haseena's outburst

564 34 52
                                    

Next day

Doesn't happen much today all were busy doing trainings and stuff nitya and nitin made them understand basic agent trainings and taught them few moves and gave them some details and ideas , while nitya avoided talking anything about yesterday's things so whenever she get times she goes out commissioner isn't in town now he is going to come tomorrow. Haseena wanted to talk about nitya as ks told her about nitya's yesterday behaviour which vyom told her nd also wanted to know about Anubhav but no getting a chance to talk to nitya karishma and haseena decided to talk to nitin .

Nitin " ks called "

Ji bhabhi " asked nitin looking at her and saw hm too " aap dono eksath kuch pareshani hai kya  "he asked standing up from the sofa kareena looked eachother and asked him hesitantly"

Ji sab theek hai hame apse kuch jaroori baat karni hai " ks said "

Boliye na " he replied"

Wo hame nitya ke bareme puchna hai " hm said nitin gave a question look " wo kal vyom ji ne bataya jab aplog gaye the ki nitya ka behaviour kuch alag hogaya tha Aisa lagraha tha uski tabiyat kharab hai " nitin looked down " dekhiye aap bura na mane to kya aap hame bata sakte hai nitya ko kya hua tha i mean ki hame.uzki ankho mein kuch dikha kuch darr ek alag si baat kahu unke sath bhi kuch aisa nahi matlab wo Anubhav se itna lagav rakhti hai to hamari wajahse koi pareshaani hai kya " she asked hesitantly"

Nahi nahi haseenaji apse usko kya takleef hogi wo to kal maine gusse mein usko kuch jyada dant diya aur usne bhi danta na isiliye wo thoda sahem gayi thi ,, aaj dekha na apn wo th...theek hai bilkul " nitin said nervously avoiding eye contact "

Aisi koi baat hai ka jo aap humse chuparahe hai nitya ke bareme " nitin looked at her " ye hum ek police wale ke nahi balki apdono ki bhabhi hone ke naate puchrahe hai aisi kya baat hai jo nitya utna ghabra gayi thi " ks asked concerned"

Bhabhi itni fikar karne wali koi baat nahi hai nitya theek hai aur filhal wo bass pareshan hai actually wo bhale hi na dikhaye perjab bhi hameese koi mission mein akela jata hai wo aise pareshan hoti rehti hai , nitya hamesha se aisi hi hai apna dukh,takleef aur dard kabhi kisi se nahi banti kabhi nahi jatati aur uska gussa bhi sabper nahi barasta ,wo apne aap mein ek mystery hai jise aaj tak main bhi solve nahi karpaya , apne saare dard ko chipakar hasna ata hai use apni saari takleefo ko apne andar samet kar jeeti hai theek waise hi jaise Anubhav karta hai usi ka lady version hai ye , dono bilkul ek jaise aur inki kismat bhi bilkul ek jaisi " he smiled sarcastically thinking about there cursed fate "

Bilkul ek jaisi matlab " ks asked confusedly"

Wo ku...kuch nahi " he replied nervously" waise kuch aur bhi puchna hai aap dono ko " he asked reading there facial expressions"

Ha....ji...wo...ham...hame Anubhav ke bareme Janna hai " hm asked trying to calm herself while h raised the eyebrows"

Anubhav ke bareme.... anubhav ke bareme kya Janna hai apko " he asked "
Bohot kuch Janna hai , agar aap bataye to itne saal hogaye hai unhe jante huye per lagta hi nahi hai hum theek se unhe samajh bhi paaye hai jab bhi lagta hai ab hum Anubhav ko acche se jaan gaye samajh gaye tabhi unka ek alag sa roop dikhta hai ek aisa vyaktitva jo unke shakshiyat se alag hai , beete saalo mein humne jitna hosake Anubhav ka zikr avoid Kiya hai  chahe wo maa ke samne ho ks ke ho ya hamare aur Anubhav ka ye roop hamare liye bilkul naaya hai " hm said being lost "

Aisa apko lagta hai ms mallik kyuki Anubhav ke alag alag nahi ek hi pehchan hai he is a pure soul inside and out , wo karishma bhabhi ki tarah bahar se khadak andar se narm nahi hai wo andar aur bahar dono se hu narm hai h jabtak usko gussa na aye kyuki gussa ane pe wo top ka gola banjata hai, " he chuckled" alag alag logose apko uski alag alag description milengi jaise hamare seniors keliye wo honest aur dedicated officer hai , uski maa keliye wo here jaisa beta , humjaise dosto ke samne wo baccha jise mazak masti pasand hai aur criminals keliye yamdoot , uske liye Jo jaisa hai wo unke liye waisa hai per uski asli shakshiyat yahi hai jo apne dekhi thi , jiska Dil ek chote bacche jaisa masoom aur dimag chalak lomdi ki tarha tezz ,aur jiski zubaan kisi ka bhi dil badal de aur jiske hath aur pair kisi ke bhi sharir ka naksha , kul milakar Anubhav jaisa insan iss duniya mein dusra milna asambhav hai , uske jaisa saaf mann pavitr soch desh keliye jazbaa kabiliye tareef hai jiske liye sabse pehle uska desh aur dusra uska parivar " nitin said smiling ks and hm has tears in eyes but a satisfactory smile in lips "

rishto ka anokha dor - Mission Behrupiya Where stories live. Discover now