaiya ko rok lete ya hum khud ruk jaye

Karishma too let her fears and grief of loosing her brother let go

Aap janti hai sagai ki sacchai chupane se kitni takleef hui hai har pal ek guilt ek apradh bodh se jalte aye hai ,apne samne apni madamsir ko takleef mein dekhke bhi kuch bata nahi pate the aur bhaiya unki kya hi baat kare unko to ye tak nahi bata pate the ki kitna yaad karte hai hum unhe .

The strong And fierce karishma singh is crying in front of people just because the pain the hatred of her brother is getting unbearable for her

Itne din baad jab bhaiya ko dekha tab laga dour ke jate hai aur unhe kaske gale lagakar unki hi sikhayat kare per ka karte phir se farz ke hatho dimag jeet gaya aur phir ilzam laga baithe , per ab ye bhaiya ki nafrat humse aur bardasht nahi hoti ye bhaiya ki berukhi hamare bhaiya ka badal swabhav hame andar se maar rahi hai aisa lagta hai ye hamare bhaiya nahi koi au4 hai .

Karishma completed herself and haseena was already looking at her with tears nitya had tears in her eyes .

3rd person pov

Nitya was standing there just listening to them she doesn't want to hear them her mind had already thought them guilty , guilty for hurting her best friend hurting a pure soul she hated him cause not only they misunderstood a person like Anubhav but also encountering true patriot that too without any proper proof but at the same time her heart was crying for them she too knew they aren't completely wrong is it that because she is just being biased for him ,even he too isn't being biased for himself why is she being that's just because she is feeling his pain ,she has been through so much obstacles this feeling had already made her condition worse but one thing she knew now was that there cry was making her weak and sad , is she sympathetic towards then does there pain giving her a reality check or it's just humanity but one thing was sure she can see truthfulness in there eyes , they aren't living , her eyes welled up and she couldn't insist much ,she wanted to console them and tell them she is with them i am with you ,but she didn't knew how to and suddenly she found herself embracing them in her embrace, firstly she was caressing them ,karishma and haseena was surprised with the sudden moment but the next thing they heard was the list thing they were expecting " don't cry i am with you,  don't worry main hoon na" said nitya haseena and karishma was surprised and looked at eachother but then didn't broke the hug but just cluthced it tightly and tighten the grip .
Nitya too couldn't believed she hugged them it was also a least thing she could except but she did , when and why she didn't know but she did also she wanted to pacify them and the thing which made her shock was she find herself saying " don't cry i am with you don't worry main hoon na" shocked and surprise was waiting for her more as she find haseena and karishma tightening there grip and she too knew at this moment she too don't want them to leave .......

_______________________
_______________________

Hello people

Like share comment 😊
Stay tuned
Spread positivity

~jai hind ~

rishto ka anokha dor - Mission Behrupiya Where stories live. Discover now